Age: 125
7061 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:
Ameen sumamenn aur Allah talah hamre dilon per se muhar hata dein sach ab tu khoof ane lag gya hai khud se k hum loog kya the aur kya ban gye hain bara bajoor.isb,sawat,peshawar etc sab jagah pe terrorist hai tu ye jo hamare saron pe musalat hai(Govt) ye kya hai jo kabhi bi kisi ko bi marne ka hukam de deti hai ya kisi ko bi utha kar ghyab kara dya jata hai
Assalam O Alaikum
*Yaa right jab muashray main na insaafi barh jati hain tho halaat aisay hi ho jatay hain...!
Age: 125
7061 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:
bilkul dear qasoor hai hum sab ka wakeelon ka judges ka awaam ka sab ka jo us waqt aur ab bi chup kar k bethe hain aj mujhe bohat afsoos hua hai Val day pe kayi msgs ate hain lekin aj aik Fatiha ka simple msg bi nhi ayahum log itne be-hiss kion ho gye hain samjh nhi atta
ovt ne jo kya uska anjaam use zaruur mile ga aur wo bi aisa k yaad karain gay inshaAllah Allah talah tu hamein shayd mauf kar dein lekin kya wo masoom lerkian aur shaheed hamein mauf karain gay???
*yaa Very Right Dear Friend hamari problem yeh hain kay hum hamesha Kisi cheez ki kadar unkay janay k baad kartay hain Second hum sahi ghalat jannay kay bajaye hamesha crowd ko follow kartay hain Allah swt Un sab Ko jannatul Firdous main Ala mukaam ata farmaye aur hamain taufeek dey kay hum Islami taleemat pe amal pera Ho sakay Ameen...!
Age: 125
7061 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
*yeh Human nature hain right sab aik jaisay nahi hotay sab Buray nahi hotay Tho sab achay bhi nahi hotay Like Agar hamain ek baar electricity shock lagay tho dobara kisi Electric thing ko hath lagatay wakt hum kae baar check karaingay aur sochaingay So yahan Bhi yehi baat hain...!
Age: 125
7061 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*I Think wakt aur halaat Insan main change laata rehta hain aksar halaat humain buhat sakht bana detay hain like aik shaks ko dosti main dhoka milta hain halankay Kuch dost buhat achay hotay hain laikin unkay friend nay unkay sath cheating ki So Friendship per se unka aitbaar uth jata hain Is kay baad woh kabhi bhi kisi ka bhi aitbaar nahi kar saktay
Age: 125
7061 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*wakai Aik siyaa Din jo hamari kismat pe siyahi phela gaya I think abhi jo Mulk kay halaat hain is pe kahin na kahin bajaur madrassa aur lal masjid saniha kay asraat zaroor hain
I Think jo Govt itna sab kuch kar sakti hain kya woh zabardasti kisi ko burka nahi pehna sakti
I Think Hum Bhi kahin na kahin is main ksoor waar hain kyunki Hum nay kabhi sahi ikdaam ki hosla afzai nahi ki
Agar woh islamabad main massage center bandh karwana chahtay thay tho As a Muslim and Living in a muslim Country hamain unka sath dena chahiye tha
Bas Allah swt se dua hain kay woh hamari ghaltiyan muaf farmaye aur hamain Hidayat ata farmaye Ameen...!