rapunzel said:just think this Sall that these banglows belong to rich ones
poor donot have a single room they r living in 'jughi'
MUsharraf is on his seat but when Allah will use is powers who will save him from Allah
Gee-Z said:huh
discussion ..... aur khuch na karna bus yah he karnaa.... k flaan woh flaan yah etc
itni baatian jo kar rahii hoo
tell me wats urs contribution?
kiya khuch kiya hai tum na kise ek bhi asii larki k liya jis pay zalum hota hoo..or khuch bhi accha kisi k liya....... but yah its done k baatian bauth ki hain
sall ji i want k aub hum ko in baaton wali baaton say nikal ana chiyah
bauth kar lii sub nay baatian ...aur jub say pak bana hai karty chaly a rahya hain .jis ko dekho jub dekhoo kisi na kisi mai koi na koi khami nikalnay pay tula hua hai
effort? kider hai ji ap ki koi bhi effort except yah ruti ratie baatian jo sub ko pata hai
rahi iran n bush waly topic ki baat ..... i ddint read it yet
but ager mai asaa kahoon ga K Allah sub accha kary ga tu i will say .. cz Allah pay mera blv hai woh sub khuch kar sakta hai
Bura ....
Miss sall sub ko pata hai k kiya hoo raha hai ....plz aub girbaan mai jahkna bund karo aur sub khuch karooo mai yah hee kah raha hooon kub say ...
koi ek ap mai say hum sub mai say koi suggestion day k hum kissi bhi pb ko kiss thran slove kar sakty hain
Hum itnay looog hain yahan hum sub khuch kar sakty hain... but remember ya koi room nahi hai jo ek din mai clean ho jaya gaa...
in the end ..
Nikma k sig
Jo Khuch nahi Karty Kamal karty Hain
meri request hai ap say bulk hum sub say k kamal karna chorain aur khuch accha karny ki try tu karian .....
Next time koi motivative sa topic banana wid some good suggestion jiss say kisi k bhala bhi hoo ..
Holla
heart_hacker said:ager app note karain apni life main to app daikhain gi kay wo log hi jagtain hain
ehehe
and app may be news nahii parti ager parti hoon to app nain jang news main read kiya ho ga kay ajj say kuch ersa phaly aik pakistani bandain nain 345 main shadi ki thiii
so abbi bi asay log zinda hain jo kertain hain
shahrukh khan said:
nikama said:queeennn,i was waiting for u to reply in this topic,since sall ka ye topic parhte hi mujhe ap ka khayal aya tha,current affairs,sports,religion,serious issues,poetry,humour,in sab per ap ki gehri nazar hoti he,lekin apne qeemti khayalat ko doosron k sath share kerna ap ko pasand nahin and i disagree with every reason u have given for not posting regularly here.LACK OF KNOWLEDGE:absolutely wrong.in fact i have learned so much from your copy paste,down loads type posts...a girl who has so many different and varied interests says she does not have knowledge,its not understandable.SHORTAGE OF TIME:wrong pretext once again,hardly one or two new topics come up everyday in serious and religious forums,u can easily post here without spending so much of your precious time.LACK OF TEMPERAMENT:we all must realise this that KNOWLEDGE is not just an ASSET,its a LIABILITY as well,and it remains a liability unless we pass it on to others.sahi ko sahi,aur ghalat ko ghalat kehne ki courage honi chahiay insaan main koi agree kare ya na kare ye us ka problem hota he hamara nahin.PROBLEM IN COMPOSING YOUR THOUGHTS INTO WORDS:aik dafa niyyat to karein,lafz khud bakhud bante chale jain gay.finally i would say k ye sach he k mujh jaise khali bhande hi ziada shor machate hain,aur jo jitna janta he utna hi khamosh hota he.but apne khayalat ka izhar hamara haq hi nahin farz bhi hota he,ager ap jaisi parhi likhi larkian bhi sirf rejection ya opposition k der se chup ho ker beth jain to phir hamara ALLAH hi Hafiz.hope u wont mind what i said,even if u do....WHO CARES!
QUEEN VICTORIA said:jahan tak meri baat hai
bohat reasons hain meray yahan kam post kernay ki
sach kahoon gi
1- waqt ki kami
2- behas kerna meray liye mushkil hai bcz jald ghussa ajata hai
3- kuch itna ziada knowledge bhi nahin hai
4- meray zehan main san ki posts perh kay bohat si batain aati hain lakin kabhi type kernay ka waqt nahin milta aur kabhi lafz jamma nahin ker pati
sab say ahem wajha
mera khayal hai yahan aik do line likhnay ya khali smilay post kernay kay liye ye section nahin bana tha
detailed discussion kay liye tha aur sab ki post lafz ba lafz perh kay hi aur oos topic say related sahi knowledge honay kay baad hi comments dainay chahaiye
tukkay lagana ya bongiyan marna mujhay pasand nahin
rapunzel said:hmm shaayd aik reason ye bhi ho
lekin i think shayad hum is lye nahi bolte k agla banda koi ghalat matlab na nikal le
Doctor Sam said:lekin sall... i would say... aap kuch bhi aise e nahi keh saktay... kam az kam... bolnay k liye kuch pata hona zaroori hey...
shayad hum logon ki observation itni weak hey k even humain ye bhi samajh nahi aati k sawal karain bhi to kya karain... i dont know exactly.. but shayad kuch logon k sath ye e problem hey jo k kaafi hudd tak mere sath bhi hey...
