Age: 124
7018 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Life's like a piano, the white keys represent happiness and black show sadness but as u go through life's journey, remember that the black keys too make music!
Age: 124
7018 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
In life, we meet a lot of people, but make friendship with few. In those few, some touch our heart in such a way their presence is felt in their absence too!
Age: 124
7848 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
sun_shine said:
In life, we meet a lot of people, but make friendship with few. In those few, some touch our heart in such a way their presence is felt in their absence too!
Age: 124
8069 days old here
Total Posts: 6924
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Moral of the story for the Masrassah Students You can mess with the Shias You can mess with the Ahmadis You can mess wit the Sunnis You can mess with the Christians Hey, you can even mess with the army and the U.S But never ever mess with a chineese prostitute.
Age: 124
6850 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
BadShaH1 said:
Moral of the story for the Masrassah Students You can mess with the Shias You can mess with the Ahmadis You can mess wit the Sunnis You can mess with the Christians Hey, you can even mess with the army and the U.S But never ever mess with a chineese prostitute.
Age: 124
7848 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Aap ne suna hai Aap ne suna hai, Ya nahi suna, Waqai nahi suna, CNN pe, BBC pe, Ptv pe, Geo pe, Fm99 pe bhe nahi, To mujh se sun lo “I miss U”
Zikar hua jab khuda ki rehmaton ka Zikar hua jab khuda ki rehmaton ka, Hamne khud ko khushnaseeb paya, Tamanna thi ek pyare se dost ki, Khuda khud dost bankar chala aaya.
Har sagar ke do kinare hote hai Har sagar ke do kinare hote hai, Kuch log jaan se bhi pyare hote hai, Ye zaruri nahi ke har koi pass ho, Kyunki har subah mein yadoo, Ke bhi sahare hote hai.
Mera dil hai HUGE Mera dil hai HUGE, Isse mat karna USE, Warna ho jaye ga FUSE, Aur tum hain paden gai SHOES.
Khusbu teri muje mehka jati hai Khusbu teri muje mehka jati hai, Teri har baat muje behka jati hai, Sans ko bahut der lagti hai aane mein, Har sans se pehle teri yaad aa jati hai.
Log pyaar ko bhagwan kahete hai Log pyaar ko bhagwan kahete hai, Par koi kare to gunah kahete hai. Kahete he ki patthar dil roya nahi karte, To fir zarne pahado se hi kyu nikalte hai?
Hamain to ‘SMS’ ne loota Hamain to ‘SMS’ ne loota ‘CALL’ mein kaha dum tha, Mere ‘SMS’ bhi wahan pohanchay Jahan ‘BALANCE’ hi kum tha.
Na kashti na kinara hai koi Na kashti na kinara hai koi, Na manjil na jeene ka sahara hai koi, Na aansu na khushi ka ishara hai koi, Par aap hai to lagta hai ki hamara hai koi.
Age: 124
7848 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
ASSALAT O WASSALAM O ALAIKA YA SAYYEDDI YA RASOOL ALLAH
"Be Shak ALLAH TA'ALA aur Os k Farishte AAP(Sallal lahu Alaih e Wassallam) par Darood o Salam bhejte Rehte hen , Ae Iman Walo ! Tum Bhi AAp (Salla lahu Alaihe Wassallam) par Darood aur Kasrat k Sath Salam bheja karo." (Al-Ahzab-56)
NABI KAREEM(S allal lahu Alaihe Wassallam) ka Irshad Mobarak Hei :
Jab Koi Ik Bar Darood Parta hei To ALLAH os Par 10 Rehmaten Nazil Karta hei, 10 Darjay Boland Karta hei,
10 Gunah Ma'af karta hei.
(Saheeh Muslim)
HUZOOR PAK (Sallal lahu Aliahe Wassallam) Par   ;DAROOD O SALAM parne ki Farziyyat Is Qadar Ziada Hei K
ALLAH TA'ALA Ki Sab se   ;AFZAL Ebadat "NAMAZ" Bhi is k Beghair Namukammal hei. EBADAT ALLAH ki hei lekin Jab TAk ALLAH k MEHBOOB Par DAROOD O SALAM na para jae , Namaz Mokammal h i Nahi ,MaQabool hi Nahi .
DAROOD O SALAAM ki FAZEELAT is Qadar Ziada hei k Namaz k Beghair Paro Tab Bhi Qabool hei. Mohabbat aur Adab k Sath
para Hua SALAM kabhi Rad Nahi Hota Chahe is ka Parne Wala Gunahgar Ommatti kuen na ho. Kuenk NABI PAK(Sallal lahuAlaihe Wassallam) Ka Irshad Hei:
" Jab Mera Koi Omatti ( Chahe Wo Mashriq Men ho Ya Maghrib Mein) Mujh Par SALAM parta Hei To Mein Os Ka JAWAB deta Hoon Kuenk ALLAH ne Meri ROOH Mujay Wapis Lota Di Hei." (Sonan Abi Daud)
Darood Pak Parne Se &n bsp;SAWAB Milta Hei aur
SALAM Parne Se JAWAB Milta hei
Is Liye ALLAH TA'ALA ne AAQA(Alaih Salam) Par SALAM parne Par Ziada Zor Diya hei.{"WASALLEMOU TASLEEMAN"} Kuenk SALAM , NABI Aur OMATTI k Darmiyan Talluq ko Mazboot karta hei , Mohabbat ko Barata hei ,Qabr mein HuZOOR PAK (Sallal lahu Alaihe Wassallam) ki Pehchan ka Zarya hei aur Roz e MEHshar , " SHAFA'AT " ka Waseela hei.