Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*yaa Very Right Sab kay Points apni jaga theek hain Yahan Asia Specially pakistan main aapko kafi struggle karni parti hain Jabkay Europe ya America main Bhi kuch mushkilaat aati hain per Itni nahi Jitni yahan hoti hain.
To be honest,Apna Mulk Khushaal Ho tho kaun Ghairon ki ghulami pasand karta hain Log Majborri ki wahan jatay hain...!
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
mmja said:
haqeqat hai lakin kuch achi nahin. btd mughay betay say zyiada beti,bhai say zyiada choti sis pasend hai.
Assalam O Alaikum
*yaa Right Betiyaan sabko pyaari hoti hain Per baat yeh hain kay Beti kay paida honay pe log itna khush nahi hotay jitnay aik betay ki pedaish pe hotay hain Kyunki Betiyaan paraee hoti hain Aap unko janam detay hain,unkay sath aik umr guzartay hain per phir woh aapko chor kar aik naye ghar chali jaati hain,ab wohi uski dunya ban jati hain...!
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*Welcome Back Mr.Mmja InshAllah enjoy your Stay...!
Yaa right For Example Most Afghan log Foreign Countries main rehtay hain is liye kay Afghanistan kay halaat kae salon say buhat kharaab hain Ab woh log unhi Countries main citizens ban chukay hain unki families wahan hain So woh kabhi Afghanistan main wapis aanay ya wapis Rebuilt karnay ka sochaingay bhi nahi.
*Pakistan main Aisa is Liye hain Kyunki mainly jo students wahan ja chukay hain ab se kuch saal pehlay Unho nay wahan study ki,unhain woh jaga pasand aaye isi liye woh udhar hi job karna pasand kartay hain Baat yeh bhi hain kay yahan Rehna thora difficult hain Roz apko struggle karni parti hain Per wahan Facilities thori ziyada hain isi liye ziyada tar log wahan jaana pasand kartay hain.
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
mmja said:
sory 2 say mera nahin khyial pak mein halat badal rahay hein balk pehlay say bhi zada kharab ho rahay hein jahan tak media ki bat hai meri to woh ab field hai or media wohi dikhata hai jo awam daykhna chati hai asal kasorewar awam hai not media. sab kehtay hein musharif nay lal masjid pay zulim dhayia isliay zartdari or nawaz "sharief" ko vote milay. ok fine but zardari kon hai?pak ki history ka crupet tareen banda and so cold sharief sahib ki jahan tak bat hai woh judiciary bahal karwana chatay hein or loog samghtay hein woh karwayengay lakin media nay to loogon ko batyia hain in bhai sahib ki hakumat mein supreme or maybe high court pay ghundo nay hamla keyia tha jo kay sharief bhai sahib kay thay woh logon ko nazar kyion nahin ata? srif kuch logon ko chor ko hamari youth srif kulmay ki had tak musilman hai including me lakin atleast mugh mein yeh kehnay ki to himat hai loog to mantay nahin dopata,mardon ki nichi nazar,respect for women,nafis pay control pak mein kis jagha hpay hai me ko bhi zara bata do? i am extremly sorry ager kisi ko bura lagay.
Assalam O Alaikum
*Right Sir Halaat badal rahay hain kyunki jab raat buhat siyah ho jati hain tho yeh is baat ka ishara hain kay jald subha aanay wali hain Aur InshAllah aisa hi hoga
Media wohi dikhata hain jo Ho raha hain magar Apnay andaaz main Hum awaam sirf tasweer ka ek rukh dekhtay hain Hum wohi kuch dekhtay aur mantay hain jo media hum ko dikha rahay hain Per I think awaam ab itni Nadaan nahi rahi kay Polticians ki baaton main mazeed aaye Kyunki Mazi ka buhat talkh tajarbaat hum khud dekh chukay hain. I Think hamari Youth main woh baat nahi rahi Jo Society main bara change laa sakay yeh isi liye kay Hum Islami taleemat se door ho gaye hain Per InshAllah abhi bhi buhat se Naujawaan hain jo sitaron pe Qumand dalnay ki salahiyat rakhtay hain
*Afraad kay haathon main hain akwaam ki takdeer har fard hain millat kay mukaddar ka sitara...!
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
mmja said:
musharif ki kursi ss je true politician k liay pak mein to no chance establishment meray jeson ko pasend karti hai. ANCHOR
Assalam O Alaikum
*I think Halaat Badlaingay InshAllah Awaam True Politicians Ko hi pasand kartay hain yeh alag baat hain kay Select hokay kaun Govt ka hissa bantay hain Anchor bhi aik Achi job hain...!