Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
ConGratsChooo bacha log
Posted 29 Feb 2008

Topic: Chaluth

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
to la rahay hain bacha ya nahin?
itni dair main to uski mom chupa dain gien usay

Posted 29 Feb 2008

Topic: Chaluth

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
bacha bi ho sakta hay...
undercover
Posted 29 Feb 2008

Topic: Chaluth

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
mu par romal rakhna and....

uff daikhain na kitna pyara bacha hay, MashALLAH say
Posted 29 Feb 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
KING OF JB said:





Thanks Muniii
   


bhaiya mujhay to black roze chahiyay
Posted 29 Feb 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan




Hap Hap Happy Birthday Ting Tong


jeetay rahiyay
   
Posted 25 Feb 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
parha hoa hay about it,
but main to shoron say hi bohat batooni hoon
jab bolna start karti hon to phir
jo dil main ata hay bolay jati hon :(

haan yah ho sakta hay kay main kisi say bat karna hi chorh doon,
and once i tried, but ziada arsa tak nahin rah saki thi aisay
Posted 25 Feb 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
sachi? to aap aisa karna next time aen to maira salam bolna unko :)
Posted 25 Feb 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
main nazar nahin a rahi aapko ting tong?
Posted 25 Feb 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
mujhay bachpan say hi debate karnay ka shoq hay lolzzz...

well hissa laiti hon,
koi apni baat manwa sakay to maan jati hon,
and main apni manwa sakon to manwa laiti hon.
kuch sikhnay ko milta hay and kuch sikhanay ka moka bi milta hay.
Posted 25 Feb 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
mairi sab adtain jo mujhay achi lagti hain wo auron ko buri lagti hain, so dont know kay kiya bataon
Posted 25 Feb 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
wafakadard said:

Purani Yaadain



awww yah kiya

forum par jinko na daikh kar main miss karti hon,wo aik to Pakii bro (paki_fan) hi hain... koi itna bi parhako na ho

Awaala beta(Awaara), Chandramukhi, Dolly sista, Sohni sis...(baki kuch hidden hain :D)

msg: Aap sab jahan bi hain, ALLAH karain kay khariyat say hon..and i miss you guyz
Posted 25 Feb 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaktarfa mohabbat say kuch nahin milta
aisay banday kay baray main sochna bi chorh daina chahiyay,
thorha time lagta hay, but shidat main kami a hi jati hay.

zakham koi sa bi ho, jald ya dair say, ALLAH usay bhar hi daitay hain.

aik misaal dungi kay, kisi maa ka beta foat ho jaey to waqt kay sath ALLAH usay bi sabar ata farma daita hay,
aur wahan yaktarfa mohabbat bi nahin hoti,
aur khoon ka rishta bi hota hay,
to phir aap ka to masla hi dosra hay.



Posted 08 Feb 2008

Topic: marriage

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
taali do hath say bajti hay
if you can work and take care of yourself thn leave him.
but b4 this aik bar baat zaror karna usay,maybe usay sirf ahsaas dilanay ki zarorat ho.
baki my prayers are with you
Posted 08 Feb 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
me and my jia (kash_beauty)
dosti kaisay hoi? agar main bhool nahin rahi to
mairay intro walay topic main hi achi khasi ghapshap start ho gai thi hamari,
aur phir aik bar help kay liyay un ko pm kiya tha (wo mod thien us time)
aur phir pms main hi aur batain start hoien, jin ka end msn par hoa

aur ab hamari dosti ko 4 yearz ho chukay hain

Posted 08 Feb 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
pahlay na aon kiya? hehe
abhi bohat questions bananay hain, time chahiyay na

acha m here to ask about quiz rules,
to ab chunkay teams nahin banien to kaisay pochon questions?
aap teenon ko same questions doon ya phir alag alag?
and daily kitnay?
and aur koi tarika ho to wo bi bata dain.

Posted 09 Jan 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
^and author is?

thankz all,
aur books ka bi batatay rahain,
main list bana rahi hon,
and is time main 3 books saath saath read kar rahi hon (mood kay hisab say na :D)
but aik baat, yah raja gidh inthaaaaa kiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
mushkil book hay
phir bi mainay adhi read kar hi li



Posted 09 Jan 2008

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Aasera said:

sunshine
fragi
Ashi

abhi to sirf 3 logon nay hissa lainay ka bola hay

teams bananay kay liyay kaafi log honay chahiyain.

aur jis jisko hissa laina hay clear kar kay likhay.

aur agar kam log hi hoay to teams banay bina hi main quiz start kar dongi.

