Age: 39
8095 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
zaher hai jab innocent people ko marain gai to jahanum main hi jaeen gai aur kahan jaana hai per yeh bhi to pata chale in hamloon ki asal waja kiya hai akhir yeh kjun aisa kerte hain inko aisi taleem kaun daita hai, islam to her giz yeh nahin sikhata yeh jihaad nahin hai. Kjun yeh loog islam ko badnaam ker rahai hain. Yah yeh kisi ki sazish hai ander ki baat to ander hi hoti hai.
Age: 39
8095 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
yehi to main keh rahin hon ke beguna logoon ko marna theek nahin hai aur dhukh ki baat yeh hai ke is main muslims ko involve kiya ja raha hai, main kab keh rahin hon ke khamosh beth jana chahiye, hum yahan per jitna ho sakta hai appne mazhab ko defend kerte hain aur kerte rahai gain inshallah.
Bas mughey to itna pata hai ke humain ajj kal duaoon ki boohat zaroorat hai. Sab ko mil ker behtari ki dua kerni chahiye.
Age: 39
8095 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
miss dhoti posh said:
kiran said:
hmm app to sab se zayada khush hon gi
haan...laikin ill b more hapy jab meri kiran sis mera saath day gee.....aor dhoti bandhay gee
mughey darr lagta hai bhi kahin khul hi na jaye, main to jab logoon ko bandhe hue dhekhtin hon to daarti hon, kjun ke jab main chothi thi humare kaam kerne wali masi ki eik bar khul gai thi
Age: 39
8095 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
I do not agree that Jesus will come back, he has died, because the beloved prophet of Allah Hazrat Mohammed has died with natural died, than how can Jesus just go away and come back after centuries.
Age: 39
8095 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
hum khamoshi ke ilawa ker kiya sakte hain sall, woh humare saath bethna bhi pasand nahin kerte pakistan main rehne waloon ko is situation ka sahi tarah pata nahin hai, leekin idher jo kuch ho raha hai boohat bura ho raha hai.
Aur humain unke saath bethne ka shok bhi nahin aur na hi unki zaroorat hai kjun ke humare saath allah hai, isse age kisi ki kiya zaroorat hogi, per samagh main nahin ata woh aise kerte kjun hain.
Bas Yeh eik sawal uthta hai dil main ke humara itna pyara mazhab badnaam kjun ho raha hai Aisa Mazhab jisne hamesha saulah safai se rehne ki taleem di hai.