friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kaun hai?
Posted 28 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ye poocha hai ya bataya hai??
Posted 28 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
pehlay kuch pata tu lagay ye hein kaun??

sirf imaginary loog hein ya waqayee koi aa raha hai??
Posted 28 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
zindagi

LOVE or WAR..
Posted 28 May 2005

Topic: food-takshiri

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
main theeek .. app sunaoo??

u ...

u say nahi aa raha koi food ..
Posted 28 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kaun ghalat nahi keh saktee?
Posted 28 May 2005

Topic: Good PPL

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shahrukh khan said:


yaar jo insaan namazi ho...sab ki respect ho,,,kya usko sirf aik insaan acha kahega



sirf namazi , ya sab ki respect kernay walay ko naik banda nahi keh saktay ...

kia pata wo deekhaway ki namaz parhta hoo .. dilooon ka haal sirf Allah jaanta hai ..

aur rahee ye baat kay naik loog jaldi mar jatay hein tu ye zaroori nahi hai .. (waisay hamaray haan commonly ye bohat bola jata hai.. ye concept ghalat hai)

bohaat say insaan hamain naik lagtay hein laiken hotay nahi hein aur kuch loog jin ko hum acha nahi jaantay Allah ki nazar main wo bohat achay hotay hein .. kisi ko judge nahi kerna chahyee ...
Posted 28 May 2005

Topic: Name Game

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
I --> Imran
M --> Muhammad
A --> Ahmed
N --> Noreen

N say .. ?
Posted 28 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
abhee taak butt aur bhaatii nahi aiy? kaun hein queeny?? new members tu nahi aa rahay kia??
Posted 28 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
umm .. pehlay aik command poori tu honay dia karein phir next post kia karein..
Posted 28 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
.. laughing on the posts ...

for the topic .. its really very nice...

aur haan myst nay theek kaha ye tipcs sirf mr n mrs kay liay nahi hein .. family aur frnds main bhee chal sakteen hein...
Posted 28 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Zainab
Posted 28 May 2005

Topic: food-takshiri

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
haaaan ji balicccccccccccccccccch...

Naan..
Posted 28 May 2005

Topic: DO BATAIN

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
agar pitayee huee tu ...

phir say roye ge
ya bhag jaiy gee ..

bhag gaiy tu bach jaiy gee

phir say royee tu..
Posted 28 May 2005

Topic: food-takshiri

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tomato.. ...

O
Posted 28 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Laila

A..
Posted 15 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
STOP .. khudhi say kyun khailay ja rahain hein .. mujhay bhee khailna hai..
Posted 15 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
itnee speed lagayee huee hai mujhay bhee khailna hai..
Posted 15 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Qureshi

I
Posted 15 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Qureshi

I
Posted 15 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aik aur ghalti Al- Hakam kay baad Al-Adal bhee ata hai ..
Posted 15 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aik ghalti nikali mainey .. [shoro main 19th name) Al- Fatah kay baad Al-Aleem ata hai phir Al-Qabiz aur phir Al-Basit .....

aur in naamoon ko yaad kerni ki fazeelaat .. Hazrat Abu Hurairah say rawayat hai kay Hazoor (SAW) nay farmaya: "jo shaks in ko yaad karay ga wo Jannat main dakhil ho ga"
Posted 15 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yea ye Hazrat Musa(AS) ka kissa hai ..

aur dosri baat bhee theek kahee kay pehli nazar unintentionally jo par jaiy..
Posted 15 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


thori see un kay baray main fazilaat bhee likh dainee thee ..
Posted 15 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
dont be sad badal coz aik momin hamisha pur umeed hota hai ... na umeedi waisay bhe gunnah hai ..

hamain he dunya ko badalna hai .. meri poori koosish hoti hai kay jo koi yahan koi masla bhaijhay ya jitnee bhee meri info ho main post ker doon .. logoon main la-ilmi bohat ziada hai .. kuch loog aisay bhee hein jin ko pata chalta hai tu wo foraan maan jatay hein aur kuch logoon ko convince kernay main time lagta hai .. is liay give up nahi kerna chahyee ..

aik larki aik village main gaiy aur wahaan kay logoon ko deen kay baray main bataya tu un logoon ney aansoon say roona shoro ker dia kay agar app hamaray paas na atee tu hum tu la-ilmi main he maar jatay ..

aisa cases bhee hein ..
Posted 15 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
um meray khayal say jaab aik larki without hijaab ja rahe hoti hoti hai tu us par ziada nazrein pertee hein us say jo kay fully covered hoti hai.. tu exceptions ziada kaisay huay?

aur aik choti see kosish ki hai HAYA ka topic banaya hai .. app check lein..
Posted 15 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nice ..

waisay aik baat jaab aik aurat hijab laitee hai na tu loog khudi us ki taraf izaat ki nigah say deekhtay hein ( except for exceptionals) .. aur rahee HAYA ki baat tu inshAllah i'll try to post something on it..
Posted 14 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Sall ko aa lainay dein maybe un kay mind main aur koi confusion ho ..

yahi farq hai hum main aur pehlay kay loogoon main ( Sahabiyaat main) .. jaab koi huqm aata tha wo maan laitay thay .. jaisay kay Quran main hai :

hum nay suna aur itiaaat ki

aur aj hamain na maannay kay liay hazaroon bahanay hotay hein ... kabhee family .. kabhe loog .. kabhee bachay . kabhee rishtay kay maslay ... as Allah said in Quran:

hum nay maal aur ulaad ko tumharay liay dunya main fitna bana dia hai.

dunya main kisi kaam ka faisla ker lein tu foran stand lay laitay hein .. bhook hartal hoti hai aur kia kia nahi hota baat manwanay kay liay aur jaab deen ka maamla ata hai tu hum inhein logoon kay saamnay kamzoor ho jatay hein... aisa kyun hota hai?friend_1638486.9229166667
Posted 14 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
really nice badal ..

my personel experience that when i read all this for the first time (almost a month ago), i was totally convinced (Alhumduillah), this is something that seems to be really difficult but once u start doing it, its no longer a "HAWWA" .. jo kay hamain lagta hai ..

secondly people starts respecting u .. yea mazak bhee urta hai aur ye comment bhee milta hai kay ye umar nahi hai hijab kernay ki .. par these things really doesnt matters now (Al-humduillah)

Hijab kay ander aik freedom bhee hai .. app hansoo naraz hoo .. kisi ko pata he nahi chalta .. coz at times u really cant laugh infront of everyone .. its seems to be really helpful esp at that time when u really cant control ur sentiments..
Posted 14 May 2005

friend_16

Age: 124
7651 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
really nice ...

waisay mainey aisay loog practical life main bhee dekhein hein .. kuch tu bohat choti choti batoon per give up ker daitay hein aur kuch itnay firm hotay hein decisions main kay dosroon ko bhee change ker daitay hein (towards positive) ..
Posted 14 May 2005