Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
shaista said:


Wo silsle wo shoq wo nisbat nhi rahi..   
ab zindgi mein hijar ki vehshat nhi rahi..
Toota hai jab se uski maseehayi ka tilsim,,
dil ko kisi maseeha ki hajat nhi rhi..
Phir yun hua k koi shanasa nhi rha,,
phir yun hua k dard mein shiddat nhi rhi,.
Phir yun hua k ho gya wo masroof bhi buhat,,
phir hamain yad krnay ki usay fursat nhi rhi..
Ab kya kisi ko chahain k humko to in dino,,
khud apne aap se b muhabat nahi rahi



silsle/shoq/nisbat/vehshat....
SAB KOOCH GIA AOR....BILAAKHIR MUHABBAT NA RAHIAAH....KOCH NA RAHA
silsle/shoq/nisbat/vehshat....
Posted 23 Apr 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
shaista said:


Kitabon ma rakh k sulaa gaya humko,
Aankh band ki or bhula gaya humko,
Koi ajeeb Mussafir tha jo barishon k mousam ma,
Kachi diwaroon pe bana gaya ham ko.   

[email protected] NICE ,,,Shaista ji
Posted 19 Apr 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
shaista said:


Nice ji...

THANKS.... AAP KI PASANDEEDGI KA SHUKRIA....JI
Posted 19 Apr 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
shaista said:

some poetry i like


Mere Dil Jigar

Mere dil jigar , kidney aur liver ho tum,
Waqt bewaqt aaye fever ho tum,
Jisme Doob kar mar jaye vo river ho tum,
Mere jivan main aab to forever ho tum…..

Yahan Apni Apni Bari Par
Sab Hanstay Hayn Sab Rotay Hayn
Dil Tu Sab He Ka Hota Hay
Or Dukh Bhi Sab He K Hotay Hayn
Kuch Ashk Dilon Par Girtay Hayn
Kuch Matti Mayn Mil Jatay Hayn
Kuch Lafz Ada Hojatay Hayn
Kuch Honton Mayn Sil Jatay Hayn
Mana K Adhoray Rehtay Hayn
Par Khawaab Tu Sab He K Hotay Hayn!!!!!!
,,,,,,,,,,,,,,,,
Posted 16 Apr 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
nam aankhon ne dil ki kahani keh di
bhool kar aaj woh phir yaad aaye

Ik umer hoi main to hansi bhul chuka hun
tum ab bhi mere dil ko dukhana nahin bhulay

"dosto-n se is qadar sadme utha-e jaan par
dil se dushman ki adawat ka gila jata raha"

humko dushman kee nigahoN se na dekha keeJe
pyaar hi pyaar haiN hum humpe bharOsa keeJe
Posted 16 Apr 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan

shaista said:


Manzile bhi uski thi, Raasta bhi uska tha,
Ek main akela tha, Kafila bhi uska tha,
Saath-saath chalne ki soch bhi uski thi,
Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha…
Aaj kyo akela hoon, Dil sawal karta hai,
Log to uske the, Kya KHUDA bhi uska hai !

BOHAT KOOB.....KHUDA TO SAB KA HAI...
Posted 16 Apr 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
aap ko dheroon duaoon k saath.....MUBARK HO
WELL DONE....
Posted 15 Mar 2009

Topic: Dua Plz

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
GET WELL SOOOOOOOON
        A N D    
MAY U SUCCESS IN ALL EXAMS OF THE WHOLE LIFE
Posted 13 Mar 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan

AAP SAB MEMBRAN KO BOHAT BOHAT,,,,,EID MELAD MUBARAK HO
Posted 11 Mar 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
MERA DILL CHAHTA HAI KEH.....

Koi Too Aisaa Bhee Hoga
Joo Mujh Ko Paana Chahe Ga
Apne Hur Khushi Key Lumhe Ko
Mere Saath Bitana Chahe Ga
Hur Mushkil Apni Mujh Se Chupa Ke
Akelay Nibhaanaa Chahe Ga
Jub Mushkil Kubhi Jo Mujh Per Puray
Meraa Saath Denaa Chahe Ga
Meri Khushiyoon Ko Who Humesha
Apni Khushiyaan Maanay Ga
Meray Dill Kee Dhurkun Koo
Who Mujh Se Ziaada Janay Ga
Jub Yonhi Baton Baton Main
Main Piyar Ki Batain Chairon Ga
Who Moaqay Ka Faida Uthaa Kay
Izhaar–e-Mohabbat Kurday Ga
Main Bhi Phir Himmut Kur Ke
Usse Haal-E-Dil Sunaa Doonga
Who Meri Chahhut Chahe Ga
Main Usko Humesha Chahon Ga
Who Meraa Saath Chahe Ga
Aur Main Usko Apna Loonga
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,


