Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
cutefriend said:


arye keroo na phir awaragardi

wesye me tu going mureehills awara gardi kernye



oh lucky...muje itna shoq hay muree daikhnay ka but pak jao to janay hi nahin hota


Posted 23 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Doctor Sam said:



Sardiyon ki raaton main aik ajeeb se mystery hoti hey,

December kesa guzar raha hey? buss guzar raha hey. Kuch new feelings hain, studies k hawalay se bhi aor wese bhi k ab hum Barday ho gaye hain...

Aap kesi ho... Theek ho na....



mystery.. yeah mujhe bi feel hota hay aisa

Baray? aap ka matlab hay...?

main A1 hoon... aajkal chutiyan bi ho gai hain itna kuch hay karnay ko

Posted 23 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Ashi topic title par ziada gor na karen...
us time start wahan say liya baton ka and end kartay kartay kahin aur nikal gai main lol



veer ji kia hoa?





Posted 23 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
lol Ashi


Sami i know iska religion say koi taluk nahin
but mainay Ashi ki bat ka reply diya tha k...

APNI MARZI karna KION mushkil hay, khas tor par girls k liyay.

Posted 23 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Doctor Sam said:

>Aasera< said:

kiya yahi pyar hay?



nahi....


aap ko mujh say pyar nahin hay?
Posted 22 Dec 2006

Topic: - my Hero -

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
nahin aap us say ziada achi hain
coz wo kuch ziada hi shrarti hay    
jalim sa
Posted 22 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
scannnnning images from book and neend main jhooming
Posted 22 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
otay

Chaluth aap mera home work tal daina theet?

main so rahi hon
Posted 22 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
kiya yahi pyar hay?
Posted 20 Dec 2006

Topic: - my Hero -

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Ashi u made it?
waisay ashi ashi lag raha hay hehe
Posted 20 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
time ki kammi ki wajah say main sab baton k jawab nahin day sakti ( filhal )

but aik bat jo main chahti hon k aap sab dehan main lay kar topic discuss karen
wo yah hay k MAINAY SIRF AURAT KI marzi ki bat nahin ki...
MARDON k sath bi aisa hota hay... jabkay jis moashray main ham log jeetay hain... wahan MARDON ki itni hakumat hay...
phir bi agar unko prb a sakti hay...
to aisay main girl apni marzi kar k kahan tak "sakon" say life guzar sakti hay?

mana apni marzi say shadi kar bi laiti hay to... sari life tanay sun.nay ko miltay hain..
mana tanay bi bardasht kar liyay to... uski agar aulad ho..and beti ho to... kal ko beti ko bi sun.nay ko milta hay k... AISI maan ki beti hay " maan jaisi hi hogi" etc



And aik aur masla yah hay k hamarey haan... AURAT k inkar ko bohat uchala jata hay...
jabkay MARD k inkar ko na honay k barabar liya jata hay.

Larhkon say pocha jata hay BOLO KIS SAY SHADI KARO GEY?
but yah question girls say kam pocha jata hay...

balkay JIS LARHKAY SAY pocha jata hay...and wo kisi larhki ka naam laita hay to
Us girl ko bhat kuch sun.na parhta hay k FALAN larhkay nay tum say shadi ki khwahish kion ki? ( chahay girl usko janti hi na ho )




Posted 20 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
insh k darmyan main line say mera matlab yah nahin tha
kay do alag lafz hain
balkay i meant to say k... parhnay main INSHAA ALLAH parhna chahiyay OR InshALLAH

matlab Ansh k bad "A" ko lamba karna chahiyay and phir ALLAH bolna chahiyay Ya phir Insh k bad ALLAH bol daina chahiyay?

sachi roman urdu nay meri sari urdu (arbi) khrab kar di hay
jo parhti rahti hon (net) par wohi mu say nikal jata hay
Posted 20 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
hmmm sista
Posted 16 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
itnayyy logon nay itnayyyyyy achay jawab day diyaya hain
kuch kahon gi to unki hi batain dohraon gi.. :)
jaisay TT..bro ..Frankenstein...Ashi, Nikamma, Asian....

and abt ups and downs in my life...
mainay choti si age say hi bohat kuch daikha hay...
bar bar bantay toot.tay rishtay...
bar bar aitbar tootna...
logon (family) ka doghla-pan
nafratain
kala-jado lol ( hoa ya nahin dont know but pangay bhat hoay is manhos chez ko lay kar )
and aik aik kar k un logon ko khona jin say main SAB say ziada pyar karti thi / hon.

