Age: 124
7790 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Inshallah Hit Hi Ho Gi Har Badi Budget Ki Film Ke Saath Acchi Umeed Rakho To Ziyada Behter Hai Kisi Ka Mzaq Uraney Ka Hamein Kiya Haq Banta Hai Meine To Ticket Book Kara Rakhi Hai Dekhta Hoon Kesa Response hota hai Pehla Din
Age: 124
7790 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mein Film Ki Kahan Baat Kar raha hoon Song Dekhney Mein Aesey Lagtey Hain Jesey Koi Bakwaas Booring Film Chal Rahi ho Bus Aik Song Accha Hai Yeh Duniya Ki Rasmain
Age: 124
7790 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Jee Bilkul Lollywood Ki Filmein Ilaqai Zaban Ki Filmein Baney sey Kamiyaab nnaheen hongi Balkey Qumi Zaban Ki Filmein Mehi Kamiyabai hai. Kahin Punjabi, Urdu, Pushto Filmein Sey NAheen Sub Ko Mil Ker Aik Acchi Qumi Zaban Urdu Film Banani Chahiye Aala Meyaar Ki Banlaqa,i <iyaar ki. Misaal Key Tor Par Reema Ki Film Aay Hai Jis mein 3 Zabaney Istamal Huwey Hain Urdu Punjabi Aur English. Aur Salakhain Ka Bhi Yehi Chakar Tha Kyun Tum Say Itna Pyar Hai? Ajab Gul Ki Aur Yeh Dil Aap Ka Huwa JAved Sheikh Ki FilmHi Thi Jo Qumizaban Urdr Film Thi.
Age: 124
7790 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Yeh Film 9th 11 ke waqiah par ban rahi hai 11 septemper ke baad unhon ney Musalmanon per shak kiya tha to phir Musalmano par Kiya Biki Thi Is Film Mein Sub Pata chal Jayee Ga
Age: 124
7790 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Inshallah Woh Din Door Naheen Jis Din Paki Movies India Ke Barabar Phonch Jayen. Jab Badmashi Film Khtam hon gey Phir Pakistan Acchi film bana sakey ga. Kal Mein Soud Bhai ki Valima Mein Gaya Wahan Shaan Sey Mene Kaha Jesey Aap Shaadi Mein Khubsurat Lag Raheyn Hain Clean Shave mein Aesey Film Mein Aayn To Film Bhut Chaley Gi Awaam Aap hi ko Dekhna Chahti Hai Lekin Nayee Rope Mein Muchey Laga Kar Chera Satyanaas Kar key NAheen. Shaan Naey Kaha Woh Din Door Naheen Jis Din Pakistani Film Urooj Par Hongi. Mene Shaan Bhai Se Phir Kaha Indian Film Mein Aap Kabhi Kaam Naheen Karna. Jawaab Mein Unhon Ney Kaha Mujhey To Apna Watan Pyara Hai Mein Yehi Sey Shoro Huwa Hoon Aur Yehin Par Khtam honga.
Yaad Rahey Indian Producer Shaan Ko Mon Manga Maoza Dene Ke Liye TAyar Hain.
Age: 124
7790 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
taify said:
tou Prince main ja kar hi dekh lo .. wahan lagi hoi hay....
i enjoyed film and i wanna know who played "Zara's" husband?
Mene tou Capri Cinema mein Bhi dekha tha Acchi lagi thi lekin Geo Ney Aesey Kat key Dekha Jis ney Tareef suni ho woh bhi kahey Bakwaas Film ko kese logo ney Pasand kar liya. Yeh Dil Aap Ka Huwa bhi isi tarhan dekhai thi.
Age: 124
7790 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Music Director ,Writer ,Heroin, Singer Sub Indian Hain to Kon Si Paki Film Hai Film Release Honey Sey Pehley Bhut prob ho jayee gi India waaley kahngey pehley 75% isey Indian Film Karaar dey Phir Film Release ho gi. Mujhey To Lagta hai Baad mein Indian Film Indutry Bhi Utha kar Paki ley aayn gey. Jab Saarey cheezey India Se Ley Rahey hain
Age: 124
7790 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Veena Apni Nazar Nichey Jhuka kar Chlana Chahiye Khud Mardo ki Taraf Nazar Na Uthaye Koi Naheen Dekhey ga Agar Dekhey to Koi Naat Naheen. Dekhney do Bas Yehi Zindigi Hai.
Age: 124
7790 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Film Ka Responce Kesa Raha Pehla Doosra Din.jab ke Indian Film Aamir Khan Ki Mangal Paandey The Rising Ney 1 crore 73 lac ka business kiya First Week mein. Reema Ki Film Kesa Business Kesa Hota Hai 1 Week mein Yeh Thursday ko Pata Chaley Ga. MR Nice aap ney Film Kyun Naheen dekhi. Reema ka Daawa HaiKe Film Ki Publicity ke liye mene Bada Budget Kharch kiya hai. Film Ka Responce koi Batey Wahan Ka.
Age: 124
7790 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Yeh Sub Urdu Film Hain. 1.Film: Sarkaar 2.Film: Parcham 3.Film: Naag Aur Nagan 4.Film: Jhalak 5.Film: Pehla Pehla Pyar 6.Film: Asia Kay Tiger 7.Film: Dil Say Dil Tak
Age: 124
7790 days old here
Total Posts: 113
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
golimaro2 said:
shahrukh khan said:
lolly doesnt need syed noor jisko saima ke siwa aur koi nahi anzar ata
agar s noor saima antie ko nikal de to ab bhi behtareen film bana sakta hai.coz he always chooses novel subjects like his new flm jhoomar based on a story of a woman who has been caught in india n prisoned in jail.
Yeah U R Right Mene Is ka On Set Dekha Hain Ke Saima Border Paar Kartey Huwy indian Police ke haat Underarrest ho Jati Hain Jail ka Set Banaya Hai. Saima Ki Jagha Aur Kisi ko leta to Ziyada Accha Hota . Mujhey To Saima kisi ki Naani Lagti hai. Is ko Ghar Mein Beth jaana chahiye ya Film Produced karey