mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

mmja said:

ager yeh sahi hai to boht ghalt huwa jitna bhi dukh ho kum hai or jin logoon ki wajah say huwa musharif+ghazi inko iska jawab dayna hoga.



ye sab sahih hai aur kal tv n aj newspaper mein tasveerian b hain shaheed Quran E Pak ki Ghazi shahib ka qasoor chalo man lya lekin ab tu wo Allah k pass haina tu in Quran E Pak k Auraq Uthana Army ki responsibility nhi

aik bat bayio masjid mein or madarson mein aslay ka kyia kam?molvi hazrat ka yeh kam nahin hai unka kam tabigh dayna hai ya aik tarikay say apni bat philana hai na kay is tarahn kyionkay ager achi nayiat say bhi koi ghalt kam keyia jaye to woh sahi nahin ho jata ghazi sahib ko nahin pata tha kay yeh kuch hi hona hai unho nay masom bachon ko bahir kyion nahin bheja woh chotay thay unki hafazir ghazi sahib kay farz tha.
Posted 29 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
agree
manta hon kay usa kay kehnay pay huwa or ghalt kam keyia geyia chelo mein ghazi ko shaheed bhi man layta hon theek hai lal masjid walon kay sath boht zulim huwa lakin aik sawal pochna chata hon ab jo suicide attack ho rahjay hein in mein kon loog mar rahay hein or unka lal masjid walay case mein kyia kasore tha?ager aik insaan ghalt kam karta hai to badlay mein ager hum bhi ghalt kam karayngay to hum mein or us mein kyia fariq?sorry 2 poch geyia
Posted 29 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cong
Posted 29 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Q1=tea
Q2=tv
Q3=bike
Q4=baby girl
Q5=cricket
next
Q1=hobby
Q2=movies/music
Q3=hollywood/bollywood
Q4=fav dish
Q5=fav perfume
Posted 28 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
a girl with beautiful rose
Posted 28 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
no entry
Posted 28 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rock the world
Posted 28 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
last walon kay day dayn
Posted 28 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
har pal yahan je bhar jeyio
Posted 28 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Q1=black
Q2=night
Q3=wife
Q4=sis
Q5=kumar sano
Posted 28 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mein to hon pagal
yeh kahon har pal
Posted 28 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
alag
Posted 28 Jul 2007

Topic: 2007 GAME

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl said:

PTS






SNOWCHEETY 70
MMJA 50
SHAHRUKH KHAN 45
CUTEFRIEND 40
MUJRIM 35
SWEETIE 25
CUTE GIRL 25
good going mmja n cutr gal

thanks
Posted 28 Jul 2007

Topic: 2007 GAME

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Q3=sara chudary
Q4=scooby doo
Q5=tushar(shotout at lokhandwala)
Posted 28 Jul 2007

Topic: LAL MASJID

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

mmja said:

rapunzel said:

ab batayo wo sab tu chalo apni apni qabar mein chale gye ab Allah jane aur unk amal
Lekin ab jo khwateen,bache lapata hain unko kis k khate mein dalogay govt k ya Ghazi sahib k ya army k jo us waqt us jagah pe the jinhon ne operation khatam kya


army ka koi kasore nahin lakin musharif or ghazi dono ka kasore hai dono nay ghalt keyia jiski sazah masom bachon or khuwateen ko mili.

rapu sis mein to khud yehi keh raha hon musharif+ghazi dono nay ghalti ki jiski wajah say masom bachon or khuwateen ko apni jaan dayni pari 2 logoon ki hat dharmi ki saza oron ki mili ALLAH unko janat mein jagha ata farmaye(ameen)

GAHzi sahib ka kasoor chalo mein ne man lya unhon ne ghalti ki k un bacho ya aurtoon ko bahir nhi nikalne dya but just tell me one thing jo andar bacho aur khawateen ki itni tadad thi unk sath kya hua ab jab Ghazi Shaheed hogye ya jan bahak tu phr jab un bachon aur aurtoon ko nikala tu phr wo unknown kion hain?
Aj b Aik Khatoon Ki LASH jo k pieces mein thi jamia hafsa k malbay se nikli hai uska ye haal kis ne kya??
Posted 28 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ager yeh sahi hai to boht ghalt huwa jitna bhi dukh ho kum hai or jin logoon ki wajah say huwa musharif+ghazi inko iska jawab dayna hoga.
Posted 28 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

mmja said:

rapunzel said:

mmja said:

lala masjid walay jo kar rahay thay woh parents ko pata tha yeh sab kitnay din chal sakta hai yeh to hona tha lay jatay apnay bachay ager ghazi ko yeh sab karnay ki ijazat day di jati to kal ko har koi uth kay kehta kay mein islam ka nafaz kar raha hon jo meri bat nahin manayga mein usay aghwa karlonga yeh konsa islam hai jo bhi state kay khalaf jayega yehi hoga aj ager aik ghazi hai to kal ko 100 ho saktay hain is tarahn mulik nahin chal sakta ager ghazi apnay students ko achi education dayta unko aik acha insaan banata to woh kal ko aik acha pak bana saktay thay lakin ager phir bhi ap lgoon ko lagta hai ghazi sahi tha to har masjid kay molvi ko kehna chaye mein islam ka nafaz karnay laga hon or apnay students ko asla day or kahay jo islam pay amal nahin karta usay aghwa karlo.



