Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
mmja said:
mashalah boht he ache hai ajkal ese poetry parnay ko kam milte hai par uska shukar hai kay ap jesay logoon ke wajah say hum loog bhe isko par patay hain isliay thanks a lot
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa I think the first think is Unity.we all have to be united.hum nay Soviet Unioun jo k super power tha usko shikast di isi waja say k hamaray Jihaad ka maksad aik tha and we were united.Abhi sab ko apni pari hain no one is thinking about the Country to be re constructed
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
venomius child said:
well sun shine agar yehi baat hai to log pakistan ko chor kar kyon ja raha hain why aint they comin and joinning the politics and trying to change the system yaar bus kard do bus enough of it bahar bath kar kehna bohat asaan hai lakin karna immposibble hai heard
yehi to main point hain k baat sab kartay hain per action ki kaami hain.isliye kyunki agar aapko yeh system badalna hain to yeh aap doosro k liye badlain gay yaani future generations k liye kyunki aapki apni life to isko badalnay main hi guzar jaye gi aap ko apni life ki qurbaani deni paraigee.aur aisa karnay k liye kya hum tayyar hain?
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa topic to kharaab nahi hua per as usual doosray rukh chala gaya. anyways Hijaab aksar larkiyaan karti hain aaj kal. aur jo nahi karti shayad un main itni awearness nahi yaa shayad koi aur waja ho. per jo karay to Allah Swt unko ajr o sawaab dai aur baki ko hidayat.Ameen
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa per is say to koi fark nahi parta. aap Pakistani hain watan say muhabbat ka jazba aap kay dil main hain aur aap Watan k liye kuch acha kar rahi hain to aap 100% isi mulk ki hain. aur yehi patriotism hain.