mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Aankhe
   

ek din yesa tha
jise bolo hi hi
galat bole to bhi hi hi
din badla, ulti chali
sabne kiya bye bye
sach kahe to bhi bye bye
jivan ki pallu ulta
koi dekhne our bolne me se nahi
tiraskar ki bhati chalna pada
wohi din wohi raat
pharak itna grahaye badla
jivan me daulat ne sath chhoda
bass..............sabne chhoda
sathi sambandhiyone mukh mooda
mandir ko dekha too
birana lagne laga
pujari mereko dekh nahi sakta
dhakke marke nikaldeta
bhagwan ko ye sab batana kya?
kya andhe he oh?
koi koi naraha, suni sunisi lagi
jivan ne phir pallu badla..........
dhanwan ho gaye hum
itna paisa kamaya........itnasa....?
aaj expensive gaadi he, our bangalayen
naukar chakar bhi he
ab rishtey badne lage
sathi our sambandhi badne lage
sabne apna kahane lage
mera bhai....mera damat...mera dost....
sab sab mera rahene lage
ab mandir bhi mera hi raha
poojari ne bhi apna banaya mujhe
murti me dudhki dhara bahane lage
sabne achchhe aadmi kahane lage mujhe
mere pratikshya me baithne lage log
ek hi pal me sabkuchh badla...?
phir bhi me wohi ka wohi
kal jo tha aaj bhi wohi
badla to jineki dhang
logoki aankhe
wah jindagi....kya jindagi?
daulat ne aadmi ko pangu banaya.....




lakhshami devi ager jevan mein saphalta chaye to sachay mann say bhagvan ki tapsia karo saphalta prapt hoge om shiva
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
imran khan usa kay hotay huway to nahin a sakta jo insaan smaghta hai kay pak mein vote say hakomat banti hai to yeh uski soch hai pak ki hakomat usa decide karta hai so imran khan no chance
Posted 27 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Q1=jeri lab jaye
Q2=cricket,tennis
Q3=black
Q4=koi nai
Q5=jahan pay match laga ho
next person cute girl kay ans q kay ans day
Posted 26 Jul 2007

Topic: 2007 GAME

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
q4=HUM PAY YEH KISNAY(DEVDAS)
q5=FIZA
Posted 26 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ISHIQ MEIN DOBA HAI JAWAD
LAKIN UDHAR SAY HUWA HAI INKAR
JAWAD ROTAY ROTAY SO GEYIA HAI
LAKIN KHATUM NA HOYE HAI DUKKHON KI BARSAT

KOI NA KOI TO AYEGI JAWAD
JO TERI SANSO KO MEHKAYEGI
PAR MEIN BHI KYIA KARON LG
TULSI TO PORAY 5 MEIN AYEGI
Posted 26 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mohbto mein har ik lamha wasal hoga yeh te huwa tha
bichar kar bhi ik dosray ka khyial hoga yeh te howa tha
wohi huwa na badaltay mosim mein to nay mughko bhula deyia hai
koi bhi rut ho na chahto ko zawal hoga yeh te huwa tha
yeh kyia sansay ukhar gaye hein safir kay aghaz say hi yaroo
koi bhi thak kay rastay mein nadhal hoga yeh te huwa tha
judaa huwa to kyia huwa phir yehi to dastore zindgi hai
judayion mein na qurbaton ka milal hoga yeh te huwa tha
chelo kay faizan kashteyion ko jala dayn gumnam sahilo pay
kay ab yahan say na wapsi ka sawal hoga yeh te huwa tha
Posted 26 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cha gaye tusi tay par yeh huwa keyia nanhi muni+lakshami devi kyion bani tum lg hi theek ho
Posted 26 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Twinkle, Twinkle, Little Star


Twinkle, twinkle, little star,
How I wonder what you are!
Up above the world so high,
Like a diamond in the sky.


When the blazing sun is gone,
When he nothing shines upon,
Then you show your little light,
Twinkle, twinkle, all the night.


Then the traveler in the dark
Thanks you for your tiny spark,
How could he see where to go,
If you did not twinkle so?


In the dark blue sky you keep,
Often through my curtains peep
For you never shut your eye,
Till the sun is in the sky.


As your bright and tiny spark
Lights the traveler in the dark,
Though I know not what you are,
Twinkle, twinkle, little star.



shabash bacha ab kal ka sabiq yaad karo nahi to
Posted 26 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Baa, Baa, Black Sheep



Baa, baa, black sheep
Have you any wool?
Yes sir, yes sir, three bags full.
One for the master,
And one for the dame,
And one for the little boy
Who lives down the lane.





ps: REMINDS ME OF MY OLD DAYZ


haye tum bhi kabhi bachi thi
Posted 26 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Laut ke aanaa
   

laut ke aana bhool na jaana
he pardeshi parvat waale
hansi khushi se khanaa khana
chanchal mukh dikhlane waale
shavd tumhara kano me gunje ga
aaye gee payaare yaad tumhari
neend na aayegee sawan
ghata fuhaar maaregee pichkari
tarap tarap ke jina hogaa
rone ki ritu aayee hai
tere viyog mai tarpoo gee
ye nayee kali murjhayee hai
ab mai baate bhool na paoo
tum dil ke sachche matwale
laut ke aana bhool na jaana
he pardeshi parvat waale
hansi khushi se khanaa khana
chanchal mukh dikhlane waale


yeh star moon wali lg say lakhshami devi kab bani befikar raho devi je bhagvan das zaror ayengay
Posted 26 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

