Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
Bazigaar said:

Dua_786 said:

Bazigaar ji pob har eak ki life main aati hain lakin diff diff tareeka sa
Or wasa bhi Allah us insan ka sab sa zada imtehan lata hai jis insan sa who piyaar karta hai.
Ok



ye philosophy ko to i don;t even buy k God us ka imtehaan leta hae jin ko wo piyar kerta hae....i think it;s just to make u feel satisfied k ohh God loves me...lol..naah...

think bout it...jab ham kisi se piyar kertay hain...to kiya us ko mushkil mae ka preshaani mae dekh saktay hain? nahi na...phir God un hee logoon ko kiyoon museebtain deta hae jin ko wo piyar kerta hae? naah...lame theory    

aap masoom logon ko khush nahi dekh sakte kya



i wont say dua ki baat sahi hai ya bazi ki
par itna zaroor hai k,,, agar hamare saath ya hamare kissi pyare k saath kuchc bura ho to we always say ALLAH MIYAN HUM SE PYAAR KARTE HEIN ISS LIYE IMTEHAN LE RAHE HEIN,, shayd khud ko tasalli dene liye
aur agar kuch bura aise shaks k saath ho jo humein pasand na ho (for any reason) we ll say BURE LOGON K SAATH BURA HI HOTA HAI
so ??????????????????
Allah behtar janta hai,,, konsi baat sachi hai
Posted 15 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
mg pa jii,, kya na jiii
read saheli's mail jiii
iss k ilawa kya hua tha yeh nahi pata



haan na yar,,, mujhe samajh nahi aati k itne behis kyun hein hum log
u know wot,,, i never attended a moharam majlis,, just once TV pe dekha tha,,, aaj se bohottttt saal pehle, i was vv young
it litteraly made me sick (matlab i was sooo touched) aur uss k baad meri himmat hi nahi hui kabhi sunne ki,,, par itna time guzarne k baad bhi mujhe aik aik lafz yaad hai...
im unable to understand k kam se kam once a yr sog manane se bhi kissi pe koi asar kyun nahi hota,,, (dont take me wrong,,, im not only talking abt a specific firka,, tamam firke k log thora bohot sog zaroor manate hein)
i wont say it completely changed my life par yarrr kuch to fark para hai,,, unn logon ne apna sab kuch apne bache apna poora khandan Khuda k naam pe luta diya,, kiss liye ???
aane waali generations ne sirf aur sirf uss wakeya ko yaad rakha par uss k maksad ko bhula diya to kya faida,,,
hum log uss kurbani ko samajh hi nahi paate,,,

u must have heard
"Islam zinda hota hai har karbala k baad"
i beleive,, yakeenan hota hai,,, par muslims ka murda dil kaise zinda hota hai
can someone tell me that ??
abhi kitne karbala ka intzar hai humein
Posted 15 Feb 2005

Topic: SPAMMING HELL

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
type karte hein ??
woh kya hota hai

mujhe bhi sikha de koi
Posted 15 Feb 2005

Topic: LASSI

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France

kiiissssssssssss ne bolaa mujjhhhe pagaaalllllllllllll


AAAAAAAAaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa...
mg pa jiiiii,,,,
and nasi bachaaaaa..
dono kooooooooooooooooooo...
mere pagal khane mei shift ka diya jae
Posted 15 Feb 2005

Topic: Finally ...

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yeh kya ho raha hai



oo yaaarrr,, sall k ghar k bahir
langar e aam nahi likha
chalo bhago saare

chief guest hum hi hein,,, aur party admii jii k ghar hai,, bazu k kharche pe
Posted 15 Feb 2005

Topic: Finally ...

