Age: 125
7692 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
waisay Aurtoon kay liay gathering theek hai agar deeni maqsad kay liay hai.. par phir bhee i say kaheen ye point nahi nikalta kay aurat masjid ki imamat karay..
Age: 125
7692 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
.. ye tu mainey soocha he nahi.. waqayee itnay say dil main kaisay aa gia .. hmmmm .. ab samaj aiy wo itnaay dhair saray pakistani hein na.. saaab kay dil mila liay jain tu pakistan sayid aa he jai..
Age: 125
7692 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
shahrukh khan said:
sunnat main bhee kuch cheezein farz hoti hai.. ---> like?
jaisay Quran main sirf Namaz ka hukm hai .. Aur tareeqa us ka sunnat say milta hai.. tu kind of ye farz he hua na .. matlab namaz kaisay parhein gay agar tareeqa he nahi pata ho ga..
Age: 125
7692 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
nahi nahi khola main he tha .. kaaaafi arsa pehlay .. band hoo gia tha .. ab doobara aik shararti student nay re-open ker dia hai.. aur ye re-open kaab hua mujhay ye pata nahi tha..
Age: 125
7692 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Sunnat ki proper defination ye hai kay jo kuch Hazrat Muhammad (SAW) nay farmaya, amal kia, jis ki ijazat de, aur wo kaam jo un kay samnay hua magar unhoon nay roka nahi..
Sunnat main bhee kuch cheezein farz hein aur kuch mustahib (pasandeeda) hein..
laiken begair sunnat kay hum Quran ki boht see cheezoon ki samaj nahi saktay ..
Quran aur Sunnat saath saath hein .. Quran ko sunnat kay begair samjha nahi ja sakta aur Sunnat ki boht see cheezein Quran main say he hein ..
Age: 125
7692 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Valentine day feb kay start say he yaad hota hai .. aur 23rd march ko agar koi yaad kerwa day ya chuti mill jaiy .. ya tv on ker loo tu yaad ata hai kay aj koi pakistan ka din hai ..
wo kia hai na hum nay pakistan banaya nahi hamain is ka zara bhee khayal nahi.. .. aj banana per jaiy tu akal aa jaiy..
Age: 125
7692 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
amal mushkil un logon kay liay ziada hai ko abroad rehtay hein ..
waisay yahaan par bhee bhee hum new yr kam nahi celebrate kertay ..
logoon ko batanay ki , samjhnay ki zaroorat hai.. coz loog Quran Hadit say itnay duur hoo gaiy hein kay unhein pata bhee nahi chalta kia sahee hai kia ghalat..