Age: 125
7580 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
BerG e SeHraa said:
Assalam Alaykum Ehliyaan-e-forum
Buhat dino ki soch pujaar kay baad bilaakhir hum is pur'ronaq forum par qadam ranja farma chukay hain..
Khawateeen aur Khawateen :p sey guzarish hai kay woh baqaae'da humare roo'baroo tashreef lakar raker humain is mehfil-e-yaraa'n main khush aamdeed kahen ... yeh un sab kay liye baais-e-musarat hoga...
aur yaqeenun after beautifools yani kay khoobsorat khawateen kay baad mard hazrat bhi is saa'dat se fayda len ...
Takhliyaa ... i mean abhi kay liye itna hi ..
o haan .. hum apna taruf karwana tou bhool hi gaye ..
Hum Berg E SeHraa ... Roshniyo'n kay shaher(jisay kisi ki kaali nazar khaa gayee) se hain ...
Itna kafi hai na ? umer,qadoqaamat,paisha,mushaagil .. yeh sab tou marriage beuru walay ya NADRA walay poochte hain inhen rehne hi diya jaay ... kya khyal hay ??
Age: 125
7580 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ONLYARBAB said:
You've made my heart happy; You've made my heart sad; You've made my heart heavy, And you've lightened the load; But I'll love you forever, Even though you don't know me; I'll love you forever, Even though you don't care; Our destiny lies together, Somewhere in the stars; We'll see each other someday, In each other's arms; I'll love you forever, And now you know; I'll love you forever, So never go.
Age: 125
7580 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wafakadard said:
Raton ko tere ghar se nikalna nhi bhola patoon ka gahzaan rut main bikhrna nho bhola sardi main thartahrate howay woh dant tumare Gabraa ke tera mujh se liptana nho bhola ana tera milne mujay Nadiya ke kinaare agaz-e-Mohabbat main jijekana nho bhola youn mujh se gafar rehna kabhi rothna tera woh mannnaa Mananaa woh tarpana nhi bholna MANAN mujay Yaad hai sab Pyaar ke lamhe Bagoon main Bahanoo se woh Milna Nhi Bhoola goood1
Age: 125
7580 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Kabhee zamaane ki baton ka humper asar ho jaaye Phir ishq ka rog lage or zindgi basar ho jaaye, Haan kuch logon ne jo may(shraab) ko zahar ka naam diya
Wo jo saath den to ik pyaala zahar ho jaaye Phir ishq ka rog lage or zindgi basar ho jaaye
Zindgi kaatne ke humne bahaane dhoondhe Kangaal basti me humne khzaane dhoondhe Thak ker huaa mai choor sahar ho jaaye Phir ishq ka rog lage or zindgi basar ho jaaye
Aas jisski thee wo kabhee bhee paas na aaya Zindgi ko mera salaam raas na aaya Cum se cum mujhko zindgi ki kadar ho jaaye Phir ishq ka rog lage or zindgi basar ho jaaye
Dhoondhte hain koi gulaab itne chehron me Mera koi thikana nahi hai itne shahron me Koi dil mera shahar ho jaaye Phir ishq ka rog lage or zindgi basar ho jaaye