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yessssssssssss...
issssii khushi mei parttyyyyyyy..

admii jii aur bazu ki taraf se
im the chief guest
Posted 15 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yar me ne to logon ki zubani hi suna hai
k hum ne Vday pe yeh kiya woh kiya
kaise celebrate kiya

shukar hai apni aankhon se dekha nahi
warna aur matha ghoom jana tha mera





cf yar
Vday mera hai hi nahi
aise guzar raha hai jaise,,, hmmmmmmm.. exactly like other days
Posted 14 Feb 2005

Topic: SPAMMING HELL

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hehhehehee...
soffiii hum to mazak kar rahe the




sab mil k bolte hein
Posted 14 Feb 2005

Topic: LASSI

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
LASSIII
woh ganda sa purana sa doggy
uss ka kya kaam yahan

Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
dot kashuuuu
yarrrrrrrrr kya naaa

1st 3 movies 90's ki best 10 movies mei se hein
baki 7 me ne dekhi hui hein yeh 3 nahi dekhi thi tabhi pucha

ab kuch samajh nahi aa raha
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
YAS said:

humare paas to aur koi kaam hee nahin hai na



hmmmmmmmm
NAHI
Posted 14 Feb 2005

Topic: °- FAIZ -°

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
thnx cf n sam



here s one more poem by Faiz from Zindan Naama
Montgomery jail 15/05/1954.

*tere honton k phoolon ki chahat mei hum
daar ki khushk tehni pe waare gae
tere haathon ki shamon ki hasrat mei hum
neem tareek rahon mei maare gae*

suliyon per hamare labon se pare
tere honton ki lali tapakti rahi
teri zulfon ki masti barasti rahi
tere hathon ki chaandi damakti rahi
jab ghuli teri rahon mei shaam e sitam
hum chale aae, laae jahan tak kadam
lab pe hurf e ghazal, dil mei kandeel e gham
apna gham tha gavahi tere husn ki
dekh kayam rahe iss gavahi pe hum
hum jo tareek rahon mei maare gae

na rasaee agar apne takdeer thi
teri ulfat to apni hi tadbeer thi
kis ko shikva hai gar shok k silsile
hijr ki katl-gahon se sab ja mile
*katl gahon se chunn kar hamare alam
aur niklien ge ushaaq k kaafle
jinn ki raah e talab se hamare kadam
mukhtasar kar chale dard k faasle*

kar chale jinn ki khatir jahan gir hum
jaan ganva kar teri dilbari ka bharam
hum jo tareek rahon mei maare gae.


Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
feeeling aik dammmmmmmmmm
paltooossssss
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
wot i learnt today




garaammmmm garam doodh kabhiii nahi peena chaiye
mu jal jata hai
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
arey me to apne aap se bhi nahi milti to
but ab yeh jasmine kaun hai







loo jiii phir aladin chal pare channoo ki galiyon ki taraf,, par wahan pohonch k pata chala k channoo ki abhi abhi 5 min pehle baraat nikal gai,,,
aladin ne socha phir se apan chirag dhoondta hu k jinn usse past mei le jae aur sab kuchh pehle jaisa ho jae

chall dil mere
laga le do chaar phere
yeh dunya jhooti
par hum uss se bhi bare lutere
Posted 14 Feb 2005

Topic: Nooooooo!

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
awwwwwwww
chooooze
Posted 14 Feb 2005

Topic: womens

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
yeh to bari zabardast prediction hai
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
suni rabb ne meri faryaad
suni rabb ne meri faryaad
gali mei aaj chaand niklaaa
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
SALL said:

1 9 25 49......................





just one question ather
plz dont mind
WOT IS UR AGE (real one) ??



yeh to bohooottt easy hai yarrr..
agar yeh kissi ko nahi aaya to phir game khatam
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
quite clear
thankuuu saheli
Posted 14 Feb 2005

Topic: !! TABOO !!

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hmmm,,,
okkk back to the topic

i may hurt few ppl here,,, so if u dont have guts to face the reality u better walk out rite now..


without comparing our culture n country to others let s have a look at our history,,, yep sub-continental muslim history,,
beside all other good things muslim emprors are well known coz of their 'harems'.. Jahangir's (aka Anarkali's Saleem, son of Akbar and husband of Noor jahan) harem was said to have abt 6000 mistresses. throughout the Sultanate periode we find references to the existance of prost, female singers n dancin gals whose order was presided over by important ppl of 'shahi darbar'
Shahi mohalla located so close to shahi Qila must ring DINGG DONG bells in ur head,, haan ???

