nah ather i didnt read all posts
and i dont even wanna read,, par mujhe itna samajh aaya k she was probably saying that shab e baraat biddat hai,, well jiss tareeke se hamare haan manai jaati hai uss lehaz se to F16 is right,,
i still remember bachpan mei hum sab log pathakhe chalaya karte the iss raat ko, aur khatam ho rahe hein, khaane pak rahe hein,, how silly, now i realise sab kitna galt tha
to b honest i didnt know k shab e baraat ki hakeekat kya hai,, yeh topic dekh k me ne net pe hi search ki coz i dont have any other way to check this info
aur jo pata chala mujhe woh post kar diya
but i ll say again, sache dil se maafi mangne liye aur dua karne liye harr lamha harr din behtar hai
hum muslims ki pb yehi hai, chahe namaaz na parhein par namaz parhne k different tareekon pe lambi lambi laraiyan kar sakte hein
forget it yaarrr,,, sab apni niyyat saaf rakho that s the most imp thing,, baki sab kuch nahi hai,,,,
shab e baraat ki poori raat ki ibadat bhi zaya hai agar dil aur niyyat saaf nahi to
Allah miyan maaf karein hum sab ko aur seedha rasta dikha'ain, Ameen