Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thxx
Posted 03 Jan 2008

Topic: thiz 4 u cf

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

Meray Rub Kisi Ko Aisi Saza Na Dena
Agar Cheenina Ho Meray Dost Ko Mujh Say
To Pher Kabhe Mjhay Dost Bananay Ka Hosla Na Dena

Mere Ansoo Beh Kar Ankhoon Say Zameen Choomien
Mery Dost Kay Answoon Ko Ankhoon Main Panha Na Dena

Kushi Kiya Mainay Rakhti Meri Auron Kay Liye
Main Dukhi Jitna Or Koi Kush Utna Aisi Zindagi Dena

Kush Kismat Woh Shakhs Jis K Pas Heray Jaisa Dost Ho
Mujhy Bhe Chahay To Hera Bana Dena

Lafzoon Say Agar Main Nay Kisi Ka Dil Dukhaya Ho
To Is Dil Ko Bhi Seenay Say Nikal Dena
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmmmmmmmmmmmmmmmm woh to hai hi
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


JIS SHAKHS KEH BAGHAIR GUZARA NA HO SAKAY,

YEH KYA SITAM KEH WOH BHI HAMARA NA HO SAKAY,

AANKHOON NAY JISKEH WASTAY SADIYON SAFAR KIYA,

WOH YOUN MILA KEH US KA NAZARA NA HO SUKA,

MAIN NAY HER EK RUKH PAY NIGAHEIN BIKHAIR DIEN,

LAKIN BADEL KOI BHI TUMHARA NA HO SUKA,

JO RAHGUZAR ISHQ MAIN PATHAR BANAY RAHAY,

UNSA KISI BHI TOR KINARA NA HO SAKA,

MUJHKO KIS LIAY SHIKWA HO TUM SAY,

KHUD JUB MEIN APNAY DUKH KA SAHARA NA HO SAKA,
Posted 03 Jan 2008

Topic: thiz 4 u cf

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
helooo cffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffff
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

Humko Kiske Gam Ne

Humko kiske gam ne mara yeh kahani phir sahi

kisne tora dil hamara yeh kahani phir sahi




Dil ke lutne ka sabab pucho na sabke samne

naam aayega tumhara yeh kahani phir sahi




Nafrton ke teer kha kar doston ke shahar mein

humne kis kis ko pukara yeh kahani phir sahi




Kya batayen pyar ki bazi wafa ki raah mein

kaun jita kaun hara yeh kahni phir sahi
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
apnayaar said:

very nice

thxxx apnayar
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

Main Wohi Hoon Jise .....


Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kerte The
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kerte The


Kiya Baat Hai Kiyoon Mujh Se Khaffa Bethe Ho
Kiya Kissi Aur Ko Dil Apna De Bethe Hoo


Faasale To Pehle Na Hua Kerte The AnMoL
Main Woh Hoon Jispe Tum Aetbaar Kiya Kerte the


Mujh ko Maaloom Hai Gum Hay Koi Sogaat Nahein
Tum Mujhe Apna Kahoo Aise Bhi Haalaat Nahein


Aur Ager Bhool Gaye Ho To Koi Baat Nahein
Zakham To Pehle Bhi Is Dil Pe Lagga Kerte The


Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kertte The
Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kerte
Posted 03 Jan 2008

Topic: MG 4 U

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

duniyaa se dil lagaakar duniyaa se kyaa milegaa yaad-e-Khudaa kiye jaa tujh ko Khudaa milegaa daulat ho yaa hukuumat taaqat ho yaa javaanii har chiiz miTane vaalii har chiiz aanii-jaanii ye sab Guruur ik din miTTii me.n jaa milegaa aataa nahii.n palaTakar guzaraa huaa zamaanaa kyaa Khvaab kaa bharosaa kyaa maut kaa Thikaanaa ye zindagii ga.Nvaa kar kyaa faayedaa milegaa
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan



Visaal ka bhi koi ehtamam kar dalo
mohabbaton main ab itna to kaam kar dalo



chale to jaao magar waqt par palat ana
kahen na aisa ho raste main shaam kar dalo



bikharne lagti hain sansain tumhare lehje se
sametne ka inhain intezam kar dalo



bhala hawa main kahan tak urain gi tabeerain
ab in parindon ko tum zer e daam kar dalo



mata e dil hai agar yeh tumhari jaah o chashm
to tum wafa ko faqat mere naam kar dalo.......iii


