Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
mmja said:
apk points valid hein par mein disagree hon. uk,usa mein aik shakis jo study karta hai woh pak say boht mushkil hoti hai lakin ho jati hai part time job bhi hoti hai and thora boht ghar ka kam bhi ho jata hai lakin jab wahi shakis pak mein hota hai to na woh uth k pani peeta hai or na hi job k liay utne mehnat karta hai pak mein sabko direct masharaf lagna hota hai jabk wahan koi bhi job kar laytay hein pak mein bhi problems hein lakin mehnat say boht kuch keyia ja sakta hai yahan pay mostly logon ka dimagh hi kharab hota hai ager ap local level payy daykhay to pak mein kaye loog esay hein jo apni income fair way say icrease kar saktay hein lakin woh us pay aram ko targi daytay hein koi bhi country gerat tab tak nahin hoti jab tak wahan k loog great na ho kisi bhi chez pay tankied karna boht asan hai lakin jab wohi insaan kisi job pay lagta hai to rishwat kyion khata hai?.ager wahan rehna itna hi acha hai to wahan pay jab unk bachay baray hotay hein to unko paki rishta kyion chaye?tab wapis kyion atay hein ager pak itna hi bura hai bahir janay mein ya wahan settle honay say me ko koi problem nahin lakin jo kehtay hai pak mein yeh hai woh hai isliay hum ja rahay hein me ko un say sakhit nafrat hai.
yaa right *Wahan System theek hain Wahan rishwat nahi chalti,Life style sabka aik jaisa hain.wahan aapko Dhoop main kharay ho kar Electricity ya gas bill jama nahi karwana parta wahan aapki kabliyat chalti hain aapka paisa nahi Yahan aik university professor ki pay 3 lakhs bhi ho phir bhi woh rishwat laingay Wahan Agar kisi ko khuda na khwasta kuch ho jaye Govt unki family ko support karti hain Yahan Jeetay jagtay log aapka sab kuch cheen laitay hain Logo ko wahan ka system pasand hain Isi liye wahan jana prefer kartay hain Per As you said Shaadi kay liye Pakistan main rishta dhondhtay hain Kyunki they want a House wife Not a Bussiness partner Wahan ki girls Asian boys kay sath guzara nahi kar paati.
Age: 124
7010 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
mmja said:
ss je apnay kaha awam ab samghdar ho gaye hai i think 18 fb ka result yo yeh nahin kehta ager awam samghdar hoti to aj hakumat shayed IMRAN KHAN ki hote na k unki jinho nay two time pak ko lota. maybe woh sodhrna chahtay hein lakin NRO jiski wajah say 52 arab k karzay maf huway woh to kuch or kehta hai and sharief sahib aik lohar k betay thay aj unki mills kitne hein?or kesay hein? ab to hakumat banay bhi kafi time ho chuka hai kyia apko lagta hai k q ki bajaye koi or hakumat hai?. rapu sis ab to kahli tv pay hi nahin har jagha hi so cold fashion a chuka hai aik bat say apki thora disagree karonga ajkal kuch loog jinki ginte increase ho rahi hai unko apni sis ki bhi nahin parwah larkyian apni father ya bro k sath jis dressing mein hoti hein woh kafi hai. dukh srif is bat ka hai kk mugh jesay loog bhi jo sab samghtay hein woh bhi islam k liay ya pak k liay kuch nahin kartay
Assalam O Alaikum
*Right sir but who can say k Elections main dhandhli nahi huee.Awaam janti hain kay yeh Politicians mulk o kaum k liye kuch khaas nahi karnay walay but thay dont have any other option. Mr.Imraan Khan Saheb nay Elections may hissa nahi liya tha,per Agar woh hissa letay aaj nataij kuch different hotay shayad Per I hope Hum Aik din aik achi Govt bhi dekh sakay Mr.Imraan khan saheb ki Govt hoti tho kya baat thi...!