Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
"Mask Of Smiles" Some days are so hard for me. They cause me pain that you can't see. Often I'm suffering with it alone. Because these pains are my own.
My pains aren't always physical. They can be mental or emotional. So I hide them well. I put on my MASK OF SMILES 'Cause I don't know what else to do.
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Mohabbat Maqsad Hai Zindagi Ka Mohabbat Muqaddar Hai Her Kisi Ka Mohabbat Pakeezai Ka Naam Hai Mohabbat Her Khushi Ka Pegaam Hai Mohabbat Hai To Rehmat Hai Mohabbat Hai To Chahat Hai Mohabbat Pyar Ish-o-Lagan Hai Mohabbat Main Her Shakhs Magin Hai Mohabbat Main Zindagi Kho Jati Hai Mohabbat Haar Hai Mohabbat Jeet Hai Mohabbat Hi Dil Ka Sacha Meet Hai Mohabbat Phoolo Ko Hui Kantoo Se Mohabbat Palkoo Ko Hui Aankhoo Se Mohabbat Chand Ko Hui Chandni Se Mohabbat Rooh Ko Hui Ragni Se Mohabbat Subha Ki Pehli Kiran Hai Mohabbat Do Diloo Ka Millan Hai Mohabbat Hi Meri Manzil Hai Mohabbat Hi Mera Dil Hai...!!!
Mohabbat Hi Majbori Hai.. Mohabbat Hi Kamzori Hai...!!! Khushi Mili To Has Na Sake Ghum Mile To Roo Na Sake Zindagi Ka Kya Yehi Dastoor Hai..! Jise Chaha Use Pa Na Sake Jise Paya Use Chaha Na Sake
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Aj ki raat buahat bhaari hai Aj ki raat buahat udas hoon mein Aj bewaja pareshan sa hoon Koi anjan sa andhera hai Koi benaam si veerani hai Kucch ghutan si hai aj mehfil mein Jismein apne bhi gair lagte hain Aj mausam bhi kucch ajeeb sa hai Yoon lagta hai jaise sawan bhi mere angan mein aag barsaye... Kitna hassas hogaya hoon mein
Bahar bhi khizaan khizaan si lage Aey meri jaan mere dil ke makeen Tumne dekha bahar kucch bhi nahi
Rung-o-khuhboo nikhaar kuch bhi nahi Bass ik lamha tu nahi ayi Aur mein kya se kaya hua joa
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Zindagee kiya hai? Kabhi iss haqiqat koo jaan sako gay tum? Hai sehra ki turhan lumbi. Ragista'n ki jaisi bunjer Rait ki turhan sakhat naa haath mien anay wali Suraj ki tapish jaisi Gaar mil jaye kahien a'ass koi sahr'ab ki turhan thundi Barish ki pehli bond jaisi shafaf Suraj ki pehli kiran jaisi Chand ki chudhwien raat jaisi Lakin kiya hai yeh saab?? Apnay app ko khatum kernay kay liya kharida hoya yeh waqt Baas kuch dair kaa dhokaa Or phir lafani zindagee Kiya kuch paa liya or kiya kuch kho diya Kuch nahi jaan sakey Akhiree waqt bas a'ik khalish kaa ahsas raha Joo waqt guzer gaya hai Kiya woo abb Meri zindagee mien Joo yaad bun ker reh chuka hai Kiya?? Meri grif't mien aa sakta hai Dobara… Zindagee kaa na tamam safer Joo shayad Hi kabhi khatam hoo Meri zindagee ki woo ronaqien Shayad hi kabhi wapis aien Baas kuch din kaa or dhoka hai Meri zindagee kaa khail bhi Phir khatam ho jaye gaa Abb kiya mila Iss zindagee kay hathoon humien Kuch nahi kuch nahi
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Hamari eid hum har tarha manaengay Hamra shaikh kay fatway per atbar nahi hamaray dupty comishnar nay chand dekha hay hamen khabar hay kay woh gair zimay dar nahi ------------------------------------------------------------ -------- Yea rabay dily jeady ko zinadha tamna day Tu khwab kay pyasay ko tabeer ka darya day Iss bar makan badllon tu asi parosan hoo jo kalab ko garam day or rooh ko tarpa day ------------------------------------------------------------ -------- way say tu zindagi may kuch bhi us nay na payea jab dafan howa tu shair kay bhaag jagay woh sadgi may in ko doo sameen samjha bas athween ghazal per munka nakir bhagay ------------------------------------------------------------ -------- Iss ko apnay hussun ka fitrana kah Fees baboo ko ager deni paray is ko rishwat mat samajh nazrana kah hussn ki gur dekhni hoo barhami aek din nasreen ko rukhsana kah har jawan orat ko baji mat bana jo moamar kah appa na kah sirf itna kar kay mujhko mat suna 20gazlen rozana shooq say kah ---------- ------------------------------------------------------------ --------
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
ye jiit-haar to is daur kaa muqaddar hai ye daur jo ke puraanaa nahiiN nayaa bhii nahiiN ye daur jo ke sazaa bhi nahiiN jazaa bhii nahiiN ye daur jiskaa ba-zaahir ko'ii Khudaa bhii nahiiN
tumharii jiit ah'm hai na merii haar ah'm ke ibtidaa bhii nahiiN hai ye intihaa bhii nahiiN shuruu ma'arka-e-jaaN abhii hu'aa bhii nahiiN shuruu ho to ye hangaam-e-fasilaa bhii nahiiN
payaam zer-e-lab ab tak hai Suur-e-Israafiil sunaa kisii ne kisii ne abhii sunaa bhii nahiiN kiyaa kisii ne kise ne yaqiiN kiyaa bhii nahiiN uThaa zamiiN se ko'ii, ko'ii uThaa bhii nahiiN
qadam-qadam par diye haiN vo rahzanoN ne fareb ke ab nigaah meN tauqiir-e-rahnumaa bhii nahiiN use samajhte haiN manzil jo raastaa bhii nahiiN vahaaN lagaate haiN Deraa jahaaN vafaa bhii nahiiN
ye kaarvaaN hai to anjaam-e-kaarvaaN maaluum ke ajnabii bhii nahiiN ko'ii aashnaa bhii nahiiN kisii se Khush bhii nahiiN hai ko'ii Khafaa bhii nahiiN kisii kaa haal ko'ii muR ke puuchtaa bhii nahiiN
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Complications
Where densness combines faith heals when admiration conquers it really lives admister poisen it leaves a nasty taste learning tranforms eternal growth with ease Laughter lessons thoughts of discontentment..
Liquid willingness spills over edges of grief nothing speaks no nonsense just common sense fresh rivers flow upward where complications live answers appear while questions lie dormant never say never it never began till thoughts happened so capture your mind collect thoughts leave complications in the vault not important in the century of growth..
Soar forward not upward, those dreams tend to pull dreams are lovely but weaken the soul that should live make things come true don't pull them in till cir
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Hamari eid hum har tarha manaengay Hamra shaikh kay fatway per atbar nahi hamaray dupty comishnar nay chand dekha hay hamen khabar hay kay woh gair zimay dar nahi ------------------------------------------------------------ -------- Yea rabay dily jeady ko zinadha tamna day Tu khwab kay pyasay ko tabeer ka darya day Iss bar makan badllon tu asi parosan hoo jo kalab ko garam day or rooh ko tarpa day ------------------------------------------------------------ -------- way say tu zindagi may kuch bhi us nay na payea jab dafan howa tu shair kay bhaag jagay woh sadgi may in ko doo sameen samjha bas athween ghazal per munka nakir bhagay ------------------------------------------------------------ -------- Iss ko apnay hussun ka fitrana kah Fees baboo ko ager deni paray is ko rishwat mat samajh nazrana kah hussn ki gur dekhni hoo barhami aek din nasreen ko rukhsana kah har jawan orat ko baji mat bana jo moamar kah appa na kah sirf itna kar kay mujhko mat suna 20gazlen rozana shooq say kah
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Kisi ki aankh se sapne chura kar kuch nahi milta Mandiron se chiragon ko bujha kar kuch nahi milta Koi aik adh sapna ho to phir accha b lagta hai Hazaron khwab ankhon mei saja kar kuch nahi milta Yeh accha hai ke aapas ke bharam na tootne payein Kabhi kabhi doston ko azma kar kuch nahi milta Amal ki sookhti rag mei zara sa khoon shamil kar Mere humdam faqt batein bana kar kuch nahi milta Mujhe aksar sitaron se yeh awaz aati hai Kisike hijar mei neendein ganwa kar kuch nahi milta Jiggr ho jayega chalni yeh ankhein khoon royengi Ae dil Be'faiz logon se nibah kar kuch nahi milta
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
A voice Is heard every waking moment Heard No matter the location The voice Is heard in every sound Natural or human-made Even that Of silence The voice Comes through clearly The message Easy to understand The voice Is always there Never fading A constant reminder God?s voice Continually letting us know He Is always there For anyone Who calls on Him
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
I hope there will be a time for us while we still walk upon the earth, if not maybe in a far off land that shall bring us happiness..
There is love within my heart it is deep enough to last till all eternity, if we shall never have that chance to steal a kiss, a hug, some sweet loving, maybe in another time or place..
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
rait pe likh k mera naam mitaya na karo aankhain sach bolti hain piyar chhupaya na karo log afsana bana leta hain!!!!!!!!! sabr e roodad e gham e ishq sunaya na karo yah zaroori nahin her shakhs maseeha hi ho piyar k zakhm amanat hain dikhaya na karo shehr e ehsaas main pathrao bohut hai mohsin! dil ko sheeshay k jharokon main sajaya na karo.
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
"Phir na dena sada humko phir na loat k aaiengey hum phir na kehna bewfa humko ye aur baat hey k ek baar nahi so baar so bar nahi bar bar tera naam lene se milti hey shafa humko phir na dena sada humko phir na loat k aaiengey hum yeh waqt bhi bara zalim hey na iss ke paas dil hey na aankh na aansoo na ehsaas iss toofan main bikhar jaiengey hum phir na sametna humko phir na dena sada humko.....
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
All Gone Nowhere Is there to turn Friends Illusion The best It has ever been Loss Started at birth Love By parents withheld Loss Became the norm Life Fun Pain Never close to balanced Pain Takes up nearly all the plate All Gone Nowhere Is there to turn Except To one who is no illusion God
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
(1)AAPNE DIL KA RAAZ KISI SE MAT KHANA AY "IMNAN" WERNA KHAMOSH MUHABBAT B RASWA HOO JAYE GI (2)KHUDA KERE TUHJE CHAHTOON KI KAMI NA RAHE TUJHE JO HASIL NA HOO AISI KOI KHUSHI NA RAHE (3)YUH TU MERA KALM BUHAT KAM LIKHTA HAI JAB LIKHTA HAI TU PERNAM DEDI NAM LIKHTA HAI SINKUTROO BAR MERI SOCH KERTI HAI WOZOO PER JA KER TERA NAAM LIKHTA HAI (4)LOVE IS LIKE WAR... EASY TO START........ DIFFICULT TO END... IMPOSIBLE TO FERGET........ (ONLY PYAR)
Age: 125
6904 days old here
Total Posts: 18948
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Golden New Year...
A golden new year has arrived, and anything is possible. It can be a time of success, a time of achievement, a time of happiness a time when dreams come true. What the year becomes is up to you. All you have to do, is steer your ship toward your goal, and hold true to what's in your heart even come the stormy weather. And should worry and self-doubt rattle your sails and darken the day simply let a gentle wind carry your troubles away. Above all, no matter where the year leads you, no matter what you do, never stop believing you can succeed, never stop believing in you. ---------------------------