Dhuan dhuan sa in ankhon main khwaab rehne do
hamari zaat main phela azaab rehne do


jhuki si palkon pe jazbon ki lo larazti hai
haya ka palkon k agay naqaab rehne do


wafa ko khail samajhne ki zid hai kion tumko
sawal samnay rakho jawab rehne do


phir us ke baad tumhain or kuch na bhaye ga
hamare chehre ko daikho kitaab rehne do


na jane kon se lamhe koi palat aaye
khula hua hai agar dil ka baab rehne do


ab apni yaad ki khushbu bhi ham se cheeno ge
kitaab e dil main yeh sookha gulab rehne do.....iii
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thx u sis
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
itne tezi na dekhaya karo cheta nahi ho
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shahrukh khan said:

main samjh sakti ho tum kyon sharma rahe ho
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mawra_nawaz said:

thxx 4 liking
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
gooooooooooood tasha
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


Yeh ik piyara sa jo rishta hai
Kuch mera hai, Kuch tera hai

Kahen likha nahin kahen parha nahin
Kahen dekha nahin, kahen suna nahin

Phir bhi jana pehchana hai
Kuch mera hai, Kuch tera hai

Kuch masum sa, Kuch ulbela
Kuch apna sa, Kuch begana

Kuch chunchul sa, Kuch shurmila
Kuch sukh sa, Kuch sunjida

Kuch uljha howa, Kuch suljha suljha
Kuch masti bhara, Kuch khafa khafa

Kuch mera hai Kuch tera hai
Yeh piyara sa jo rishta hai

Kabhi kari dhoop main saya hai
Kabhi andheri raat main jugnu hai

Kabhi bin badal barsaat hai
Kabhi bhutkay hawaon ka rah-bur hai
Kabhi rusta hai, Kabhi munzil hai

Kuch mera hai Kuch tera hai
Yeh piyara sa jo rishta hai

Kabhi dhagay say isay badha nahhin
Kabhi ehad-o-paiya' n main jukra nahin
Kabhi haq bhi to apna jutaya nahin

Phir bhi yeh kitna piyara hai
Jisay hum nay sachey moti ki turha
Dil ki sipi main qaid kiya
Sub ki nazro'n say dhanp liya

Kabhi maan diya, kabhi aitbar kiya
Sub kuch hi is par var diya

Kuch mera hai Kuch tera hai
Yeh piyara sa jo rishta hai
Posted 03 Jan 2008

Topic: MG 4 U

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thx mg
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nice
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
good work
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
good ss
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

Ehsaason ke samandar mein
Dard ki lehron par
Aansoo behne lagte hein teri yaad mein
To dil poochta hai mujh se
ZINDAGI TU KOUN HAI
Jab dil ko tod kar,mujh ko thukra kar
Dilbar is dil ko hazaar zakhm deta hai
To dil poochta hai mujh se
ZINDAGI TU KOUN HAI
Tarasti aankhon ko Bechain dil ko
Jab wo tadpa jaata hai
Mohabbat ka jab koi anjaam nahi milta h
neha parikh: Tarasti aankhon ko Bechain dil ko
Jab wo tadpa jaata hai
Mohabbat ka jab koi anjaam nahi milta hai
To dil poochta hai mujh se
^ZINDAGI TU KOUN HAI
Hum ne to jaana tha
zindagi khoobsurat hai,zindagi ek suhaana sapna,
zindagi mohabbat ka doosra naam hai
Jab ki haqeeqat mein sirf gham milta hai
To dil poochta hai mujh se
ZINDAGI TU KOUN HAI
Zindagi kyon aati ho tum
Har baar koi naya naam liye
Har baar chali aati ho tum
ghamon ka saagar liye
Jaana hai kahan tujhe
Ab tu bata zindagi tu koun hai
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
~tasha~ said:

thanxxxxxxxx
sis
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

thank u
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thx tasha n mg
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
good simmy
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nice ss
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
firdus
Posted 03 Jan 2008

Fairl_Girl

Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 01 Jan 2008