Forums
Poetry Cafe (URDU)
~kOoLeSt1 poetry Colloection~
Reply to Topic
kOoLeSt1
Age: 124
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Pathar Ko Pani Mein Mat Phenko, Isse Koi Aur Bhi Peeta Hoga, Jeena Hai To Khush Hoke Jeeyo, Tumhe Dekhkar Koi Aur Bhi Jeeta Hoga...
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Tumhari har adaa ka kya jawab du Apne pyaar ko kya upahaar du Koi acha sa phool hota to maali se mangwata Jo khud gulaab hai usko kya gulaab du.
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lahu bhi kam pada to ashkon ki syahi se usse khatlikha, zaalim ne kora kagaz samajh ke phaad diya...
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Baaki kuch na raha zamaane mein Jawani guzar rahi mehkhaane mein Ab to karle mere pyaar pe yakeen Warna zindagi beet jaayegi aazmane mein
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ankho me aansuo ko ubhar ne na diya, mitti ke motiyo ko bikhar ne na diya, jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan us raah se kisiko gujar ne na diya
Afghan
Age: 124
7062 days old here
Total Posts: 38
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
bahut khoob bro wasalam...
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thanks jeeee
thanks a lot
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ZAKHMO KO APNE SEE LU AGAR TUM IZAZAT DO, AANKHON SE TERI PEE LU AGAR TUM IZAZAT DO, MAR TO JALDI HI JAUNGA, THODA SA JEE LU AGAR TUM IZAZAT DO
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ek lamhe me zindagi savar di, Ek lamhe me unhone zindagi ujad di, Kusur unka nahi hamara tha Jo un do lamho me hamne zindagi guzardi
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Juda kissi say kissi ka garz habib na ho, Yeh wo daag hai jo dushman ko bhi naseeb na ho.
~tasha~
Age: 124
6597 days old here
Total Posts: 47628
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thanksa a lot dear
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Hansna Hamara Kesi Ko Gowara Nahi hota. Her Musafir Zindagee ka Shara nahi hota.
Miltey hia bohat se loog is tanha Zindadee main Her kiu DOST aap sa Piraya nahi hota.
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Hausale itane buland the ke har gum ko sah gaye bus sah na sake ek tera gum toot ke hum rahe gaye
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Kash ye zalim judai na hoti, rub tune ye chiz banai na hoti. Na hum unse milte na pyar hota, zindagi jo apni thi parai na hoti.
London_Girl
Age: 124
6879 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
FANTASTIC START!!!
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din
Age: 44
6604 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Nice Sharing
London_Girl
Age: 124
6879 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
welks ji
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din said: Nice Sharing
thanks jeee
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said: welks ji
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
KING OF JB said: ahan nice one yara
shukria jee
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Dard se dosti ho gayi yaaroo.. Zindagi bedard ho gayi yaaroo.. Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara.. Door tak roshni to ho gayi yaarooo.....
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mujhe Dard-E-Ishq Ka Maza Maloom Hai.... Dard-E-Dil Ki Inteeha Maloom hai,... Mujhe Muskurane Ki Dua Na Do, Mujhe Pal Bhar Muskurane Ki Saza Maloom Hai...
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ميرا خواب بکھر گيا ميں تو سچ لکھنا چاہتا تھا محبت کو محبت لکھنا چاہتا تھا جيت کو اپنا مقصد چاہتا تھا مگر جس شخص پر ميرا انحصار تھا وہي مکر گيا ميرا خواب بکھر گيا
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mari mohabat hay woh, koi majboori to nahi. woh mujay chahay, ya mill jay zarori to nahi. yah kuch kam hay kay bassa hay mari sansoon main. woh samnay ho mari ankhoon kay zarori to nahi. jaan qurban mari, us ki her muskurahat pay. chaaht ka takaza hay yahi, Aqal-e-Khurori to nahi. ab to nikal kay ankhoon say yadoon main ja basa woh. yahi hay qurbat-e-chaahat, koi dori to nahi. us kay gar ki tarf utthy hi ruk jaty hain kadam. badnami say us ki darta hoon, koi mazori to nahi. keyoon log madhoosh hotay hain mari mahaq say. dil ki jalan aur ansoaoon ka ater hay, mahaq-e-kafori to nai. dair karta hoon her kam main katay hain dost mary.. kam aqali hay mari koi shaoori to nahi. keyoon sulgata hay apnay app ko ay Saadash dil bhi tara jan bhi tari, koi tandori to nahi.
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Bohot kuch badal jata hai Tere aane ke baad, Bohot kuch bichar jata hai Tere jaane ke baad, Wo samandar ki leherey, Wo rait ke mehal, Bohot kuch beh jata hai Saahil se takra jaane ke baad, Wo baarish ke moti, Wo taaro ki khuwahish, Bohot kuch bikhar jata hai Khuwaab toot jaane ke baad, Wo teri parchaiyon se takrana, Wo saayon ka lehrana Bohot kuch mit jata hai andhera chhaa jaane ke baad
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Dil ki Batain bata deti hain Aankhein Dhadkanon ko Jaga deti hain, Aankhein Dil pe chalta nahi Jadoo Chehron ka kabhi Dil ko tu Deewana bana deti hain Aankhein Woh hum se baat nahi karti tu na kare Haal sara un ke dil ka Suna deti hain Aankhein Gham sada rehta nahi Aadmi ke saath Ashk bana kar Chalka deti hain Aankhein Aata hai jab dor - e - Jawani , tu aye Dosto Sunder Sapne Zehan main Basa deti hain Aankhein Mana ke Neend aati hai Aankhon hi ke raste Magar kabhi kabar Neend uda deti hain Aankhein asgher shukar hai Khuda ne Aata ki Aankhon ki Neyamat humain Dard -o-Gham sare Dil ke Chupa deti hain Aankhen
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ankhen apki ho, par ansu mere Zindagi apki ho, par sanse meri Dil apka ho, par dharkan meri Zindagi ke akhri mor par dua hogi yahi Kafan apka ho, aur maut meri.
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Aa gaya dil kissipe aana tha Aapka husn ik bahana tha Iptada-e-shabab bhi kya thi Chand taaron me aashiyana tha Tinke tinke se mil ke roye hum Jaisa har tinka aashiyana tha Ab to hai kunj kafas se badhtar Aap rahte to aashiyana tha Barq ka shukriya ada kar loon Kitna be-noor aashiyana tha Maine ghutkar kafas me dam todaa Saamne mera aashiyana tha Barq ko aasmaan se aana pada Ek chhotasa aashiyana tha Chand ghadiyaan kuch aisi bhi guzreen Na kafas tha na aashiyana tha
kOoLeSt1
Age: 124
6624 days old here
Total Posts: 5559
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Kitni Azziyat Say Uss Ne Mujh Ko Bhulaaya Hoga Meri Yadoon Ne Ussay Khoob Rulaaya Hoga Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee Hogi Uss Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya Hoga Socha Ho Ga Uss Ne Din Main Kaee Baar Mujhay Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Hoga Jahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi Say Uss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou Aaya Hoga Raat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay Tunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya Hoga Hokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay Jaana Meri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya Hoga Poocha Hoga Jo Kisi Ne Tere Halaat Ka Sabbab Tunay Baaton Main Khoob Uss Se Chupaaya Hoga
Reply to Topic