Posted 04 Mar 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Fairl_Girl...
BOHAT KOOB....
SELECTION HAI
JANDAR SHAIRI HAI
W@H
Posted 24 Feb 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan

Posted 24 Feb 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
BACHPAN KI MOHABBAT KO
NA DILL SAY MITA DENA...
JAB YAAD MERI AAY
MILNE KI DUAA KERNA....;
Posted 24 Feb 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
W@H ...BOHAT KHOOB
Rapunzel jii
BOOOOOOOOOOOOOOHAT HE KHOOOOOOOOOOB
AISA TO HOTA HE HAI AISAY KAMOON MIN
KIUOON KIA KHIYAL HAI.....
Posted 10 Feb 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
SAB KOOCH THEEK HAI...MAGAR
meray khiyall main

Mohabbat bhi kya ajeeb cheez hoti hai

Kabhi gham kabhi tanhai deti hai

Kabhi aansoo kabhi ruswai deti hai

Jis dard ki koi dawa nahi.aisa zakhm deti hai

Kabhi ujaale to kabhi andhero mein bhatka deti hai

Jo kabhi na mit sake wo ghao deti hai

Khushi bohat kam milti hai kisi kisi ko

Aksar ko to udaasiyoun mein duba deti hai

Mohabbat karo to sonch samajh kar karna

Kyoun ke Mohabbat zindagi tabah kar deti hai

Mujhe to na mili kamiyabi mohabbat mein

Ae DIL-E-NAAZ ye judai ke baad har kisi ko bewafa

ka naam deti hai


Posted 10 Feb 2009

Topic: mushkil hogi

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
sobo jee said:

tum agar mujko na chaho too koi baat nahi
tum kisi orr ko chaho gi to mushkil hogi
abb agar maale nahi ha too judai bi nahi
baat tori bi nahi tumnay, bnai bi nahi
yeh sahara hi boohat ha, meray jeenay ky liyee
tum agar meri nahi ho to prai bi nahi
meray dil ko na saza ho too koi baat nahi
gairon kay dil ko saza hogi too mushkil hogi
tum haseen ho to tumhain pyar hi kartay hongay
main jo marta hon to kia, orr bi martay hongay
sab ki ankhon main isi shooq ka tofan hoga
sab kay seenay main yahi dard ubartay honagy
meray gam main na kra ho to koi baat nahi
phool ki tarhan hanso, sab ki nigahon main raho
apni masoom jawani ki panahon main raho
mujko woh din na dikhana tumhain apni hi qasam
main tarasta rahon, tum gair ki banhon main raho
tum jo mujh say na nibaho too koi baat nahi
kisi dushman say nibaho gi to mushkil hogi

KIA BAAT HAI.....W@H
WAQIAI MUSHKIL HO GI SOBO JI...
BOHAT MUSHKIL
AAKHIR KOI TO HAL HO GA
Posted 01 Feb 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
umr kay har warak pe Dil ko Nazar
teray mehr o wafa kay baab aaye
Kar raha tha ghum e jahaan ka Hisaab
Aaj tum yaad bay hisaab aaye

nam aankhon ne dil ki kahani keh di
bhool kar aaj woh phir yaad aaye

Posted 25 Jan 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
~CHANDNI~ said:

olldman said:

~CHANDNI~ said:



Apani Khushi na aaye na apani khushi chale



Behatar to hai yahi ke na duniyaa se dil lage

Par kyaa karen jo kaam na bedillagi chale



Ho umr-e-Khizr bhi to kahenge ba_vaqt-e-marg

Ham kyaa rahe yahaan abhi aaye abhi chale



Duniyaa ne kis ka raah-e-fanaa men diyaa hai saath

Tum bhi chale chalo yuun hi jab tak chali chale



Naazaan na ho Khirad pe jo honaa hai vo hi ho

Daanish teri na kuch meri daanishvari chale



Kam honge is bisaat pe ham jaise bad_qimaar

Jo chaal ham chale vo nihaayat buri chale



jaate havaa-e-shauq men hen is chaman se 'Zauq'

apani balaa se baad-e-sabaa kahin chale



Bohut khoob, Chandni.
\


thannx to u Om
BOHAT KHOOB AOR LAJAWAB...SHAIRI HAI..CHANDNI JI...       WA@
Posted 24 Jan 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
~CHANDNI~ said:

Miss mine said:

Main nay haq-e-mohabat ada kia
na kabhi kisi say gila kia,
mujhy ajab is ka sila mila
mujhy dil say uss ne bhula dia...

