mein abhi purane pm's parh rhi thi kafi ache mem k aur aj mein heeran hun k wo itna kaise badal gye hain, choti choti baton pe khiyal rakhne wale hum se itne bad-gumaan kaise ho gye hain..
really i'm shocked waqt itna change ho sakta hai ye mein mann leti hun lekin insan itna badal sakta hai yaqeen nhi hota..
Age: 44
6621 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
fragi paa g sahih keh rahy hain... time ziada badalta hai... insaan kam kam badalta hai... insaan ki koshish 70% yeh hoti hai keh taaluqat qaim rahain... per waqt saath nahi deta...
Age: 44
6621 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rapunzel said:
~Fragi~ said:
rehan bhai meri life sey jo examples dey rahey hain woh
rehan bhai bhool gye hain
mujhay yaad hai woh zara zara...
Taha bhai and Qaisar bhai... Waqt nay li hai karwat... aik is taraf... aik us taraf... woh ghanton ka mil betha... woh guppain... woh ghomna phirna... sab kuch kam ho gya...
Age: 125
7114 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din said:
fragi paa g sahih keh rahy hain... time ziada badalta hai... insaan kam kam badalta hai... insaan ki koshish 70% yeh hoti hai keh taaluqat qaim rahain... per waqt saath nahi deta...
taluq qaim rakhne ka inhesaar insan per nhi balkay waqt per hota hai??? waqt unka sath deta hai jo khud kisi se meel-jool rakhna chahe
Age: 44
6621 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rapunzel said:
taluq qaim rakhne ka inhesaar insan per nhi balkay waqt per hota hai??? waqt unka sath deta hai jo khud kisi se meel-jool rakhna chahe
aur chahay janay kay ba-wajood waqt saath na dai to us per aap kya kahain gi??? aik hi family mai 2 bhai... aik hi ghar mai rehtay hon... donon kay working time aisay hon keh un ki aik dosray sai mulaqat na ho paati ho... phir kya karain gay???? zabardasti???
Age: 43
8214 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
Rehan M Din said:
Rapunzel said:
~Fragi~ said:
rehan bhai meri life sey jo examples dey rahey hain woh
rehan bhai bhool gye hain
mujhay yaad hai woh zara zara...
Taha bhai and Qaisar bhai... Waqt nay li hai karwat... aik is taraf... aik us taraf... woh ghanton ka mil betha... woh guppain... woh ghomna phirna... sab kuch kam ho gya...
Age: 44
6621 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rapunzel said:
nhi sunday zindabaad
bhai zaruri nhi k insna aik dosre se rabte mein rahe tu hi rishte qaim rahte hain
yahi to mai bhi ap ko samjha raha hoon... rabta khatam honay sai rishtay khatam nahi hotay... per taaluk per asar perta hai... aur taalukat achay rakhnay k liye raabta zarori hota hai...