chahne waala mil jayega,din bhi badal jayega,
lekin purana yaad dil se kabhi mit nahin payega.
woh dur kahin andhere mein khara kaar raha tera intezaar,
tere pyaar ke shakti se ekdin tut jayega woh anjaana dewaar.
phir aayega pyaar ka baarh duno taraf,
beh jayega dono dil,yeh abhi se dikh raha hain saaf.
isliye is sooch mein maat gawao apne waqt,
kuch gyaan aaur jor lo apne saang.
zindagi mein hamesha lao naye raang,
khush hokaar jio lekaar sabke kashto ko apne saang.
karto raho upkaar sabka,
issi mein hoga uddhar aapka


lg hindi ki poetry kahan say mari
Posted 26 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

kismat bhi ajeeb khel khelti hai,
waqt bhi kabhi ek sa nahin rehta,
main bhi hamesha mushkilon mein doston ka sath deta hoon,
lekin jab mujhe kisi ki jarurat hoti hai to koi bhi mere sath nahin rehta


true
jab hum say milo gay to payiogay hamayn mukhlis
har chand kay akhlas ka charcha nahin kartay
Posted 26 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
raqeeb
kal ho na ho ab daykhi hai ya phir daykhi hai wesay phir daykhnay wali hai to nahin
Posted 26 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:

yar choro yeh kaam

yeh bhi koi deekhnye walye prog hain


yar tughay carton network say time milay to kuch or daykhay
Posted 26 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hijab is must in islam.ab yeh alag bat hai koi pehnay ya na.jis tarahn namaz farz hai chaye koi parhay ya na.
Posted 26 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cong yar kabhi koi or kam bhi kar leyia kar welay insaan
Posted 26 Jul 2007

Topic: Hiii

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
welcome
Posted 25 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aaj phir sawan toot kay barsa hai
aur dil itna tarsa hai
phir dunyia kay jhamelon mein
teri yaad ki shehnaye hai
bus mein hon or meri tanhaye hai

dil armano say houseful hai
pyiar hoga ya nahin yeh doutful hai
is dunyia mein har chez wonderful hai
par zindgi ap jesay doston say hi beautiful hai
Posted 25 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

DARD KE PHOOL

Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
Zakhm kaise bhi hon kuch roz mein bhar jaate hain
Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain

Rasta roke khadi hai yehi uljhan kab se
Koi pooche tou kahen kya ki kidhar jaate hain
Zakhm kaise bhi hon kuch roz mein bhar jaate hain
Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain

Naram aawaz bhali baaten muhazzab lahje
Pahli baarish mein hi ye rang utar jaate hain
Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
Zakhm kaise bhi hon kuch roz mein bhar jaate hain
Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain


Posted 25 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

You mean so much to me
More than I could ever say
And even if you don't believe me
I mean it in every way

Whenever were together
Nothing can go wrong
And I'm starting to think
That with you is where I belong

Whenever we are together
I thank God that I'm alive
With you by my side
I think I can survive

You take away my sadness
You take away my pain
This feeling when I'm with you
Is nothing I can explain

I wish that I could be with you
All throughout each day
Therefore the smile on my face
Would never have to go away

I know you understand
That I'm in a constant fight
And your one main reason
Why my life is worth the fight

You've always been there for me
No matter what I've gone through
So I just want to take this time to say
Thank you and I love you!


excellent
Posted 25 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
zabardast je
Posted 25 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Aetbaar

Bhool Kar Be Na Sochna
Meri Chahtein Tere Sang Nahi,
Tere Bin Odaas Hai Dil Mera
Meri Zindgi Ma Koi Rang Nahi


Posted 24 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Khushian

Kash Khushion ki Ek Dukan Hoti,
Or Hamain Os ki Pehchan Hoti,
Bhar Datey ap ka har Pal Khushion Se,
Keemat us ki Chahey Hamari Jaan Hoti

achay bachay esi batay nahin karta
Posted 24 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:


Happiness
   

Sadness have strikes me
I fought harder and harder
To get the happiness back
I weeps frequently
I smiles frequently
Happiness is what I want in return
Having him support me
Gave me a happiness

Sadness have strikes me
I fought harder and harder
To get happiness back
I wore masks thousand times
I pretend and it hurt
Having him to take off my mask
To reveal the truth out of me
Gave me a happiness

Sadness have strikes me
I fought harder and harder
To get the happiness back
My heart is shattered
I grabbed a broom to gather it together
I cries
Having him glue my heart all together
Brought me into happiness once again.

Sean Norris

itne sadnes achi nahin hai je
Posted 24 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
deer raat jab kisi ki yaad sitaye
thandi hawa jab zulfon ki sahlaye
karlo ankhayn band or so jayio
kyia pata jsika hai khyial woh ankhon mein a jaye

tughay bholkar bhi na bhool paynegay
bas yehi aik wada nibha payengay
mita dayngay khud ko bhi jahan say lakin
tera naam is dil say mita na payengay
Posted 24 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
heina beautiphul place mein regular walk kay liay jata hon
Posted 24 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mughay filhal itna hi pata tha lakin kuch din tak mein apko is baray mein bhi pata kar kay bata donga wesay yeh aik say zeyiada books mein tha lakin mein phir bhi or check kar longa
Posted 24 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
agree yehi to mein vc ko samgha raha hon
Posted 24 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

18 Years Of Age ~ I'm An Adult. My Mom Can't Control Me Anymore.
bacho bori bat hai
Posted 24 Jul 2007

mmja

Age: 125
7124 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Q1=jawad
Q2=ajay,kajol
Q3=dono nahi
Q4=more than 1
Q5=sleeping after eating
next bhi inkay hi day dayna
Posted 24 Jul 2007