Mohabbaton ki kitab ka
har aik varq jala dia,
vo jo aarzoo ka charagh tha
usay nafraton ne bhuja dia...

mujhy zakham phir aik naya dia
mujhy is MOHABBAT nay kia dia...

Wo jo kaihatay thy khosh raho
wo jo kehty thy mery jan ho tum,
mujhy aj ounhon nay rula dia
mera nishan tak mita dia.....





W@H JI W!H...BOHAT KHOOOOOB
Posted 24 Jan 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan

Miss mine said:

Na vaada hai koi Tumse rishta nibhaane ka,

Na koi aur hi dil mein taha'yya ya iraada hai,

Ka'e din se magar dil mein,

Ajab uljhan si rehti hai,

Na Tum is daastan k sarsarri kirdaar ho koi,

Na qissa itna saada hai!

Taa'luq jo tumse main samjha tha, woh us se kahee'n ziyaada hai...



[email protected] KHOOB
Posted 21 Jan 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Sab Se Chupa Kar Dard, Woh Jo Muskura Diya....
Us Ki Hansi Ne Aaj To Mujh Rula Diya.....

Lehje Se Uth Raha Tha, Har ik Dard Ka Dhuaan...
Chehra Bata Raha Tha Ke Kuch Ganwa Diya...

Awaz Mein Thihrao Tha, Aankhoon Mein Nami Thi...
Aur Keh Raha Tha Ke Mein Ne Sab Kuch Bhula Diya....

Jane Kiya Us Ko, Logon Se Thi Shikayatein. ...
Tanhaiyon Ke Dais Mein Khud Ko Basa Diya...

Khud Bhi Woh Hum Se Bichar Kar, Adhura Sa Ho Gaya....
Mujh Ko Bhi itne Logon Mein Tanha Bana Diya....

Sab Se Chupa Kar Dard, Woh Jo Muskura Diya....
Us Ki Hansi Ne Aaj To Mujh Rula Diya.....
Posted 21 Jan 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan

Miss mine said:

bas ek haan ki intezaar mein raat yunhi guzaar jayeghi..

ab to bas uljhan hai saath mere..

neend kahan aayeghi..

subha ki kiran najaane kaun sa sandesh layeghi..

rhim jhim si gungunayeghi..

ya pyaas adoori rehe jayeghi...


Uff yeh Zalim INTZAAAAAAR,,,,
Posted 18 Jan 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Usko
Bade khuloos se
Samjhaya tha
Yeh muhabbat, yeh chahat
Yeh rooh ,yeh jism
Yeh jan
Sab kisi ke amanat hain
Mere pass
dene ko kuch bhi nahin hai
Usne khamooshi se
Mere bahte huye ashkoon ko
Apni hatheli per saja liya
Aur yeh
kahte huye chal di
Mujhe mere jeene ka
Sahara mil gaya
Posted 16 Jan 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
AAP SAB KI NAZAR AIK GHAZAL ...
UMEED HAI AAP KO ZAROOR PASAND AAY GI...
LIJAAY ENJOY IT...
Posted 10 Jan 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
BOHAT KHOOB....LAJAWAB SHAIRI....
[email protected]@H.... Chandni jii....
Posted 09 Jan 2009

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
[email protected]@h...w@h...
BEAUTI FULL SHEARING....
Posted 26 Dec 2008

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
W@H....W@H BOHAT KHoooooooooooooB
KHOOB SORAT PAISHKASH HAY....
Posted 22 Dec 2008

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
LOVE IS GOD.....

        AND

GOD IS LOVE.....
Posted 22 Dec 2008

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Tery akhlas se mohabat ki hai....
Tery ahsas se mohabat ki hai....
Tu nahi hai phir bhi teri yaad se mohabat ki hai....
Main tim ko kis tarhabhool sakta hoon...
Main ne tery osaf se mohabat ki hai....
Tum se milna to kabhi kabhi khuwab lagtas hai....
Main ne tery intzar se mohabat ki hai....

Iss dil ko kisi ki aahat ki aas rehati hai,
Nigahain ko kisi soorat ki pyass rehti hai,
Tere bina zindagi mein kami toh nahin,
Posted 15 Dec 2008

Lashakir

Age: 50
6313 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
BOHAT KHOOOOOOOOOB VERY FINE POETRY
Posted 14 Dec 2008