Ashii
Age: 125
7847 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
uffff.. dil karta hai k pakar k aisi bhulai karu iss ather ki k...... kkkkk
k basss,,,, abay oay,, aap ki masoomiyat me saari dunya kurbaan kal ko poori dunya ki buraiyan kar k keh dena mujhe to behka diya tha,, biwi ne,, doston ne,, shetan ne,, nafs ne me to masooom hu,, mera kya kasooor
teeen dabba pehli baar aap ko dabba ki bajae bare abba kehne ka dil kar raha hai par khair,, dil ko goli maro
Ashii
Age: 125
7847 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
that person said,, jab bhi insaan koi gunah karta hai to uss k dil pe aik syah daag par jata hai,,, aur sache dil ki maafi k saath hi woh daagh dhul jata hai,,,
par agar koi shaks gunah karta jae,, Allah ki nafarmani karta rahe, apne kiye pe kabhi sharminda na ho, maafi na maange to ahista ahista uss ka poora dil siyah ho jata hai,, aur tab uss ko koi jitna bhi samjha le uss ka dil maafi ki taraf aata hi nahi,,,
it s just like kissi shaks ko cigrette peene ki adat hai,, pehle pehle woh apni marzi se cigrette nahi chorta,, phir thori thori adat ho jati hai aur aik wakt aisa aata hai k cigrette k bager uss ka guzara hi nahi hota dil pe morh lagna aise hai jaise cigrette peene waale ko lungs cancer ho jae,, aur aisi stage bhi hoti hai jab doctors jawab de dete hein,,, ab woh cigrette chor bhi de to his life is finished
gunah karna ACTION hai aur dil pe mohr lagna uss ka REACTION..
but still maaf karna Khuda k haath mei hai.. Allah miyan humein harr gunah se bachae rakhein,, dilon ko behisi aur khudgarzi se paak rakhein,, aur iss mohr lagne ki kefiyat se bachae rakhein Ameen
Ashii
Age: 125
7847 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
yep i know,,, SD has quite lot of knowledge abt islam par i beleive niyyat aur dil saaf rakh k sochein to hum khud se bhi bohot batein samajh sakte hein
coz jab Allah ki koi kitab nazil nahi hui thi to tab bhi ache log hote the,, tab bhi log achai k liye larte the (beshak aise log zyada nahi the) par paighambar/nabi apni soch aur niyyat se hi to sache raste pe chalte the na,, (dont take me wrong,, im not comparing anyone to any prophet or Allah's messenger)
well,, now back to dil pe mohr,, i was always confused abt this term, coz it s said Khuda jisse chahe seedha rasta dikha de,, to me hamesha sochti thi k aise hi Allah miyan jiss k dil pe mohr laga dein to woh shaks maafi nahi maange ga, par yeh (Allah mujhe maaf kare) thori si na insaafi ho jae gi
few days back,, i heard someone exlaining this term,, in vv simple words, aur khud se samajh aa gai mujhe,, just wanted to share it,, bass :)
Ashii
Age: 125
7847 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
iss mei cheekhne ki kya baat hai par mera kehne ka matlab sirf yeh tha k,, dil pe mohr lagna to aik hadd se guzarne wali stage hui na
aur me samajhti hu k jo shaks nahi janta, hakeekat ko nahi samajhta, ignorant hai.. uss ki to shayad phir maafi ho jae par jo log sab kuch jante hein,,, achai burai mei fark samajhte hein,, phir bhi burai kiye jaate hein to woh to zyada gunahgar hue na
but if u dont want to answer,, to kuch nahi kehna beshak koi baat nahi
Ashii
Age: 125
7847 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
nah,, still didnt get,, jo shaks aik aise ghar mei paida hua jahan sab buton ko poojte hein,, to it s obvious k woh issi ko sahi samjhe ga iss mei uss ka koi itna zyada kasooor to nahi hai na,, coz he didnt choose to b born in a non muslim family
aur dil pe mohar to muslims k bhi lagti hai jab k humein sahi galt bohot clearly bataya gaya hai phir hum saari zindagi iss dhoke mei kaise reh sakte hein k koi gunah karein par khud ko galt samjhein
Ashii
Age: 125
7847 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
Allah na kare,, mujhe kyun koi kehne laga
okk,, but when u say ab yeh insaan change nahi ho sakta means uss ki maafi nahi hogi par agar woh change hona chahe to ?? i mean aisa kya gunah hai k phir woh banda change ho hi nahi sakta,,, coz it s said k maafi k darwaze harr wakt khule rehte hein