Age: 124
7447 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
nahi milta aesa rusta... hazrat insaan na chala ho jis pay dhoondtay hain veraanoon mein jungloon mein insanoo mein kaab khatam ho ga rukh ka ye safar. shaied! jub dekhen gey maut ka manzar. chal hoesh mein aa fradiya....... laei allah ka naam fradiya........ Gunnah sawab mein na aa fradiya dil ki aankh jupka fradiya. seinay mein teray ek aag hai... ess aag ko ore bharka fradiya... but rahay hain junaat mein makaan.. tu be naam likhwa fradiya.. hoorin mileen gey maevay mileen gey... ess lalach mein tu aa fradiya...... sochata ja sochata ja.... kabi tu milay ga inaam fradiya..... chaal chaleen sotay hain ja kar yaha kon samja hai..kon samjay ga fradiya ??
Age: 124
7447 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Well! see how afraid we muslims are.................yarooo agar hum mein himat ho ore haam aik hoon tu chaheee bush ayee ya uss ka chacha ...........haamin parva he na ho.......haam dartay hain agar wo aa geya tu masalmanoo ka hoon bahay ga.....................esay musalmanoo ka hoon he beh jayee tu behtaar hai jin ki soch aesi hai..............jo apnay app ko bhool geye hain...........Muhammad(PBUH) kay Mananay waloon ki ess sei zeyada insulte ore kya ho gey kay aab woe Hamla-aawar sei darnay lugay hain
Age: 124
7447 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
heart__hacker said:
lazmii nahii piyar ko smajnain kay leay piyar kerna zaroori haii.and why u hurt him or her na,koyoo lagy baat bori haan why he she ignoring u yay sub humrii negative sooch haii ager hum piyar kernain say phlay positive ho ker piyar kary aur us ko achii treeqy say samaj ker to i think yay prob kabi na hoon aur piyar kernain kay leay lazmii haii apnain ears band rukhoo logo kii awaz app kay kaan main na pary,koyoo app ko pata haii achii tara nahii to batana bata doon ga,
faradiya said:
wakeyeee tum logoon mein sei kisi nein kabi love nahi kea......
actually you can't get me....even you can't imagine
okay tell me if he/she(you love) hurt you ...uss ki koi baat tumheen buri lugay.......ya you feel now he/she's ignoring you or he/she's not caring you like he/she do before. you will feel sad and lonely. right ?
you think you love him/her ??
that's not love ..........asal mein hota ye hai kay hum uss insaan ki bateen uss ka attitude pasand kartay hain....and we feel we love himmm...but that is not true....jub usi insaan ka attitude app kay sath badal jata hai tu woe lagaoo(jisay hum love samajtay hain) be hatam ho jata hai........hum ess lyee udass ho jatay hain kay woe aab pehlay jesa nahi raha....abb woe hamri care nahi karta jesay pehlay karta tha.......
ya phir hum agar kisi insaan ko care detay hain ya uss sei accha salook kartay hain tu badlay mein hum uss sei be yehi mangtay hain......agar woe na dei tu hum udass ho jatay hain...... is it love ??
kya hum mutlabi insaan nahi ?? pyar hamaray mehboob kay ravayee sei mashroot kue hai ?? agar woe hum sei wohi salook karay jesa hum chahtay hain tu hum love kartay hain uss say agar na karay tu sub kuch hatam.....what is that ????
love tu naam he sacrifice ka hai.....jis mein sharteen nahi hoti ........jis mein ye parva nahi hoti kay dosra hamaray sath kya kaar raha hai ya uss ka ravayee hamaray sath kya hai......woe dosri larkiyoon ko dekhta hai tu dekhay.........
love woe hai jo badlay mein kuch na mangay...........
Age: 124
7447 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
haaaaaaaa drlovaaaaaa becharaaaaa.............pyar ka mara..........doctori be kaar li............phir be hai kanwara.................................pochata hai bahanay bahanay sei.......................kaha hai pyar hamara.........milay gey milay gey tumheen be milay gey............jub ho ga upaar walay ka esharaaa
Age: 124
7447 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kisi ko nai..........................mein geyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa mujay na roknaaaaaaaaaaa plsssssssssssssssssssssssssssssssssss warna warnaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Age: 124
7447 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Hayeshay deeed jo kaar bethay saray toor koi........ Toor he bun kay Tajali sei jula detay ho........... Baechoo Yusaf ko kabi Miser kay bazaroon mein...... akhera'kar shahei Miser bana detay hooooooo....... Jazboo masti ki jo manzil pay pohancta hai koi...... beth kay dil mein Aaanal-hak ki sada detay ho....... khud he lagvatay ho phir kufar kay fatvay uss par.... khud he mansoor ko soli pay charha detay ho..... apni hasti be woe ek rooz ganva bethta hai....... apnay darshan ki lugan jis ko laga detay ho......
koi Ranjha jo kabi khojnay niklay tum ko........ tum usay jung kay beilay mein rula detay ho....
justajoo lei kay tumhari jo chalay Qais koi........ Uss ko majnoo kisi laila ka bana detay ho.........
Joot suasi kay agar maan mein tumhari jagay....... tum usay tuptay hoyee thul mein jala detay ho.....
Sohni ger tum ko mahiwaal tasavoor kar lei....... uss ko biphri hoyee lehroon mein baha detay ho.......
khud jo chahoo tu saray-aresh bola kaar mehboob aik he raat mein meraaj kara detay ho..........
Age: 124
7447 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hameen kursi churi karnay ki zaroorat nai king jee....hamaray bass sofa hai...........woe be sofi sei leya hai.......................haan choori kareen gey zaroor....