F16
u r abs rite,,,
na-umeed hona sab se bara gunah hai
coz na-umeed hone ka matlab hai humien yakeen nahi raha k Allah miyan hamare halaat theek kar sakte hein
me zindagi mei na umeed hui thi,,, par shukar khuda ka bohot jald sambhal gai,,, abhi recently somehting amazing happend to me,, aik damm unexpected kuch ho gaya,, aur kissi liye important na ho woh par mere liye...........
Allah miyan ka shukar karte rehna chahiye, harrr haal mei aur achai ki umeed rakhni chaiye
just one more thing,,, when we say 'mere saath hi aisa kyun hota hai'
mera khyal mei humein aik nazar apni guzri zindagi pe bhi daal leni chaiye,, k kab hum ne kissi k saath kuch bura kiya kab hum ne Khuda ki nafarmani ki,,, we mostly forget wot we ve done aur hamare saath jo bura ho wohi yaad reh jata hai