Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Islam main Ladies k liye kuch sharait hain Dress kay baray main yaani Dress codes agar hum usay follow karay to InshAllah buhat buraiyon say bach jaye.
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Hum nay yeh nahi kaha k yeh molvi saheb theek hain,Balkay hum yeh keh rahay hain k yeh molvi sahibaan ko badnaam karnay ka ek plan hain.Yeh Govt ki na ehli ka saboot hain aur shayad ek political plan bhi.kyunki jahan Govt nay Bajaur main madrassay pe attack kiya to kya inko yahan pe attack karna koi mushkil lagta hain.Nahi sirf Public ko bewakoof bana rahay hain.
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa JazakAllah khair and Thanks to all of you InshAllah har insaan ki zindagi ki yeh dark night jald khatam hogi Specially Mr.Babar Ahmed ki aur poori Ummah ki
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Dekhiye.pehlay Aap forum main dekh lejeye.kitnay log in Madrassa aur Molvi hazraat k khilaaaf hain.Kyun?Public agar inhain bura samajhti hain to wo bhi to apni jaga theek hain kyunki wo tasweer ka ek rukh dekh rahay hain.
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Electicity band honay main kharaabi yeh thi K jaisay Mr.Nice guy nay kaha k kahin Aap to Lal masjid main nahi Usi k liye kaha k Unki electicity nahi to phir Hum forum main kaisay aaye. Now to the issue......... Mamla to tab hal hoga jab Govt ka yeh drama rachanay ka maksad poora ho jayega.
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa yeh west ka ek plan hain.Unki policy kam Nuksaan ziyada Faida.jaisa unho nay Afghanistan main kiya.Ab muslim countries main Pakistan say har baat manwaye.Ahista ahista inka aik aik mutalba saamnay aata jayega Phir aap Khud apni aankhon say dekh lejeyega k Madraassa aur in Molvi sahibaan ko badnaam karnay ka chakar kya tha.
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa jihaad ki different types hain.sab say bara jihaad jihad bil nafs hain jo k logo nay bilkul nazar andaaz kar diyaa hain.Jihaad ki akhri kisam Qitaal hain jo.Jahan tak hamara sawaal hain to hum lal masjid etc k saath nahi hum sach ka saath deitay hain.bas baat yehi kehni thi k Govt kitni aasaani say hamain bewaqoof bana rahi hain aur hum Govt sa phir bhi saath detay hain. lalMasjid ki electricity etc govt nay band kar dei hain shayad aapko is baat ka ilm nahi.
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yeh bhi Govt ka plan tha.Aap khud sochiye k jo log jihaad kartay hain unka Emaan buhat mazbooth hota hain wo maut say nahi dartay.yeh Molvi ya jo kuch hain agar inho nay faisla kiya tha k jihaad karaingay to kya itni aasaani say haar maan laitay.
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
mmja said:
sun_shine said:
Exams ki tayyari to iskay baad shoru honi hain.Abhi meri sis ki shaadi hain bas usi main lagay hain.
sabsay pehlay to apko boht boht mubarik apki sis ke shadi par or han wesay bulyia nahin yeh ache bat nahin hai je chelo koi bat nahin.exams to atay rehtay hain shadi enjoye karo
Thanks alot.yaa Exams ki raat kis liye hoti hain.shaadi say farigh honay k baad tayyari shoru karoongi.Thanks