mein abhi purane pm's parh rhi thi kafi ache mem k aur aj mein heeran hun k wo itna kaise badal gye hain, choti choti baton pe khiyal rakhne wale hum se itne bad-gumaan kaise ho gye hain..
really i'm shocked waqt itna change ho sakta hai ye mein mann leti hun lekin insan itna badal sakta hai yaqeen nhi hota..
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*I Think wakt aur halaat Insan main change laata rehta hain aksar halaat humain buhat sakht bana detay hain like aik shaks ko dosti main dhoka milta hain halankay Kuch dost buhat achay hotay hain laikin unkay friend nay unkay sath cheating ki So Friendship per se unka aitbaar uth jata hain Is kay baad woh kabhi bhi kisi ka bhi aitbaar nahi kar saktay
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
*yeh Human nature hain right sab aik jaisay nahi hotay sab Buray nahi hotay Tho sab achay bhi nahi hotay Like Agar hamain ek baar electricity shock lagay tho dobara kisi Electric thing ko hath lagatay wakt hum kae baar check karaingay aur sochaingay So yahan Bhi yehi baat hain...!
Age: 124
7063 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:

hmmm tu wht do u say hamaein halaat aur badalte loogon k sath kaise chalna chahiye
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:
sun_shine said:
*yeh Human nature hain right sab aik jaisay nahi hotay sab Buray nahi hotay Tho sab achay bhi nahi hotay Like Agar hamain ek baar electricity shock lagay tho dobara kisi Electric thing ko hath lagatay wakt hum kae baar check karaingay aur sochaingay So yahan Bhi yehi baat hain...!
hmmm tu wht do u say hamaein halaat aur badalte loogon k sath kaise chalna chahiye
* I Think Let them follow Their Hearts n Minds Hum Poori Honesty se Apni dosti Nibhatay rahay Kyunki badlay woh hain Hum Nahi...!

chalo theek hai Ss tumhare mashware pe amal krte hain
Age: 43
8162 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
Rapunzel said:
Loog ya Waqt??
mein abhi purane pm's parh rhi thi kafi ache mem k aur aj mein heeran hun k wo itna kaise badal gye hain, choti choti baton pe khiyal rakhne wale hum se itne bad-gumaan kaise ho gye hain..
really i'm shocked waqt itna change ho sakta hai ye mein mann leti hun lekin insan itna badal sakta hai yaqeen nhi hota..
wakt waisa hee rehta hai .. bus LOG badal jatey hain