Age: 125
7581 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
first prisoner:What were you convicted for? Second prisoner:Nothing. First prisoner:Honestly...for nothing.I stole a wallet, but there was nothing in it?
man asked to other a man died to drinking a milk, Tell me y this happen ? other man replied, it would poissionus milk . the man said no , then again he replied, the milk was'nt diggeust. man again said no.............. ok lett i tell u "abay yaar bhains us per baith gai thi"
Age: 125
7581 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aik dafa ek sardar jee aur ek musalman ek daftar mein interview denay k liye aye...pehlay musalman ki baari thi....
interview lenay wala: America k sadar ka naam batayein ? musalman: waisay tou badalta rehta hai per aaj kal bush hai
interview lenay wala: Pakistan kab bana ? musalman: koshish tou sadiyon se jari thi per 1947 mein ban gaya tha
interview lenay wala: Mareekh per abaadi hai ya nahi ? musalman: sciencedaan kaafi arsay se koshish kar rahay hein per saabit nahi kar sakay
musalman bahir aya tou sardar jee ne us se poocha k unhon ne kiya kiya sawal kiye aur tumne kiya kiya jawab diye...musalman ne sardar jee ko sab jawabaat bata diye...
ab sardar jee ander gaye...
interview lenay wala: sardar jee apka naam kiya hai ? sardar jee: waisay tou badalta rehta hai magar aj kal bush hai
interview lenay wala (heran ho kar): sardar jee ap peda kab huway ? sardar jee: koshish tou sadiyon se jari thi per 1947 mein ho hi gaya tha
interview lenay wala (gussay se): sardar jee ap pagal tou nahi hein ? sardar jee: sciencedaan kaafi arsay se koshish kar rahay hein magar saabit nahi kar sakay
Age: 125
7581 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Meri Qasam Na Jayy*ee*
* Bohat dino ki baat thi shabab per bahar thi fiza bhi khushgawar thi na jaane kioun machal para main apne ghar se chal para kisi ne mujh ko rok ker bari aada se tok ker kaha ke laut ayyee meri qasam na jayyee meri qasam na jayyee magar mujhe khabar na thi mahaul per nazar na thi na janey kioun machal para main apney ghar se chal para phir shehar se main aa gaya khayal tha ke paa gaya usey jo mujh se durr thi magar meri zaroor thi phir ik haseen shaam ko main chal para salam ko gali ka rang dekh ker naye tarang dekh ker mujhe bari khushi hui main kuch isi khushi main tha kisi ne jhank ker kaha paraye ghar se jayyee meri qasam na ayyee wohi haseen shaam hai bahar jis ka naam hai chala hoon ghar ko chor ker na janey jaoon ga kidhar koi nahin jo rok ker koi nahin jo tok ker kahay ke laut ayyee meri qasam na jayyee