Age: 124
7513 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
DOSTI KYA HAI
Kya khabar tum ko dosti kya hai Ye roshni bhi hai andhera bhi hai Khwahishon se bhara jazeera bhi hai Bohat anmol ek heera bhi hai Dosti ek haseen khwab bhi hai Pass se dekho to sarab bhi hai Dukh milne pe yeh azaab bhi hai Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai Dosti yoon to maya jaal bhi hai Ek haqeeqat bhi hai khayal bhi hai Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai Kabhi zameen kabhi falak bhi hai Dosti jhoot bhi hai such bhi hai Dil main reh jai to kassak bhi hai Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai Dosti saaz bhi sangeet bhi hai Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai Wafa kya hai wafa bhi dosti hai Dil se nikli Dua bhi dosti hai Bas itna samajh lo tum Pyaar ki inteha bhi dosti hai
Age: 124
7513 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
*Mujhe Chanda Kaho Jaan Kaho Mujhe Apnay Dill Ka Mehmaan Kaho Mujhe Dekho Har Lamha Yuhi Mujhe Tum Apni Pehchaan Kaho * * Main Poori Karoo Tumhari Har Khawahish Mujhe App Apna Maaan Kaho Har Haal Mein App Muj Ko Hi Socho Muj Se Dill Ka Har Armaan Kaho
Har Lamha App Ko Hi Chahu Main Mujhe Pyar Ki App Apni Shaan Kaho Mere Dill Ki Dharti App Ki Hai Ussay Zameen Kaho Asman Kaho
Sub Kartay Hain Batain App Ki Har Azooo Ko Meri Zaban Kaho App Ki Dunia Mein Khya Rehta Hun Mujay Mast Kaho Anjaan Kaho
Rakhoo Door Har Shaher Ko App Se Mujhe Dost Kaho Negebaan Kaho Bheek Payar Ki Apni De Do Chahy Fakiir Kaho Sultan Kaho
Age: 124
7513 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Wishwas ban ker log jindgi me ate hai wo khwab banker ankho me sama jate hai wo pahle to yakin dilate hai ki wo hamare hain fir jane kuo tanha bana jata hai wo.
Age: 39
7787 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
nice work
woh apna aks sabhi ayenon main chor gaya bichrnye wala jo yadyen dilon main chor gyaa kher woh le raha tha muhabbat ka imtehan meri chiragh de k mujhye andheron main chor gaya
Age: 124
7513 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thx mg
zindagi mein ayein hai kuchh daur is tarah, sawan mein aate hain toofan jis tarah. mujhe se door ho chuke woh mere apne kuchh aise, ki marne ke baad jism se rooh jis tarah
Age: 124
7513 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:
nice work
woh apna aks sabhi ayenon main chor gaya bichrnye wala jo yadyen dilon main chor gyaa kher woh le raha tha muhabbat ka imtehan meri chiragh de k mujhye andheron main chor gaya
Age: 124
6831 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl said:
zindagi mein ayein hai kuchh daur is tarah, sawan mein aate hain toofan jis tarah. mujhe se door ho chuke woh mere apne kuchh aise, ki marne ke baad jism se rooh jis tarah
Age: 124
7513 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:
Fairl_Girl said:
zindagi mein ayein hai kuchh daur is tarah, sawan mein aate hain toofan jis tarah. mujhe se door ho chuke woh mere apne kuchh aise, ki marne ke baad jism se rooh jis tarah