ummm ..
.. excellent topic sall ..
well insaaan ki fitrat hai kay agar us ko kisi achee cheez ka lalch dia jaiy to wo khushi khushi kaam ker laita hai .. Allah nay hum ko banaya hai us ko hamara pata hai .. is liay us nay hum ko jannat ki lalch di hai ta kay hum us nay lalch main naik kaam karain .. or daraya bhee hai dozagh say par afsoos aj hum par kay saab kuch jaantay huay bhee anjaan behtay hein ..
u know wht Allah luvs us 70 times more than a mother do .. so jis tarhaan aik maan apnay bachay ko kehtee hai na kay ye kaam karoo gay tu main tumhay ye inaam doon gee .. or isee tarhaan kehtee hai kay agar ye kia tu tum ko mujh say maar paray gee or any other punishment ... similarly Allah luves us .. wo hum ko achay kaam kernay ka lalch daita hai aur burayee par darata hai ...
secondly jannat kay baray main excalty kay kia hoo ga us main .. ye saab Allah jaanta hai .. par kuch batein Us nay hamain batein hein Quran main ...
naik logoon kay liay .. naik joorein hoo gay ..
secondly wahaan par hum jo chahin gay hamain millay ga .. dhoodh ki nehrein hoo gee .. etc etc .. bohaat see examples hein Quran mein .. n the biggest of all .. hum wahaan hamaisha rahein gay .. mout kabhee nahi aiy ge..