Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Walikum Salam jawaban arz hai I observed kay saray din mein logoon ka different attitude hota hai......soba kay wakt loogoon ka raveyaa bohot naram hota hai loogoon kay chehray pay khushi hoti hai.......abnay bachoo sei pyar kartay hain ..un ki zarooriat pochatay hain...aik dosray sei pyar sei miltay hain.......kis ko madad ki zaroorat ho tu logoon ki kosish hoti hai kay dosron sei pehlay uss ki madad kareen. bus mein agar koi bazurg khara ho tu loog apni seat sei uth kay us ko juga detay hain....
rozay khulnay sei half hour pehlay logoo intahayee chircharay ho chukay hotay hain......kisi ka bazoo kisi sei touch ho jayee tu murnay marnay pay utar aatay hain.....kisi ko madad ki zaroorat ho tu ye kehtay hoyee guzar jatay hain..MUJAY FIKRAY JAHAN KUE HO...JAHAN TERA HAI YA MERA............bachaa koi zid kaar bethay tu uss ki shamaat woe bi litaroon sei......ek ajeeb sa mahoool hota hai jesa hum jahanum mein aa geye hoon.
roza khulnay kay foraan baad ajeeb sei hamoshi saray sheher pay cha jati hai......logoon kay ravayeee phir naram ho jatay hain.......jin sei jugra hoa ho un ko khud he ja kay manatay hain.....logoon ko rook rook kay pochatay hain app ko kisi madad ki zaroorat tu nahi.....gareboon ko khanay khilayee jatay hain...fikaroon mein pesay bantay jatay hain.........
Tera pala OO jayee 1:30 buj geye jummay ka time ho geye mei geye
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aab ki harkatoon sei munna............ajj kaal app kuch bemaar shamaar lug rahi hain ....ya phir meray he undaar ka mosaam haraab hai.......mujay haar cheez harab harab sei lug rahi hai
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
haan abb samaj ayaa.......ess sawal ka ess sei accha jawab ho he nahi sakta tha..............wakeyee jo mein nein samja tha ore jo tum mein translate keye uss mein bohot fark tha thanks to both of you
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
haan khuda ki marzi kay samnay aab kis ka zoor chal sakta hai.......abb ye he dekhooo tumhara uppar wala khaan khali rukha ....hum kya kaar saktay hain.
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
khuda ki jiss creation ko farishte sajda karte hein"" kya hai yeh
muti ka putla jis mein jaan daal dei geye ....jo khana kha sakta hai ...gana ga sakta hai...........time milay tu apnay bananay walay ko yaad be kaar sakta hai.......kapray pehan sakta hai.............accha bura soch sakta hai........mur sakta hai.......maar sakta hai..........apnay jesay dosray insanoo ki madaad kaar sakta hai..........mokaa milay tu nuksaan be pohancha sakta hai.........sher ...cheetay ......darenday ........parendayyyyyyyyyy ......jin..............sub jis sei dartay hain............jis nein hava ko kaboo mein kaar lea........jo chaand pay pohanch geye.............jo havaon mein urr sakta hai.......zameen paar dooor sakta hai........jis nein insaan bananay be sikh leye.......khuda nein jesay apnay hath sei banayaa ore uss nein be badlay mein kitnay he khuda apnay hath sei bana dalay...........jis kay leye khuda nein phaal banayee....ore usss nein unn ki sharab bana dalii......insaan sekh sakta hai......thoray sei bohot sa jaan sakta hai.......ore fareshtay ????????
Abb be farishtoon ko ussay sajda karnay mein koi etraaz ho sakta hai ???
hahahaha ore jo na karay wo shaitaan......duniyaa ko dekh kay tu lugta hai shaitaan fareshtoon mein sub sei akaalmaand tha.........