Age: 124
7652 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aik min srk .. agar ye baat hai na kay thousands of muslims maantay hein is raat ko .. to maian .. main nay nahi rooka .. par thousands of people doesn't believe in one God .. ye bhee tu hai na... ??? .. i m not here to fight or something .. aur aik aur baat .. pehlay jo kafir hua kertay thay us say jaab prophets aur naik loog kaha kertay thay kay wo Allah aik hai aur us ki tauheed bayaan kertay thay .. tu they used to say kay hamaray baap dada sadiyoon say ye ker rahay hein .. hum tu yahee karein gay app nay jo kerna hai karein .. ye example is liay nahi de kay khuda na khasta ap loog sahee muslims nahi hein .. mayb app loog theek hoon .. main ghalat hoon .. par as far as i know .. ye theek nahi hai ..(ye example is liay bhee dee hai coz bohat say scholars aisay kertay thay aur kertay hein aur logoon say kahoo to wo aisa kehtay heinn)
Fast of the 15th Sha'ban On the day immediately following the Night of Bara'ah, i.e. the 15th of Sha'ban, it is mustahabb (advisable) to keep fast. Prophet Muhammad, Sall-Allahu alayhi wa sallam, is reported to have recommended this fast emphatically. Although the scholars of hadith have some doubts in the authenticity of this report, yet it is mentioned earlier that the fasts of the first half of Sha'ban have special merits and Prophet Muhammad, Sall-Allahu alayhi wa sallam, used to fast most of the days in Sha'ban. Moreover, a large number of the elders (salaf) of the Ummah have been observing the fast of the 15th of Sha'ban. This constant practice indicates that they have accepted the relevant hadith as authentic
agar koi cheez authentic na hoo tu us ko follow nahi kerna chahyee.. aur ye baat kay Hazoor sallah o waslam .. rozay rakhtay thay .. tu i do believe in that aur ye bhee kaha hai kay hum har month (islamic month) ki 13 14 n 15 ko roza rakain.. is ka sawab pooray aik saal kay roozoon kay jitna hai....
Age: 124
7652 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ahem .. baree baat hai ji miss rani ki .. .. itnay students khwaishmand hein app say parhnay kay .. tu dair kis baat ki hai jalde aiy aur shoro karein..
Age: 124
7652 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aise baat nahi hai srk .. main nay app logoon ko ghalat nahi kaha .. par app loog jo keh rahay hein .. i want to read it myself thats it.. kaheen aisay recognized scholar ki book say ya koi aalim .. thats all i want .. main nay ye nahi kaha kay app loog na manay.. maanain but do think about this .. jo main nay bhee kaha hai..
Age: 124
7652 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hmm students aisee batein hee kertay hein jaab unhein kuch samaj nahi atee ... ainda say app first seat par taecher kay saamnay bhaithay gay .. app par special tawaja dee jai gee.... (miss rani app bhee suun lain inhein agay bhaithana hai)
Age: 124
7652 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yahee tu na .. saray yahee kehtay hein kaheen bhee mill jaiy gee .. par kahaan?? koi specific book?? .. koi specific quotes?? .. aur shaista pakistan main tu ab ye halaat hein kay kaiy jaga muslamoon ko sahee say kalma bhee nahi parhna aata ...
Age: 124
7652 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aray aray main hooon na ... teacher ..aur hein na itnee taecehrs.. abhee app new student hoo.. app ko abhee ziada pata nahi hai ... regular skool atay rahein gay app tu saab pata chal jaiy ga...
Age: 124
7652 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
but shaishta our basics r in Quran ... phir hadits hein .. bohat se chezain hein jin ka zikr Quran main bohat kam hai laiken hadit main wo fully explained dein ... jaisay namaz ka sirf hukm hai aur namaz ka tareeqa hamain hadit say millta hai .. tu i just wanted to say that kay agar is ki thori bhee importance hote tu is ka quran main zikr tu hona chahyee tha na???
Age: 124
7652 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
D!g!T@L G@L said:
assaalm-o-alikum..f-16....just raed all the postss n getting surprised... here i have some hadeetss ..i m coping them from a book...of ."ebn-e-maja".. Hazart "abu hurera" se rawat hai k hazoor (s,a) ne farmaya k nisf shabn ki shab HAZART JIBRAEEL(AS) mere pass tashreef laee or farmaya ayew ALLAH K MEHBOOB apna sir mubarik uttha k dekhiyee .Hazart MUHAMMAD (S,W)NE afrmaya yeh ratt hai..tow is par jibreel(AS) ne wazat karty hoye kaha yeh aisi raat hai k is mai ALLAH TAALH rehmat k 300 darwazay kholltay hain..or har sahib eman shakss ko bakhss dia jatta hai..or bohshat k yeh darwazyy subah honay tak khuly rehttya hain..HADIS PAKK mai hai hazart Muahmmad (s,w,a) ne farmaya shaban ki 15 ko ALLAH TALH pehaly aasman pay jalwa afrooz hotta hai..jissay asaman-e-dunai kaha jata hai..wahan se ahel dunai par kasosi rehmat ka nazool hotta hau...
and THERE ARE A LARGE NUMBER OF HADITHSS HERE..WHICH I THINK I CAN'T WRITE HERE.... R ureally thinking ....k is ratt ki fazeelat ko manan bidatt mai hai....u know tumahari battt sach hai k ham nay bohatt si chhezoon ko islam mai khudi add kar dai hai....par kai kabhi yeh socha hai k ham islam se kitnay door ho chuukay hain...?????
walikum salam DG ... thnx for the info .. just do me a lill favour .. kis ki book hai ye?? writer? .. i wanted to read it myself .. aur ye hadit kis ki hai ..? is it from Imam Bukhari??
1 thing .. main nay bhee kafee parha hai.. sunaa hai is raat ki fazeelat kay baray main .. but aik baat mujhay samaj nahi atee .. agar ye raat itnee imp hai .. is main hamaray itnay gunaah mauf hoo jatay hein .. or jo kuch bhee hai ... to is ko Quran main bhee tu hona chahyee tha .. Quran main chotay chotay ihkamaat hein .. namaz .. haj .. roza.. zakat .. to phir ye kyun nahi hai??? ye kia imp nahi the???
Age: 124
7652 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
har raat ko namaz parhna .. nafal parhnay ka sawab hai .. esp tahajd kat time par .. tu do pray.. i m not stoppping u .. laiken itna saab sooch ker kay is ki bohaat fazeelat hai n something like that to wo to haar raat ko hote hai .. har raat ko Allah .. arsh par aa ker deekhta hai kay kaun us say maang raha hai .. aur gunnah ki bakshis ko kisi bhee raat ko hoo saktee hai .. dua agar yakeen say mangee gaiy hoo ..
Age: 124
7652 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
one more student .. welcome welcome .. .. in students ki baton main nay aana ap Jawad .. khud ganday hein is liay meray skool ko bhe ganda kehtay hein ..