Smooth_daddy said:wassalam means "and the peace". Just like sall said, it the short form of wassalam u alaikikum wa.....
this usually is the way Arabs say at the end of their speech or so.
I have not known any bad connotation to wassalam - Allah-o-alam
ARBAB 1 said:walakum asalam means (tum per bhi ALLAH ki REHMAT HOO)
but in chat we use (W salam) which has no mean, and it is bad to say, Jo bat MUHAMMAD(PBUH)nay jaisay batai hay usay wasay hi kerna chahiyeee.....
so PLZZ when some one sayss ASALAM-O-ALAIKUM
so plzz answer him completely WALIKUM-ASALAM
when u do this u get (10 nakiyaan)
Virdan said:
new_beau said:Bara Aajzi bhara Shair hay Kiran jee...Agar uss nay FIRE maar diya tou kiya kerainn gi aap
array kaha bhai Allah Tala maf farmaain itna gunahgaar sa banda hon us ka aur shiri kaha bus be tukki se koshashein karta hon jis mein i know bohat zayda mistakes hoti hain bus aap sab ki muhabbt hay Thanks 4 this
kiran said:
is dunya main sahara koi bhi nahin hai
tumhara b aur humara koi bhi nahin hai
Doctor Sam said:Yunhi mosam ki adaa dekh k yaad aaya hey
kis qadar jald badal jatay hain Insaan JanaaN
kiran said:badalna to dur ki baat hum chal hi na sake
jab gea haath chuura ke woh badalne ke bad