Age: 125
7584 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Sirf Inkaar Hi Mila hai Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila He Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya Mein khushnasib hun mujhe Intezar mil gaya Gham nahi mujhe ki Dushma hua yeh zamana Jab Dost Hathoon Mein Liye Talwar Mila Hai Sab Kuch Khuda Ne Tum Ko Bhala Kaise De Diya Mujhe Tou Uske Dar Se Sirf Inkaar Hi Mila hai
Age: 125
7584 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
phelay to baith ke 17 log dhoodhne paray ge yeh mujhe acha nahi lagta aise kafi mg bi aye hai ki 7 logo ko karo yeh woh to achi khaber milay gi nahikaroge to bura hoga kuch yar kamal hai insan ho darana
Age: 125
7584 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ruthi padi hui hai zameen par.... nam aankhon se likhi zindgani sukhi padi hui hai zameen par, tijaarat si bani hui zindgani luti padi hui hai zameen par... waqt ke haathon mein khanjar hai aur kuch door par yehi zindgani, maqtool padi hui hai zameen par... kisi zarre mein kasar baaki hai shayad jo nazroon ke samaksh zindgani, adhoori padi hui hai zameen par... chand lamhon se hi to shikaayat thi phir kyun ye meri poori zindgani, ruthi padi hui hai zameen par....
Age: 125
7584 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Yehi Wafaa ka silaa hai, to koi baat nahi Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi
Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se Safeena doob raha hai, to koi baat nahi Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi Kise majaal kahe koi mujh ko deewana Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi