QUEEN VICTORIA said:haan haan me ko lagta hai aksar jab wo patients dobar aaatay hain jin ko me nay practice starting time main treatment diya tha
![]()
new_beau said:
friend_16 said:bht mushkil hai.. is umer mein kahaan wo badalnay walay hein .. apni umer mein tu khoob ghommay phiray ...
hum nay bhe bol dia hai apnay amma abba ko k hamaray liay koi aisa he dhondhna jisay ghommnay phirnay ka shouq ho..![]()
![]()
Oye aewy ki keh ditta ee Reshma![]()
friend_16 said:itni mushkil places hein i dont even know how to pronounce..
![]()
Yeh aap ko sikhaanay kay liyey hi topic banaya hay![]()
![]()
Ghoomna phirna hay tou naam yaad kero...destination selection say pehlay destination information zaroori hay![]()
shahrukh khan said:
friend_16 said:haaan ji haaan..
eidi tu nikalani he paray ge..![]()
suna hai aap de rahi ho sabko![]()
cutefriend said:ap bhi a jaoo janab koi masla nai
pics yup inshallah