one more crucial issue is,,,, role a society assigns to its women. In Pak (a muslim country) prost in its ugliest form is the direct consequence of denial of women's inherit dignity n rights.
okkk,,, let me make it clear,, im sure aap ko samajhne mei phir galti hui hogi,,,,, but just try to understand,, think for a moment k pak mei prost ko kinn naamon se pukara jata hai,, zahir hai ghatya language mei but stilll these words exist,, and try to analyse these words...
for the moment i ve only 3 words in mind,, and teeno ka matlab hai,,, "kaam karne wali" and "bahir jaane wali" a woman who earns her livelihood ?????
dont tell me that it doesnt mean anything to u,, keep in mind k kissi bhi mulk ya kaum ki language unn ki history aur culture ka reflection hoti hai
does it mean sab bahir jane wali aur kaam karne wali aurtein galt hein ???



one quest,,,
do u really think these BAD WOMEN are the EVIL
"seducers" "home-breakers" "distroyers of the male mind" and "corrupters of the youth"
or there s something else hidden deep in our society,, jo humein sirf sachai ka aik rukh dikhati hai, woh rukh jiss mei HUM log nahi hein
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
1 9 25 49......................





just one question ather
plz dont mind
WOT IS UR AGE (real one) ??
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
see,,,,,
0 1 1 2 3 7 16.........

0² + 1 --> 1
1² + 1 --> 2
1² + 2 --> 3
2² + 3 --> 7
3² + 7 --> 16
7² + 16 --> 65
16² + 65 --> 321
...................


okk now lemme post an easy one
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
beta jab aap k sir pe se nahi guzri to hamre kaise guzre gi
HUM AKHIR HUM HEIN




huhh,,,
hum ache bache hein,, hum koi movie dekhte hi nahi,,
(abhi filhal time nahi hai)




yar tum dono baki movies dekho naaa n tell me
pljjjj
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
here s a link saheli
i think kafi achi tarha explained hai
Wakea e KARBALA


me ne khud bhi abhi yeh poora nahi parha,,
aur kabhi hota hai k wrong infos hoti hein net pe,, agar aisa hai to sorry abt it, par zahir hai iss mei meri galti nahi hogi
par jitna me ne parha mujhe theek laga






now back to our topic,,
as i said new yr resolution liye iss month ki history parh lena kafi hai
Wakea e Karbala is the collision of Good n Evil
but it s not only Good vs Evil
it s POWERFUL evil vs few Good ppl

to basss samajhne ki baat hai,,, it s good to attend majlis and dars,, sog manane mei bhi koi burai nahi,, par uss k baad ????    wot do we change in our lives,, NOTHING
new yr hi munafkat se start karte hein,, baki ka kya kahein



Allah miyan hidayat dein sab ko,,,, Ameen
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
7 tak kaise bana ??


little hint
0 1 1 2 3 7 16.........

0 1 --> 1
1 1 --> 2
1 2 --> 3
2 3 --> 7
3 7 --> 16
7 16 --> ???????
Posted 14 Feb 2005

Topic: -- Missing --

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
saaa naaaaaaaaaa


sharyyy bhi wapis ae gi,,
phir jaane liye
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
mujhe sab alooow haiiii ??,
uf kasssshhhuuuuuuuu,, mujhe sambhalna mushkil ho jae ga,, apna bayan wapis le lein aap




ather uz zaman urf saruu maharaaj
drama to nahi aik movie dekhi hai,,,
"Sarial pan ka ilaaj,, saza e maut"



mg pa jiiiiiiiiiiii
hummmmmmmmmm drama heinnnnnnn ???????????????



so so,,
typing to sahi se kiya karo,, cf ko bhi kuch samajh nahi i,, sirf itna samajh aaya k aap ne potry ki koi book ghol k p li hai




hazaron khahishein aisi, k harr khahish pe damm nikle
iss se pehle k nikle koi aur arman, jb se jaan bacha k hum nikle
adaab arz hai
Posted 14 Feb 2005

Topic: BAZI vs ARBAB

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
paki ko choro
saval hum puch lete hein

aap ne akhir panga liya bhi to bazu se
kissi aur se race lagate k jeetne ka koi to chance hota
Posted 14 Feb 2005

Ashii

Age: 125
7809 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
rite kashu


mg pa jii
ki kehnde pe ho jii



hahahahahhaaa...
queeennyyyyyyyyyyyy
hehheheee...
hum aur kuch add nahi karein ge..
Posted 14 Feb 2005