Age: 124
7528 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Pain Of The Night See it fall into life's nameless place Can you see the sparkle as it catches the light That sparkle once was happiness that is no longer in sight As it falls watch it, its color has changed From blue to bright red, it has a wide range
There it goes all alone, it continues to fall With it, it takes the emotion, the emotion of all Wait, can you hear it? A sob has broke free Has shook the lungs cold, but yet it continues to be Here it comes, a force has been built between the eye A wall of shear water, it's now time to cry
A shudder, a scream, darkness envelops your soul The darkness of the night has taken its toll
Age: 124
7528 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Agar Tu Ungliyan Apni Meri Ankh Par Rakh Deti Zamana Dukh Bhari Bato0n Ki Meli Potli Le Kar Andhere Samandar Main Utar Jata Mujhe Iss Sham Sahil Par Teri Khusbu MukamalJism Ke Malbo0s Main Millti Kayee Sadiyoun Ki Jigrati Huwee Banho0n Main So Jati Zara Si Lehat Pani Ki, Kinaaro0n Ko Bhigo Jati
Agar Tu Nugliyan Apni Meri Hath Par Rakh Deti Tu Likhta Main Shahdat ApneHone Ki Kissi Bargad Ki Shakho0n Par Sulagti, Zard, Barani Zameen Ki Khushak Chhati Par Puraane Gumshuda Rasto0n Faramoshi Ki Neend Oudhe Safar Par Kisi Bholi Huwee Tareekh Ke Malbe Tale Soye Huwe Ghar Par
Agar Tu Ungliyan Apni Meri Ankh Par Rakh Deti Hamare Dor Tak Phele Huwe Sehrao0n Par Aik Din Ghane Badal Utar Aate Khuda Ki Meharban Barish Achanak Taiz Ho Jati Kinaare Dopehar Ke Donoon Dhal Jate HAmare Dukh Zameen Par Asman Ki Tarhan Khul Jate
Agar Tu Ungliyan Apni Meri Ankh Par Rakh Deti Main Deewar-E-Badan Ki Dosri Janib Tujhe Har Sham Ko Milta Teri Bato0n Ki Khusbu Chai Main Ghul Kar Udassi Taiz Kar Deti Humari Guftugu Ke Darmiyan Aik Nazam Chubke Se Dabe Paoon Chali Aati
Age: 124
7528 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
DOUST
Tu door hai mujh sey, per paas bhi hai ,, Teri kami main kahin , tera ehsaas bhi hai.. Tujh sey Dost hain laakhon, jahan main merey, Per tu Dost bhi hai, aur khaas bhi hai ..
Tuney Khushiyan mujhey itni di hain keh aaj,, Tujhey khoney ka dil main ehsaas bhi hai ...
KHUDA ne yuun nawaza, teri Dosti se mujhey,, Keh mujhey khud pe gumaan hai, aur naaz bhi hai,,