Age: 124
7523 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
dewaja this is 4 u
Kuch apnay darmiyan un kahi bhi rehnay do kuch apnay darmiyan un suni bhi rehnay do Na karo aayan her raz-e-dil apna Kuch tu pas-e-parda bhi rehnay do Her koi qabil-e-aitmad hota nahi Kisi ko bay aitbar bhi rehnay do Zarori hay kia her koie ba-wafa hi ho? kuch logo ko beywafa bhi rehnay do Theher jati hay itminan ke baad zeest Zindagi main couch intishar bhi rehnay do Her BAaZI jeet laina jeetna hota nahi Kisi lamhay pay apnay liay har bhi rehnay do
Na ho preshan gar chain na aay tu Dil main ae dil kuch baykali bhi rehnay do
Age: 124
7523 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Haq wafaa kaa jo ham jataane lage Aap kuchh kahake muskuraane lage Ham ko jinaa pa degaa furqat mein Vo agar himmat aazamane lage Dar hai merii zuban na khul jaaye Ab wo baaten bahut banaane lage Jaan bachati nazar nahin aati Gair ulfat bahut jatane lage Tum ko karanaa pa degaa uzr-e-jafaa Ham agar dard-e-dil sunaane lage Bahut mushkil hai shevaa-e-tasliim Ham bhi aaKhir ko ji churaane lage Vaqt-e-ruKhsat thaa sakht ,Hali, par Ham bhi baithe the jab vo jaane lage
Age: 124
7523 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Miss mine said:
Fairl_Girl said:
Mujh par soo phool dekh kar On main tumhein pana accha lagta hai Tumhein haqeeqat main apne samne paa kar Dil ka teez teez dharakna accha lagta hai Tumhari khamosh Aankhon main khod ko takna accha lagta hai Tumhara naam na jaante hue bhi Tumhein taara taara ke naam dena accha lagta hai Tujhe pane ki dua maangna accha lagta hai Tumhare intezar main har aate jaate ko takna accha lagta hai Yeh sab kuch accha lagta hai Kyun ke tum mujhe bahut acchi lagti ho Saara jahan accha lagta hai Kyun ke is jahan main tum bhi shamil ho
Age: 124
7523 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Hamein Mehsoos hota hai Zamane ki tarah TUM bhi Mohabbat k haseen khaamosh jazbon ko Lafzon ki zubaan day kar Bahot kuch sun-na chahtay ho Magar Apni tabiyat k Hamein Izhaar jazbon ka Kabhi acha nahi lagta Sunna hai PIYAR ka Din hai So hum apni tabiyat ki Pasando-Napasand ab k Balaa-e-Taaq rakhtay hein "TUMHARI" hai khushi isme To kehnay me haya kesi Chalo HUM keh hi dete hein ""Humein "TUMSE" MOHABBAT hai"