H and queeenu
yar complete ho gai hai..
as u wish queenu,, jahan bhi rahe,, its ok with me
Kanchan
first of all im surprised and then really glad to have such comments
(ur urdu is.......... wow
)
totaly agree,, the first remarkable thing is "andaz e tehreer"
tarteeb aur tawalat,,, o well its normal,, yeh kahani nahi soch hai,, aik confused shaks ki soch,, aur aisi halat mei soch taweel aur betarteeb hi hoti hai
"kirdar" there r hardly 2 and half kirdar
'tasveer k kono mei jame rang'
loved this comparaison
true,, iss shaks ko zindagi mei ehmiyat nahi mili iss liye logon ki hesiyat iss k nazdeek 2ndry hai,, log iss ki zindagi ka gair-zaroori hissa hein, zindagi nahi except Saima,,
now the question is
hum jiss ki khahish karte hein woh zyada important hota hai ya jo mil jae, bager maange ??
baat na-shukri ki nahi hai,,, baat importance ki aur priority ki hai,, jo cheez mujhe khushi de sakti hai kissi k liye fazool hogi,,,,,,, jiss cheez ki mujhe khahish hi nahi me uss ki kadar kaise karu
jo mil jae ussi pe khush raho ??
to phir dua aur khahish ki koi hesiyat nahi hai kya ???