Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~Mysteriousgal~ said:
haan na fragi dont know NAKHRA WAKHRA.... he is really busy guys.. but still he manages to cum on jb na....
but hey F16 madam aap kyon itna thora ati hain haan?
n subha n barish yaar where r u guys....?
i like the way u call me madam .. .. secondly myst aatee hoon tu hooon.. balkay main ateen hoon aur app mujhay nazar nahi ateen.. hardly koi aik aad topic hota hai jis main app ki entry hote hai...
Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Old members includes???
WOL.. FRAGI .. MYSTGAL .. kam kam he ateen hein .. Queeny bhee bohat kaam ateen hein.. Subah aur Barish bhee nahi aa raheen.. sharry n london ki hoor..
Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Never had my own experience going out in chand raat.. par sunna bohat kuch hai .. Ye raat asal raat hote hai jaab banda apnay Allah say dua karay kay jo us nay saray month roozay rakhay wo qabool hoo jain .. apni gunnahoon ki maufi maangay .. jo ramzan main ghalat kaam hoo gaiy un ki maufi..ainda ki life main theek kaam kernay ki dua... par aisa hota nahi hai .. jaisay he chand nazar aya tu baas bazaroooon kay chakker start hoo jatay hein .. aisay rooza rakhnay ka kia faida jis main app nay kuch seekha he nahi ..???
Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aitaqaf ki niyaat agar masjid main janay say pehlay bhee ker lee jaiy .. tu jaab taak app masjid main rahein gay app ka aitaqaf hoo ga.. laiken phir atiqaf main dunya ki batein nahi kerni chahyee.. deen ki batein kerna jaiz hai ..
aur galz kay liay saab say chota aitaqaf hai kay wo friday kay din asar ki namaz say pehlay atiqaf ki niyaat ker lein aur aftari kay ker aa jain .. ye chota sa aitaqaf hai ...
Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
roozay main aisee batein kerna jin say doosroon ko ghussa aiy takleef hoo ye bhee Makrooh hai .. Roza hamain Self control sikhata hai .. aik dosray ki izzat kerni chahyee aur in buree cheezoon say bachna chahyee..
Age: 124
7648 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ghussay say Rooza makooh ho jata hai.. ghussa main agar appp comments do agay say aur baat larayee taak poochcha jaiy tu ... otherwise app ko ghussa aiy aur app ka self control itna acha hai kay app agay say koi comment nahi daitay tu its alright!