AND KAB START HO GA?
yah to teams banti hain ya nahin bantien, kitnay log shamil hotay hain yah pata chal janay kay baad hi bata sakti hon main, coz abhi to mainay questions hi nahin banaey.
Aur agar ziada logon nay hissa lainay ka bola to tab bi JAN kay mid or end main hi start ho ga competition.


hmmm Qv,rules kay against to main kuch kar nahin sakti but m scared kay
wahan topic hoa to chit chat ki nazar bi ho sakta hay.
kiya aisa ho sakta hay kay topic serious corner main bi nazar ata rahay and wahan bi?




^Update kia to tha, yah post ki thi pichlay page par

anyways, topic unsticky kar dain, ab bina teams banay
main topic banaongi, BUT JAN KAY END MAIN, coz abi mairay paas ziada questions nahin hain aur main abhi sick bi hon,
mujhe kuch search karni hay, phir questions bananay hain kafi saray.
to jab questions tayar ho jaengey to main ASHI , FRAGI BRO and SUNSHINE ko pm kar dongi
And agar koi aur bi shamil hona chahay to ab bi yahan post kar day, ya mujhe pm kar day,coz questions ka answer dainay ka haq sirf unko hoga jo pahlay say batay ga

Oki ab TAta


Posted 24 Dec 2007

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
thankoz Ashi
mainay piya to hay but abhi tak asar nahin hoa

but aik baat pochon? patti aap batana bhol agien thien ya dalni hi nahin thi?
Posted 21 Dec 2007

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
sunshine
fragi
Ashi

abhi to sirf 3 logon nay hissa lainay ka bola hay

teams bananay kay liyay kaafi log honay chahiyain.

aur jis jisko hissa laina hay clear kar kay likhay.

aur agar kam log hi hoay to teams banay bina hi main quiz start kar dongi.

AND KAB START HO GA?
yah to teams banti hain ya nahin bantien, kitnay log shamil hotay hain yah pata chal janay kay baad hi bata sakti hon main, coz abhi to mainay questions hi nahin banaey.
Aur agar ziada logon nay hissa lainay ka bola to tab bi JAN kay mid or end main hi start ho ga competition.


hmmm Qv,rules kay against to main kuch kar nahin sakti but m scared kay
wahan topic hoa to chit chat ki nazar bi ho sakta hay.
kiya aisa ho sakta hay kay topic serious corner main bi nazar ata rahay and wahan bi?


Posted 21 Dec 2007

Topic: Question

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
yahi baat koi yahan ki masjidon kay molviyon ko bi samjha day
aik hi city main rahtay hoay sab kay chand alag alag days nikaltay hain

Bazi bro mairay paas aik question hay,
kahtay hain kay Qabah rukh paon kar kay nahin sona/laitna chahiyay

ab agar room kay konay(corner) ki taraf khana-e-Qabah ata ho to us corner ki dono walls ki taraf aap paon nahin kar saktay?
or sirf corner ki taraf?

hope aap maira question samajh jaen.


Posted 18 Dec 2007

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
thanks both of you :)
Posted 18 Dec 2007

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
pic nahin li? :D
Posted 18 Dec 2007

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
aray cheeni nahin Daar-cheeni
maira gala khrab hay

Ashiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
Posted 18 Dec 2007

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
thankoz Ss :)
Posted 18 Dec 2007

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Bazigaar said:

lo je meri daughter ka 1st teeth nikal aya hae

she already bit me naah kidding...



aww mashALLAH,
congrats congrats
Posted 18 Dec 2007

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
eshajam said:

Bazigaar said:

wah wah..where si mine


aap bina sig k cool lagti ho


lagti ho?
eshajam, bazigar is male, not female
Posted 18 Dec 2007

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
^beautiful work :)

Posted 18 Dec 2007

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Ashi aap ki jaan to nahin chorhni, aur books?

phliend yaar aap week main 30 mins,,or month main 1 hr bi read karain to kaam chal sakta hay


Posted 18 Dec 2007

Barsaat

Age: 124
6800 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
haan ashi theek kahti hain

waisay apni bat bolongi kay mairay sath is ka ult hota hay
main to kisi ko kuch bi bol daiti hon, koi acha lagay to is ka izhar,bura lagay to wo bi...but is wajah say aksar kafi nuksan bi uthana parhta hay
but main to aik nr ki dheet hon,kuch khas fark nahin parhta kay kisi nay kiya kaha hay,
han agar bad main apni ghalti feel ho to,sorry bol daiti hon.
waisay faida ho ya nuksan, jo bat kahni ho wo kah kar hi rahti hon :D
apni feelings par control nahin hay yarr

but agar aap mairay jaisi banain gien to aap ko badtamez bi bola ja sakta hay (jaisay kay mujhe boltay hain sab )




Posted 18 Dec 2007