nikama said:coming back to topic i have observed that our work environment also discourages many girls from choosing a career.their parents also feel hasitant to send them in an atmosphere where sex starved males oggle at them like hell,paki men i think aggle more at girls then men of anyother country in the world.besides there is also a tendency to keep girls underpaid,accept for multinationals,n.g.os and some good national companies,elsewhere girls are paid less as compared to their male colleagues for the same services.these factors also account for less participation of gals in economic activities.and one thing more i dont know why but girls in our country dont grow up into mature all round personalities,i mean their knowledge abt the world around them remains so limited as compared to boys of their age.their interests,their hobbies are so predictable and traditional that one really gets bored of their company,and this lack of an all round personality also hamper their development in professional life.and... and...and
rapunzel said:aap ki baat tu sahih hai sall lekin is ka hal nikalna hamara kaam hona chahiye
log is topic ko parhein gay aur bas
inqelaab jab aata hai jab hamari sooch mein tabdeli aaye
Doctor Sam said:well sall... i must say k ab wo time nahi hey jab grls apnay parents ki taraf se guidance ka intazar karti hain.. i m saying this on the basis of my personal observation...jab wo apni marzi se apni pasand k subjects chose kar sakti hain, maths, stats, economics..psychology... i cant admit k un k mind main ye nahi hota k unhain kya karna hey... ye sab practical subjects hain aor inko sirf parhnay ka koi maqsad nahi agar aap professionaly apply nahi kartay...
aap ki baat bhi ghalat nahi hey sall, lekin i must say ab ye scene kafi hudd tak change ho gya hey...
Gee-Z said:hmmmmmmm
tum jio hazroo sall tum nahi sall
now listen
mai in baaton ko isliya fazoool kah raha hooon cz yah baat har bachy bachy ko pata hai .tum na yah baat kar k koi teer nahi para .......
hum sub prob n critse karny mai sub say agay hoty hain but us k hul k liya khuch nahi sochty...
aj kal asii baatian har koi kar raha hai ...cz har koi batna chatha hai k woh pak k sub say zaida
khyal rakhny waly hain
dekhoo aub centuries say ghulam rahay hain......khabi muslims govt ki n khabi btitish....
n still ....
acyually Gory(english) nay humara zehanooon pay kaam kiya hai un ho na humaray mind he ghulam bana diyay hain ...
time lagtaa hai har cheez say nikalnay k liya ..mai na yah nahi kaha k tum na khuch ghlat kaha ..but yah baat sub ko pata hai jis ko dekho woh yah he baat kar raha hai k pak mai yah ,woh ...
but koi is k liya accha nahi soch raha
u kno better jub hum abroad mai bathy pak k haal dekthy hain in Tv news etc .we feel k wahan tu khanay k liya bhi khuch nahi hai
looog bhooky maar rahy hain
as we all kno tum khuch ursa phely in pak mai thiee u tell me k ppl k kiya haalat hain mean ek normal life ghuzar rahi hai sub ki
koi bhook say nahi mur raha yah sach hai k halat khrab hai ghurbat hai but kon but ghreeb kider nahi here in usa tum soch bhi nahi saktiii ...
18 hours kaam karna partaa kaam kar kar k shkalian he ajeeb hoo gaienn hain n phir bhi ro rahya hain ok
aub aty hain gal ki education ki ..dekho yah sach hai k humary haan gals ko bauth prob face karny party hain
but yahan baat atii hai society ki ok ......
k humari society kiya hai ....jaliyat hai ...but now Insllah haalat acchy hoty ja rahyaa hain
in next 30 to 50 years sub theek ho ga 30 to 50years is liya kaha k society, mind ek din mai change nahi ho jaty ok
aub ager tum asaa sochti hoo k gals ko after studies job karna chiyah tu m sure tum apni beti ko nahi roko gaiee ...but as compare to urs mom woh mayby na chati hoon k meri beti job kary ..but time 2 time har cheez change ho jati hai
ager tum is topic mai yah likh datii k haalat aub acchy hoty ja rahya hain inslllah khuch ursaa mai sub betar hota nazar a raha hai tu koi read karny wala is say healty impression laytaa ...ok
mery frnd hindu,afriacns,bahgli hain ..un ho na khabi yah nahi kaha k humaray country mai yah sub khrab hai bul k woh yah kethy hain k hallat aub acchy hotu ja rahyaa hain
but hum is k bilkul agaist hain asaa nahi hona chiyah
is liya ketha hooon k +tive thinking honi chiyah
ganday ko ganda kah dayna koi braveness nahi hai ....us k liya khuch karna k woh accha ho jaya woh hai baudrai
barhaal u all guys try kiya karian ager hum pak k liya khuch accha kar nahi sakty kum say kum soch tu sakty hain ..... pak mai jo buriean hain un ko discuss karna fazool hai cz yah baatoan hum last 55 years say kar rahay hain yah he waja hai k hum aj tak waheen khray hain cz hum sirf bolty hain k wahan yah wahan woh but uss khrab cheez k theek karny k bary mai nahi sochtay
sall je aub plz ek bar yah kah doo "Yah Aya Pak k Bara Humdard lolzzz"
sirf ek acchi thinking hi pak k haalat badal day gaiee INSALLAH
OMG raat k 3 baj gaya hain zalim loog sony bhi nahi datyaay
holla