Age: 124
7527 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~CHANDNI~ said:
Fairl_Girl said:
Pyaar... main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta! iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta! chahata hoon main tujhe aaj bhi par! teri soch main apna waqt bekar nahi karta! tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri! isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta! jo kuch mila hai usi mei khush hoon main! tere liye khuda se taqraar nahi karta! par kuch to baat hai teri fitrat mein zalim! warna Mein tujhe chahne ki khata bar bar nahi karta!
Age: 124
7527 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:
Fairl_Girl said:
Kabi Khood hi Mere paas aa, Meri Baat sun Mera Saath de Jo Khalish hai Dil se Nikal ker, Mujhe Uljhano se Nijaat de Tujhe Sochna Mera Mashghala, Tujhe Dekhna Meri Aarzoo Mujhe Dil de apne Khayal ka, Mujhe Karb ki ek Raat de Meri Zindagi Mere saath chal, Mere Haath mai apna Haath de Mujhe Ghum b Khushi se Qabool hai, Jo Tu agar Mera Saath de

mr nice guy said:
bhangra yaar haath uper karo tangein hawa mein lol aur shuru ho jao sikhaney ki kya zarort
lolzzzz yeh bhi hia
per ager bhanrye main smitory ho jaye tu maza hi aur hai
hath uper samjh main ata hai taanghe uper karay ge to gir nahi jaye ge kaunsa bhangra kar sakay gay tanghay bi uper hath bi yeh to halat hi galat ho gaye
Age: 124
7527 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
javad said:
Fairl_Girl said:
javad sahib jub apko pure bat na pat ho to aise bi mat samjh jaya karo mujhe ap mere jaga nahi ho hote to pata chalta main ab koi 2 3 sall ki bechi bi nahi jo chirogi choro ap nahi samjhe bat hi
miss firdos.. me nay jo kaha sirf islye... k agar koi narazgi hai..tension hai.. to nahi honi chahye.. kher its ur life.. APPPPP KO APKAY HAAL PAR CHOOOOOOOOOR DIA..........
naraz main yahan per koi hai jisse hogi nahi koi tention bi nahi apko kaise batao yahan batamez logo ki baatay yahan per to nahi bata sakti
Age: 124
7527 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Pyaar... main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta! iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta! chahata hoon main tujhe aaj bhi par! teri soch main apna waqt bekar nahi karta! tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri! isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta! jo kuch mila hai usi mei khush hoon main! tere liye khuda se taqraar nahi karta! par kuch to baat hai teri fitrat mein zalim! warna Mein tujhe chahne ki khata bar bar nahi karta!
Age: 124
7527 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Kabi Khood hi Mere paas aa, Meri Baat sun Mera Saath de Jo Khalish hai Dil se Nikal ker, Mujhe Uljhano se Nijaat de Tujhe Sochna Mera Mashghala, Tujhe Dekhna Meri Aarzoo Mujhe Dil de apne Khayal ka, Mujhe Karb ki ek Raat de Meri Zindagi Mere saath chal, Mere Haath mai apna Haath de Mujhe Ghum b Khushi se Qabool hai, Jo Tu agar Mera Saath de
Age: 124
7527 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ankhain dekhi to mein dekhta reh gaya jaam dou aur donon hi do aatisha Ankhain ya maykadey k wo dou baab hain Ankhain un ko kahun ya kahun khuab hain Ankhain neechi huyeen to haya ban gayen Ankhain oonchi huyeen to dua ban gayen Ankhain uth ker jhukeen to adaa ban gayeen Ankhain jhuk ker utheen to khata ban gayeen Ankhain jin mein hain qaid Aasman-o-zameen nergisii nergisii, surmageen surmaeen