Musharraf tu acha insan aur muslaman haina MMja?
tum b aik ache muslaman ho na tum mujhe bata sakte ho jahad kya hai sahih sharayat e MOHAMMADI(PBUH) kya hai?
Bachon aur khawateen ka tum sab se shor dala hua hai par na apki azeem army bata rhi hai k ab wo students kahan hain na ab tumahra Ary wala cousin na musharaaf wo sab bohat ghalat kar rhe the na islye mar(shaheed) hogaye tum aisa karo k tum sahih islam nafiz kar lo sahih tareeqay se hum dekhte hain govt tumhein akrne deti hai ya tum pe b koi 100 case dal k andar karti hai yahan jo b islam nafiz akrna chhata hai uska tareeqa ghalat hota hai students ko asalaha Ghazi Shib ne dya tu ab jab aslaha army k pass hai un patients ko hosp ne bahir kion nhi ane de rhe media k smane kion nhi late unhein ab tu na wo foriegners rahe na ghazi shahib na hi unko agwah karne wala hai koi ab army aur govt kis se dar k unk payo mein berian dal rhi hai

pehli bat to yeh kay ghazi kay ghalt honay say musharif sahi nahin ho jata.kam say kam jahad khudkash hamlo or logoon kay aghwah ki ijazat nahin dayta apkay ghazi SHAHEED nay khud tv pay mana tha kay unkay aik student nay army kay banday ko mara or asla cheen leyia jiskay bad yeh sab kuch huwa.jab bhi laraye hoti hai to boht loog apni zindgi say hath dhotay hain yahan bhi esa hi huwa lakin gov public mein asal figure nahin lana chati kyionkay us say or tabahi phelaygi jo hum agay hi 2khudkash hamlo ki sorat mein daykh chukay hein shayed khudkash hamlay karna sahi jahad hai.manta hon gov nay ghalt keyia lakin ab jo khudkash hamlay start ho gaye hain in mein kon apni jan say hath dho raha hai masoom loog or yeh srif ghazi ki wajah say hai.or jahan tak bat hai doc sahib ki to zarori nahin tv pay akay jo achi batay karayn woh boht acah insaan hota hai.


every action has its reaction which is sometimes grater than action and that was int his case Suicide attacks agar reaction the tu is tak lane ki zimedari GOVT pe jati hai bcz jab sab decision le lye gye the even k shrayat tak man li gyi tu phr GOVT unse kion phiri Ok i agredd Dr is not a gud person he is lying but i think so those parents who were crying for their children are not ........

kaye parents to yeh bhi kehtay hain kay unkay bachon ko zabardasti rakha geyia tha woh kyion apko nazar nahin ata .kuch bhi ho suicide attack ki islam ijazat nahin dayta kisi kay zulim say tang a kay haram kam karna jayez nahin ho jata or is kay natijay mein hakomat ka kyia geyia mar to gharib loog hi rahay hein chaye woh force kay hon ya am loog unkay ghar walon ka kyia kasore hai?marna hai to mashir ko marayn na kay gharib logoon ko.
Posted 28 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jb pay sab sharif bachay atay hein
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
abhi nai
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
naksha
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mubarak ho tumko yeh shadi tumhari
sada khush raho yeh duaa hai hamari
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tera yakeen kyion meinay keyia nahin
tugh say raha kyion judaa
next
speed
Posted 27 Jul 2007

Topic: 2007 GAME

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Q4=speed
Q5=abhey deol
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
palat kat ankh num karna mughay hargiz nahin ata
gaye lamho ka ghum karna hargiz nahin ata
mohbat ho to behad ho nafrat ho to be payia
koi bhi kam karna mughay hargiz nahin ata
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
koi faryiad teray dil mein dabi ho jesay
tonay ankhon say koi bat kahi ho jesay
har mulaqat pay mehsos hota hai yehi
mugh say kuch teri nazar poch rahi ho jesay
rah chaltay huway aksar yeh gumah hota hai
wo nazar chup kay daykh rahi ho jesay
ik lamhay mein samit ayia hai sadyion ka safar
zindgi tez boht tez chali ho jesay
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

mmja said:

cha gaye tusi tay par yeh huwa keyia nanhi muni+lakshami devi kyion bani tum lg hi theek ho





han.. abh me fir se stars and moon per ajaon naaaa?
abh tum kuch bhi karlo me ko pata lag geyia hai ho tum lakhshami devi yeh tum ab khamkha lg na bano
LAKHSHAMI DEVI FROM LONDON
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Thinking Of You

             I was thinking of you just a short while       

I missed your sweet kiss, and I loved your precious smile

I was just thinking of you and your beautiful eyes

Just looking into mine, They’ll tell no lies

I was thinking of you when I felt my heart ache

I wish I had your love, A love that will never break

I was thinking of you holding on to me

The way I felt, The way it could be

I was thinking of you to tell you I’d try

To give you pure love, Till'’ the day that I die

I was thinking of you letting me care

Just to let you know, I’ll always be there

kash koi saday vastay ve idhan sochay
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Need You Back

I always thought, I could easily get over you

But now that we’ve split, I don’t know what to do

It hard for me to see you walk away

I wish someday you might come back and stay

I want to call you on the phone

To tell you that I am alone

Could you give me another chance

Before you go and find a new romance

I will never forget the time we spent together

I’ll cherish them from now and forever

I try to stay strong and not cry

Now I am devastated and insane

And I thought I could leave you without no pain.



2 good
Posted 27 Jul 2007