Age: 124
7663 days old here
Total Posts: 2272
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
loo jee ego aur baki friends yeh deikho main nai poorani files kholi hain tu kesi kesi baatein putta chal rahi hain tu javad adhoori baatein abb bata doo
Age: 124
7663 days old here
Total Posts: 2272
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jin k paas karney ko kuch nahin rehta woh garoor kartey hain ya yun bhi keh saktey hain k garoor jo kartey hain woh kiye karaye pai panni phair daitey hain
Age: 124
7663 days old here
Total Posts: 2272
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ager app khud achi banoo gi dolly tu app k sath saab achai ho jayein gai soo be good and u will hav good ppl around u ager koi app ko tang karta hai tu it means app ess k qabil ho k app ko tang kia jaye soo be good
Age: 124
7663 days old here
Total Posts: 2272
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
abb app loag bhi kuch sunaein main INSHALLAH kal kuch aur lai k haazir hon gi yeh poem is one of my very favourite poem esp ess ki ending i hope app ko bhi pasand aye gi
Age: 124
7663 days old here
Total Posts: 2272
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kaha tha na........! mujhey tum ess tarha soote maat chourd k jana mujhey beshaq jaga daina bata daina mohabbat k safer main sath mairey chal nahin saktey judai k safer main sath mairey chal nahin saktey tumhain rasta badalna hai mairey haad sai nikalna hai tumhain kiss baat ka daar tha KAI tumhain janey nahin daitey? kahin pai qaid kaar laitey? AREY PAGHAL mohabat ki tabiyaat main zaberdasti nahin hotti jinhaein rasta badalna hoo unhain rasta badalney sai jinhaein haad sai nikalna hoo unhain haad sai nikalney sai nah koi rouk paya hai nah koi rouk paye ga tumhaein kiss baat ka daar tha? mujhey beshaq jaga daitey bata daitey main tum ko deikh hi laitey tumhain koi duva daitey kam sai kam yun tu nah hota tumharey baad khonai k liye kuch bhi nahin baki mager main khonai sai darti hon main abb sonai sai darti hon