But... Ashi wali bat dohraongi k aaj main kah sakti hon k ACHA HOA JO WO SAB HOA ..coz na aisay hota na
main itna kuch "seekh", jaan pati :)

and unhi tajurbat ki wajah say main apni anay wali life ko lay kar zara bi preshan nahin hon..
ab koi mushkil ati bi hay to.. mujhe yaqeen hota hay k is preshani k lahaq honay ki "achai" ainda kisi din (future main) samnay aey gi.. to fikar na faka aish kar kaka hehe

Baki TT bro aap brave hain to yah bohhhaaatt achi bat hay :)

main brave to nahin hon hmmm mamla aur hay... main time guzarnay k sath SAB KUCH bhol jati hon...
and logon ko maaf bi kar daiti hon ( chahey kitni bi barhi bat kion na ho (dil bohat naram hay mera) )
and apni ghalti na bi ho to... main sorry bi bol daiti hon ( bad main ).
i think mujh main "ANA" nahin hay :D



Posted 16 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
oops
Posted 16 Dec 2006

Topic: DEAR MUSLIMS

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
uninvited
Nikamma
and frakenstein
i must say

is liyay nahin k wo sab ghalat hay ..( coz ziada sachi bat to ALLAH jantay hain)
but is liyay kay aap log suni sunai ko nahin mantay..
wish main bi har bat ko har pahlo say soch sakon.


and Rapu tumnay bi kuch ghalat nahin kia :)
tumhain laga k yah bat ghalat hay and
logon ko aisay words bol kar GUNAH mil raha hoga
and tumnay share kar diya...

and ab ati hon topic ki taraf to...
baki ka to nahin but MOHAMMAD ko Mohd ( chahey koi bi matlab banta ho Mohd ka )
na hi bualin to acha hoga...
coz waisay bi NAAM nahin bigarhna chahiyay ( jo k ham aksar kartay hain   ) coz us say uska matlab change ho jata hay.

....
Posted 16 Dec 2006

Topic: Riba = Sood

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
mmja
Arbab
Asian ( us k barey main bat to nahin ki thi but jo tumnay bataya wo bi jan.na tha mujhe... thanks soni girl )
Ashi
Nikamma
thanks guyz...


mainay sab ki posts parh li hain sab topics main

and ziada tar batain samajh bi a gai hain :)
but reply ka abhi time nahin hay...
xamz start ho gey hain...
3 projects milay hoay hain...
+ job... tooo bz
pray for me please

Insha ALLAH jab next time ai online to i will reply..
but tab tak aap logon ko kuch aur kahna ho to zaror post kijiyay ga coz main chk karti rahongi.
and main new topic bi bana kar ja rahi hon k aap log un par bi discuss kar lain merey aney tak :$ hehe





Posted 16 Dec 2006

Topic: U d h a r

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
thanks arbab :)

waiting for your confirm answer mmja
Posted 13 Dec 2006

Topic: Riba = Sood

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
thanks arbab and mmja
but mujhe sahi answer chahiyay
books etc say

ya jis ka aap ko PAKKA ho k "aisa hay"
Posted 13 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
hmmm interestingGgg




She-devil

Posted 13 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan



lagta hay freddy ko nokri mil gai
Posted 13 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
nahin ham aap ko itna waila nahin chamjhay thay
Posted 13 Dec 2006

Topic: Queen ji

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
ziada sweet ban.nay ki koi zalolat nahin hay logo
Posted 13 Dec 2006

Topic: Yeh Kya

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
neeeeeeeeeeeela raag
Posted 13 Dec 2006

Topic: Freeze

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
otay kal palchon
Posted 13 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Chaluth
Posted 13 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
but chand nahin chahiyay na
apun frog ka dil mangta
Posted 13 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Doctor Sam said:

lekin i feel k ab waqai Log aik doosre k sath itne zyada conscerned nahi rahay hain.

Shayad logon ko cheezon k hone ya na hone se farq parta ho, lekin bohat kamm logon k INSAANON k hone ya na hone se faraq parta hey....




simple si baat hay
cheezain hamarey kaam ati hain
log aj kal kaam nahin atay
thats y :D


Posted 13 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
phil aap ka mobile bi off hi hoga
Posted 13 Dec 2006

Barsaat

Age: 124
6770 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
nose ko topi pahnwa kar karna na




Posted 13 Dec 2006