Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Mere Mehboob Aaj Ajaa Tu,
Rasme Ulfat Zara Nibha Ja Tu,
Char Din Ki Ye Zind Gani Hai,
Isko Zannat Bana Ja Ajaa Tu,
Malum Hi- Hai Ye Na Mumkin,
Na Ko Mumkin Aa Banaja Tu,
Apni (Bibbo) Ki Ye Sada Sunle,
Rasme Ulfat Aaj Aa Nibha Ja Tu.
Posted 19 Jul 2010

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Mere Mehboob Aaj Ajaa Tu,
Rasme Ulfat Zara Nibha Ja Tu,
Char Din Ki Ye Zind Gani Hai,
Isko Zannat Bana Ja Ajaa Tu,
Malum Hi- Hai Ye Na Mumkin,
Na Ko Mumkin Aa Banaja Tu,
Apni (Bibbo) Ki Ye Sada Sunle,
Rasme Ulfat Aaj Aa Nibha Ja Tu.
Posted 19 Jul 2010

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
umr kay har warak pe Dil ko Nazar
teray mehr o wafa kay baab aaye
Kar raha tha ghum e jahaan ka Hisaab
Aaj tum yaad bay hisaab aaye
Posted 24 May 2010

Topic: Tum bin

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
umr kay har warak pe Dil ko Nazar
teray mehr o wafa kay baab aaye
Kar raha tha ghum e jahaan ka Hisaab
Aaj tum yaad bay hisaab aaye
Posted 18 May 2010

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
usy apni farda ki fikr the
wo jo mera waqif e haal tha

wo jo us ki subha e arooj the
wohi mera waqt e zawaal tha

kahan jao gy mujhy chor kr
mein ye pooch pooch ker thuk gaya

wo jawab mujh ko na day saka
wo to khud sarapa sawal tha

wo jo us k samny aa gaya
wohi roshni mein naha gaya

ajab us ki haibat e husn the
ajab us ka rang e jamaal tha

dam e wapsi usy kia howa...

Posted 14 May 2010

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
???? ?? ??? ?? ?? ?????? ?? ??? ?
???? ?? ???? ???? ?? ???? ?? ??? ?
??? ?? ??? ????? ???? ?? ??? ???
?? ??? ?? ???? ??? ?? ????? ?? ??? ?
???? ?? ????? ?? ??? ??? ??? ???? ??
??? ? ??? ???? ?????? ????? ?
?? ?? ?? ?????? ?? ????? ?? ??? ??
?? ??? ?? ??? ???? ????? ?? ??? ?
?? ??? ?? ??? ??? ???? ?? ??? ?????
?? ???? ??? ??? ?? ????? ?? ??? ?
?? ?? ?? ??? ??? ?? ??? ?? ??? ??????
?? ???? ????? ??? ?????? ?? ??? ?

Posted 12 May 2010

Topic: "Wait?

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
use muj se mohabat ha
wohi takrar lafzoon ki
wohi anjaan si dastak
wohi guman si kasak
wohi har baat pe ranjish
wohi har baat pe larna
wohi likna hamaray naam ko
bay rehm mojoon par
wohi apni kitabon main gulabi titliyan rakhna
wohi muskan dhemi si
wohi kuch bolti Aankhin
wohi chup chaap sa lehja
wohi b chain si hal chal
Posted 18 Apr 2010

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
nazar kisi ki nazar se nahi ulajhti thi
wo din bhi thay k yoonhi zindagi guzarti thi

sitaaray apne liay khuaahishon ki manzil thay
haseen raat humen chaandni pilaati thi

rahe thay apni hawaon main aik umar magar
bikkhar parre to har ik gaam apni hasti thi

yahi buhat tha k kuch log aakay kehte thay
wo mera zikar buhat mukhlisa…ana karti thi
Posted 15 Apr 2010

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
W@HHHH BOHAT KHOOB KAF MUDAT K BAAD AISI ACHI SHAIRY PARHNEY KO MILI...WH BOAT HE KHOOOOOOB
shaista said:

HATH AB APNAY DUAAON KO UTHAAYE HUAY HAIN

Saray bay bas jo zamanay k sataaye huay hain
Hath ab apnay duaaon ko uthaaye huay hain

Un hi pairron mein nayee konplein khawabeeeda hain
Zard patton ko jo shaakhon se giraaye huay hain

Main kissi roz achanak hi palat aaun ga
Janta hoon k mujhe laug bhulaaye huay hain

Aasmaano se koi in ki taraf dekhta hai
Kiya ajab laug tere shehr mein aaye huay hain

Raftgaan ko tau bhulana nahin mere bas mein
Woh mere dil meri aankhon mein samaaye huay hain

Jin k laut aanay ka imkaan nahin,un k liye
Ehl-E-Dil apnay dar-o-baam sajaaye huay hain

Aatish-E-Hijr mein jal kar bhi tujhe yaad kiya
Dekh tau aag mein kiya phool khilaaye huay hain

Dil dehal jata hai yeh soch ke mera
Mainay sab hi raaz yaaron ko bataaye huay hain....!!!


Posted 15 Apr 2010

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Jazbat-eMohabbat ko chupa kar nhi rakhna
tum dil mein kohi hasr utha kar nhi rakhna

insaan ke halat to tum dekh rahay ho
mati se kohi cheez bana kar nhi rakhna

mein apne liye aik kaie ki tahrah hoon
tum ko ko mere saath mila kar nhi rakhna

yeh log to khushbo se girfitar na hoon gaay
balon mein kohi PHOOL saja kar nhi rakhna

ab kohi sanata he nhi log fasana
chupal mein tum AAG laga kar nhi rakhna

yeh shir-e Mohabbat bada tareek hai AAMI
Aoo to caraghon ko bhuja kar nhi rakhna
Posted 16 Mar 2010

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Vishwas Banke Log Zindagi Mein Aate Hain
Khwaab Banke Aankhon Mein Samaa Jaate Hain
Pehle Yakeen Dilate Hain Ki Woh Hamare Hain
Phir Na Jaane Kyu Badal Jaate Hain.
Posted 13 Jan 2010

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan

VEEEEEEEEERY FINE SHEARING BY
IRON MAN & SHAIST ....Good...

Lijiaay ..it is from me

Wafa Ke Wade Woh Sare Bhula Gaya Chup Chap
Woh Mere Dil Ki Deewarein Hila Gaya Chup Chap
Ghum-E-Hayat Ke Tapte Hue Biyabaan Mein
Woh Tanha Chhod Ke Mujhko Chala Gaya Chup Chap
Main Jisko Chhuti Hoon Woh Zakhm Dete Hai
Woh Phool Aise Chaman Mein Khila Gaya
Posted 13 Jan 2010

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
THANKS TO ALL....
YOU LIKE IT
Posted 06 Jan 2010

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
WELCOME BACK...SHAISTA JI...

NICE SHERING
VEEEEERY FINE
-----------

Kyu Rulaate Ho Mujhe? Kyu Bhool Jaate Ho Mujhe?
Tere He Sahaare To Jee Rahe Hain Hum
To Phir Kyu Akela Chodh Jaate Ho ?
Har Baat Ko Chupana Aata Hain Tumko,
Roothon Ko Manana Ataa Hain Mujhe.
Roothe Ho Tum Na Jaane Kis Baat Par Mujh Se

To Phir Wo Baat Kyu Nahi Bataate Ho Tum Mujhe?
Jaan Jaati Hain Meri ,
Jab Yaad Aati Hain Tumhari.
Tum To Mujhe Bhula Dete Ho
To Phir Kiyoon Yaad Aate Ho Mujhe?
Hum Jeene Ke Bahaane Mertay Rahenge
Posted 29 Dec 2009

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan

Ek Muddat Main Chup Raha Hoon Zamaney Ke Liye
Ab To Aaja Tu Mujhe Yaar Manane Ke Liye
Jab Bhi Sunta Hoon Sir-E-Aarsh Tere Aaney Ka
Phool Chunta Hoon Raston Main Bichaney Ke Liye
Tu Keh Ke Dekh Ek Dafa Main Tod Laounga
Chaand Tarey Bhi Teri Maang Sajaney Ke Liye
Tujhe Se Bichra To Kisi Per Na Bharusa Aaya
Werna Her Shakhes Mila Dost Banaey Ke Liye
Jaan Jaow Gay Kisi Sham Meri Ulfat Ko
Per Na Paow Gay Mujhe Pyaar Jataney Ke Liye
Teri Dunya Se Bhut Dur Chala Aaya Hoon
Phir Bhi Ek Umar Chahta Hoon Bhulaney Ke Liye
Koun Khurram Kisi Ka Derd Baant Sekta Hai
Sab Hain Hum Derd Magar Rasem Nibhaney Ke Liye
Posted 24 Dec 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Ek Muddat Main Chup Raha Hoon Zamaney Ke Liye
Ab To Aaja Tu Mujhe Yaar Manane Ke Liye
Jab Bhi Sunta Hoon Sir-E-Aarsh Tere Aaney Ka
Phool Chunta Hoon Raston Main Bichaney Ke Liye
Tu Keh Ke Dekh Ek Dafa Main Tod Laounga
Chaand Tarey Bhi Teri Maang Sajaney Ke Liye
Tujhe Se Bichra To Kisi Per Na Bharusa Aaya
Werna Her Shakhes Mila Dost Banaey Ke Liye
Jaan Jaow Gay Kisi Sham Meri Ulfat Ko
Per Na Paow Gay Mujhe Pyaar Jataney Ke Liye
Teri Dunya Se Bhut Dur Chala Aaya Hoon
Phir Bhi Ek Umar Chahta Hoon Bhulaney Ke Liye
Koun Khurram Kisi Ka Derd Baant Sekta Hai
Sab Hain Hum Derd Magar Rasem Nibhaney Ke Liy
Posted 28 Oct 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Dost Ka Pyaar Dua Se Kam Nahi Hota
Wo Chahe Door Bhi Ho To Ghum Nahi Hota
Pyaar Mein Aksar Dosti Kam Ho Jati Hai
Dosti Mein Pyaar Kabhi Kam Nahi Hota
Posted 14 Sep 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Jab Yaad Aati Hain Tumhari.
Tum To Mujhe Bhula Dete Ho
To Phir Kyu Yaad Aate Ho Mujhe?
Hum Jeene Ke Bahaane Marte Rahenge
Posted 11 Sep 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Subah Ka Ujala Sda Sath Ho,
Har Din Har Pal Aapke Liye Khas Ho,
Dil Se Dua Nikalti Hain Aap Ke Liye,
Sari Khushiya Bas Aapke Hi Pas Ho.


Posted 07 Sep 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Welcome Back
BOHAT KHOOB...Nice shering W@H...
Posted 07 Sep 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Ujala jo kahin dekho...yahi kahna mohabbat hai
kisi ke khuwab main ubhro... yahi kahna mohabbat hai

khizaon main jo bas jao to thamo haath chahat ka
udaasi main kabhi utro...yahi kahna mohabbat hai

koi tum se jo pooche kiyon safar ye bandh rakha hai
jo darya paar jana ho...yahi kahna mohabbat hai

sitare jo kabhi utren kisi ka naam aate hi
dukhon main doobti ankhon...yahi kahna mohabbat hai

kinare doob jayen gar samundar sirf zinda ho
judai main base logo...yahi kahna mohabbat hai
Posted 28 Aug 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
chaaNd tanhaa hai aasmaaN tanhaa
dil milaa hai kahaaN kahaaN tanhaa

bujh gaii aas chhup gayaa taaraa
thar-tharaataa rahaa dhuaaN tanhaa

zindagii kyaa isii ko kahte haiN
jism tanhaa hai aur jaaN tanhaa

ham-safar ko¢ii gar mile bhi kahiiN
donoN chalte rahe tanhaa tanhaa

jaltii bujhtii si raushnii ke pare
simTaa simTaa sa ek makaaN tanhaa
Posted 18 Aug 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Bohat Khoob...
Haan iss jahaan main aisa he hota hai
shaista said:


Na jaane kyon is jahan main aisa hota hai
Khushi jisse milti hai wohi rota hai
Ummar bhar saathn nibha na sakke jo
Aksar pyar ussi se kyon hota hai

Bohat Khoob...
Haan iss jahaan main aisa he hota hai
Posted 17 Aug 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Khabon mein mery na tum aya karo
Meri jaan mujhy na staya karo
Aa kar jo deti ho khushiyan mujhy
To ja kar mujhy na r ulaya karo
Muntazir hon tum sy milny ko main
Intazar mein na mujh ko tarpaya karo
Jajti hai khushi chehry par tery
Dekh kar mujhko bhi muskraya karo
Na chhorna ALI ko kabhi bhi ay dost
Khush reh kar khushian lutaya karo
,,,,,,,,,,,,,
Posted 05 Aug 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
[email protected] KHOOB
Nice Shearing
Posted 04 Aug 2009

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
LAB PE AATI HAI DUA BAN K TAMANNA MERI
ZINDAGI SHAMMA KI SOORAT HO KHUDAYA MERI
Posted 27 Jul 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan

Zindagi Ne Sikhaya Hamein,
Kissi Par Umeed Na Rakana,
Par Rakana Aithbar Har Kisi Pe ..
Zindagi Ne Sikhaya Hamein,
Agar Tum Kudh Ko Chaho Gay,
Tho Har Koi Acha Lagey Ga..
Zindagi Ne Sikhaya Hamein,
Tum Ko Bura Nahin Lagey Ga,
Agar Dekho Ge Samne Wale Ki Nazar Se..
Zindagi Ne Sikhaya Hamein,
Na Rona Uss Par Jo Nahin Hai Tumara,
Jo Hai Tumara Ussi Se Kush Rahena..
Zindagi Ne Sikhaya Hamein,
Nafrat Se Mohabbat Karo Ge To,
Nafrat Ko Mohabbat Ho Jaye Gi,
Mohabbat Se Nafrat Karo Ge To,
Mohabbat Nafrat Mein Badal Jaye Gi..
Zindagi Ne Sikhaya Hamein,
Na Dhoon Do Kushi Ko, Na Dhoon Do Chain,
Kushi, Chain Dhoone Se Nahin Milti,
Yeh Hain Kudh Ke Andhar, Mehesoos Karke Dekho..
Zindagi Ne Sikhaya Hamein,
Bewafa Wafa Nahin Kar Sakthey,
Wafa Kare Jo Woh Bewafa Nahin Ho Sakthey..
Zindagi Ne Sikhaya Hamein,
Maut Ne Ki Wafa To,
Zindagi Ko Bewafa Kahe Diya..
Zindagi Ne Itna Sikhaya Hamein Ke,
Abb Nahi Hai Koi Gilaâ Zindagi Se.
Posted 27 Jul 2009

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Posted 19 Jul 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Dil Ne Kaha To Maan Liya
Dil Ki Awaz Ko Hum Ne Sun Liya
Sari Dunia Se ChupKe Tum Ko Apna Samaj Liya
Zindagi Bar Ke Liyé Tera Saath Mang Liya
Yeh Saath Hum Na Choré Ge Yeh Wada Humne Ker Liya
Posted 19 Jul 2009

Topic: Poetry

Lashakir

Age: 50
6315 days old here
Total Posts: 265
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
MERAY KHIYALL MAIN
Siyasi ya mazahiya shairy yahan suit nahi keray gi
iss forum ko Sanjeeda he rehney DIA JAAY TO ACHA HAY
Posted 17 Jul 2009