Age: 124
7564 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:
Fairl_Girl said:
Udaas Shameen, Ujrey Rastey, Kabhi Bulain To Lout Aana Kisi Ki Ankhon Main Rangoon K Azab Aen To Lout Aana Abhi Nai Vadiyan Naey Nazaron Main Reh Lo Mager Meri Jaan...!!! Yeh Sarey Aik Aik Kar K Jab Tumhin Chor Jain To Lout Aana Jo Shaam Dhaltey Hi Apni Apni Panah Gahon Ko Loutay Hain Ager Woh Panchi Kabhi Dastaan Sunain To Lout Aana Naye Zamano Ka Qarb Orrey Zaief Lamhey, Nidhaal Yaadien Tumharey Khaboon K Band Kamrey Main Ager Jo Aaen To Lout Aana Ager Andheron Main Chor Ker Tum Ko Bhool Jain Tumharey Saathi Aur Apni Khatir Hi Apny Apny Diyey Jalen To Lout Aana Meri Woh Batin Jin Pay Beikhtiar Tum Hanstey Thay Khilkhila Ker Bicharny Waley Meri Woh Batin Kabhi Tum Ko Rullaen To Lout Aana Bicher Kay Mujh sey Arien Kabhi Udaas Ho To Lout Aana AkelayPan Ki Udaas Raatin Na Kut Saken To Lout Aana Parraye Logon Main Kon Tum Ko Siwaye Meray Manna Sakey Ga Kissi se Yun Mazaq Ya Jhagrey Main Routh Jao, To Lout Aana
this is again 4 u cf
thx again
kitni baar louton main yarrr bas thakawat ho chuki hia kuch had tak
main koi force nahi kia ki lout ao main bas poem post thi ki yeh nahi kaha tha mere sath larne ao
Age: 40
7838 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom

main ne general baat ki thi larai tu nai ki thi.bas apnye logon se kuch dil halka kernye ko dil ker raha tha .ap ko bura lag gaya sorry jee
kher loutnye ki baat hai tu bas aik baar hi loutna hai jab bhi loutna hai paka paka
Age: 124
7564 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
again 4 u
yuun na mil mujh se Khafaa ho jaise saath chal mauj-e-sabaa ho jaise log yuun dekh kar hans dete hain tuu mujhe bhool gayaa ho jaise ishq ko shirk kii hadh tak na badhaa yuun na mil hamse Khudaa ho jaise maut bhii aaii to iss naaz ke saath mujh pe ehasaan kiyaa ho jaise aise anjaan bane baithe ho tum ko kuchh bhii na pataa ho jaise hichkiyaan raat ko aatii hii rahiin tuu ne phir yaad kiyaa ho jaise zindagii beet rahii hai "cf" ek bejurm sazaa ho jaise
Age: 40
7838 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
Fairl_Girl said:
again 4 u
yuun na mil mujh se Khafaa ho jaise saath chal mauj-e-sabaa ho jaise log yuun dekh kar hans dete hain tuu mujhe bhool gayaa ho jaise ishq ko shirk kii hadh tak na badhaa yuun na mil hamse Khudaa ho jaise maut bhii aaii to iss naaz ke saath mujh pe ehasaan kiyaa ho jaise aise anjaan bane baithe ho tum ko kuchh bhii na pataa ho jaise hichkiyaan raat ko aatii hii rahiin tuu ne phir yaad kiyaa ho jaise zindagii beet rahii hai "cf" ek bejurm sazaa ho jaise
Age: 124
6601 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl said:
yuun na mil mujh se Khafaa ho jaise saath chal mauj-e-sabaa ho jaise log yuun dekh kar hans dete hain tuu mujhe bhool gayaa ho jaise ishq ko shirk kii hadh tak na badhaa yuun na mil hamse Khudaa ho jaise maut bhii aaii to iss naaz ke saath mujh pe ehasaan kiyaa ho jaise aise anjaan bane baithe ho tum ko kuchh bhii na pataa ho jaise hichkiyaan raat ko aatii hii rahiin tuu ne phir yaad kiyaa ho jaise zindagii beet rahii hai "cf" ek bejurm sazaa ho jaise
Age: 40
7838 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
aj darya charha charha sa hai koi ham se khafa khafa se hai jism jesye bhara bhara saghar guftagoo main nasha nasha sa hai naak naksha bas ap hi jesa naam bhi kuch bhala bhala sa hai seher yadon ka ik basaya tha ab nishan bhi mita mita sa hai dil se ik roshni jahan main thi yeh dia bhi bujha bujha sa hai bagh hai ik phool lakhon hai rang sab ka juda juda sa hai shabnami agg bhi jalati hai phool ka dil jala jala sa hai kis ko fursat ke ik nazar dekhye badar tanha tanha sa hai
Age: 124
7564 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ruthi padi hui hai zameen par.... nam aankhon se likhi zindgani sukhi padi hui hai zameen par, tijaarat si bani hui zindgani luti padi hui hai zameen par... waqt ke haathon mein khanjar hai aur kuch door par yehi zindgani, maqtool padi hui hai zameen par... kisi zarre mein kasar baaki hai shayad jo nazroon ke samaksh zindgani, adhoori padi hui hai zameen par... chand lamhon se hi to shikaayat thi phir kyun ye meri poori zindgani, ruthi padi hui hai zameen par....