Age: 125
7607 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
" Kitaab-E-Dil "
Kitaab-E-Dil Pay Likhay Thay Kitnay Hi Afsaanay, Kuch Qissay Nai Thay Aur Kuch Barsoon Puranay.. Kuch Un ka Zikr Jo Kabhi Rag-E-Jaan Say Thay Qareeb, Kuch WOh Jo Aaj Bhi Lagtay Hain Begaanay.. Kaash Aisi Koi Rut Koi Mousam Aye, Khushiyon Bharay Geet Hum Lagain Ghungunanay.. Aaj Bhi Dil Mera Is Aas Pay Zinda Hai, Aik Roz Tu Aayein Gai WOh Hum Ko Mananay.. Safha-E-Dil Ko Koi Humaray Parh kar Dekhay, Khoon-E-Jigar Say Likhay Hain Sab Afsaanay.. Ghuzra Hua Zamana Bhula Do Zehan Say Apnay, Attay Nahin Hain Kyon K Beetay Huey Zamanay

DIL KI PEHLI AARZOO KI SHAMA
dil ki pehli arzoo ki shama ko bujha kar hum ne tujhe apnaya hai khud ko gunwa kar, jin aankhoon ka noor tha jin nazroon ka maan tha aaya hoon unhi nazroon se main khud ko gira kar, main kar raha tha us se tere husan ki batain chup chap sun raha tha wo nazrain jhuka kar, khamoosh main hua to herat hoi mujhe wo de raha tha tujh ko duaa hath utha kar, khayega na ab wo mere naam ki kasmain roota hua gaya hai meri kasam wo kha kar , mana k shaz us main buhat hosla sahi zinda na reh shayad tera pyar gunwa kar

Woo To Shayed Samajh Hi Nahi Paya
Wo Jo Mairi Aankhoo Ki Chamak Tha Jo Mairay Hoonthoo Ki Tabassum Tha Jo Mairay Dil Ki Darkan Ki Manand Tha Jo Mairay Wajood main Rooh Ki Terha Tha Jo Mairay Chehray Ka Noor Tha Wo To Shayed Samajh Hi Nahi Paya K Sab Kuch To Ussi Ki Badolat Tha Khata Tha Aisa Hi Daikhna Chahay Maira Dil Tum Ko Hamaishaan Phir Kioon Choor Gaya Woo Mujhay Q Chamakty Ankhoon Ko Band Kar Gaya Q Muskratay Hoonth See Gaya Q Dil Ki Darkan Cheen Lay Gaya Q Iss Jisam Ko Bay Rooh Kar Gaya Q Iss Chehray Ko Bay Noor Kar Gaya Wo To Shayed Samajh Hi Nahi Paya K Sab Kuch To Ussi Ki Badolat Tha
Age: 125
7607 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Teri her sans sey mey sans loun
Terey her qadam key mey sath cahloun Her din her raat her lamha terey sath rahoun Too meri her sans mey khusboo bana rahey Zindagi jo yuen guzer rahi hey her pal derti houn Tujh sey biccherney key tassawer sey kanp uthti houn Khawish hey haal mazi bun jaiy mera Phir mey terey sath nai zindagi shuroo karoun Tujh sey milney key baad yeh dua hey meri Us jehan mey bhi mey terey sath rahoun