Age: 125
7895 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
PHIR AAH DIL SE NIKLI,TAPKA LAHU JIGER SE SHAYED WO JA RAHE HEIN BACH KER MERI NAZAR SE MUJBORIAN HAMARI WO JANTE TO HOON GE HUM JINN KO DEKHATE HEIN,HASRAT BHARI NAZAR SE
Age: 125
7117 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mera 1 Kaam Karna Har Sehri Se Pehle Har Namaz K Bad Har Iftaar Se Pehle Har Taraweeh K Bad Har Tilawat Se Pehle Har Tahujjad K Bad Har Taaq Rat Me Salat Ut Tasbeeh K Bad Sirf 1 Chota Sa Kaam Karna, Sirf Apni Dua K Chand Alfaaz Mere Naam Karna, Apni Duaon K Khas Lamhat Me 2 Jahan Ki Afyat Mangna Dozakh Se Nijaat Mangna Rizq-E-Halal Husn-E-Akhlaq Mangna Ishq-E-Rasool Shukar Karne Wali Zaban Sabar Karne Wala Dil Mangna . . . / TALIB-E-DUA
Age: 125
7117 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Jazak Allah
DUA Ya Allah hum tujhse mangtay hain, Aisi Maafi jiske baad Gunah na ho, Aisi Hidayat jiske baad Gumrahi na ho, Aisi Raza jiske baad Narazgi na ho, Aisi Rehmat jiske baad Azaab na ho, Aisi Kamyabi jiske baad Nakami na ho, Aisi Izzat jiske baad Zillat na ho, Ya Allah mujhe Dunya aur Aakhirat ki Zillat se bacha, Mustaqbil k aanay waly dinio main sukoon sukoon ata Farma
Kuch Musarrat Mazeed ho jaye Is bahane se Eid ho jaye Eid milne jo Aap aajayein Meri b Eid, Eid ho jaye
============================================
Gulshan ko kar rahi Mo'attar Hawa-e-Eid Aata nahi kuch Nazar kuch b Siwaye Eid Meri Taraf se Eid Mubarak ho Aap ko Bus Mere pass hai Yehi Tohfaa Bara-e-Eid
============================================
Dekha Hilal-e-Eid to aaya Khayal Tera Wo Aasman ka chand hai , Tuu Mera Chand hai
============================================
Eid aaye Tum na aaye kya Maza hai Eid ka Eid hi to Naam hai Ek Dusrey ki Deed ka Apna to kisi Tour katt jaye ga ye Din Tum jis se milo aaj us ko Eid Mubarak
============================================
Meri Eid ka Ta'alluq Teri Deed sey raha hai na hoyee Deed Teri na hoyee hai Eid Meri
============================================
Is Eid per na mil sakey Hum to kya hua Jazbon mai ho Khuloos to Eid Hein Hazar
============================================
Eid aayee hai sab log kehtey hain Tum jo aajao to mujhe Yaqeeen aaye
============================================ Mubarak Naam hai Tera, Mubarak ho Eid Tujh ko Tuu jis ko dekhna chaye, us ki hi Deed ho Tujh ko
============================================
Jab kabi mai ne Tere Chaand sa chehraa dekha Eid ho k na ho, Meri Eid ho jati hai
============================================
Konsi Cheez Tujhey Tohfaa bhejooon Pyaar bhejooon k Duaaon ka Zakheera bejoon
============================================
Door hoon apne Dost sey mai kesey Eid manaoon !! Soch rahi hoon us tak pohnchoon ya us ko Bulaoon!
============================================
Jo Tere sath guzri wo hi Eid ki Khushi Theri Warna to boht guzri hain Zindagi mai Eide
============================================
Eid Card hi bhej dena Tum na aana kabi Ufff!! Tera Ek hi Imtihaan mai mujhe her Baras Dalna
============================================
Ae Eid Card Khata na karna, Qadmon mai ja Girnaaa Puchey jo Haal, Jhuk ker Eid Mubarak kehna
============================================
Bhar Poor Musarraton ka Din Mubarak ho Tujhey*** dey Eid her Lamhaa aisi Hazaron Khushyan Tujhey.
============================================
Apna to kisi b tarah se katt jayega yeh Din*** Jo aaj Tujh se miley us ko Eid Mubrak
============================================
Kuch aur Barh gaya hai Eid k din Naaz-e-Dosti*** Ae Jaan-e-Dost!!! Eid Mubarak ho Tujhey
============================================
Mera Salam-e-Eid Behr haal Qubool ker!!! Aey Rooh-e-Dost Tujh ko Mubarak Hazar Eid..
============================================
Aayee hai Eid Roz-e-Musarrat liye hoye**** Bethey hain Teri Deed ki Hasrat liye hoye
============================================
Aayee Tere Milaap ki leker Nawed yeh Eid*** Hey Aashiqon k Wastey Yowm-e-Saeed Eid
============================================
Khushiyan manatey phirtey hain sab log Eid ki *** Mujhe to Aarzoo hai Faqat tere Deed ki