Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
1.ur work 2.what u do in free time 3.ur fav movie 4.wife /girlfriend 5.what u think about love
student writing diary pinjar none love,jo khush logo ko dhuki aatma bana deta hain
now my Questions 1:ur passion 2:jis say milnay ki khwahish ho 3:kahan jaanay ka dil kar raha hain abhi 4:kis cheez say nafrat hain 5:konsay member say gehri dosti hain?
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
waisay it was not fair but hum girls nay aik baar teaher ko dhoka diya jab hum college main thay 3 saal pehlay to hamaray college main aik magician aaye thay jiska show ticket tha 25 rupees each person. so hum tamaam friends buhat bore ho gaye to socha k show dekhnay chaltay hain per problem yeh thi k hum sab main say kisi k paas bhi money nahi tha. to hum nay faisla kiya k pehlay show dekhtay hain phir jo hoga dekha jaayega to hall ki settings is tarah thi k 20 chairs thi baaki sab zameen pe baithay thay to hum takreeban 12 friends gaye aur front seats per baith gaye.show k dauraan pooray hall main khamoshi thi masiwaye hamaray jo sab say ziyada bol rahay thay. show khatam hua aur jab paisay lainay ki baari aaye to hum sab uth gaye. hamaray college hall k 2 raastay hain ab aik raastay main hamari teacher khari hain money lay rahi hain aur doosray main megician aur unkay partners. to hum teacher walay raastay say guzray teacher nay hum say poocha k paisay? to hum nay kaha k paisay to hum nay megician ko day diye,unho nay kha k hmain dainay thay megician ko kyun?\to hum nay kaha k hamain kya maloom tha hum samjhay megician ko dainay hain. yeh din mujhay hamesha yaad rahain ga college girls hamesha kehti yaar tum log hamain bhi yeh mushwara daitay to hum kehtay k jab cheez commom ho jaati hain uska maza nahi rehta
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa thanks for remindind me of this yaa Miss just me with Mr.Mujrim aur Mr.Dewaja and Miss Aasman say tapki yeh ikraar kar chukay hain but i want to know k kab kaisay aur kahan?
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
ok thats good exams main main hamesha yeh dream dekhti thi k time buhat kam hota hain aur saaray questions k answer rehtay hain aue mujh say paper lay liya jata hain per Allah swt ka shukar k hakeekat main aisa nahi hua
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
I think may be woh shaadi k baad compromise karti ho yaa phir doosri baar love. but jaiay kehtay hain na k tumhaaray siwa kuch na chahat karaingay k jab tak jiyengay mohabbat karaingay abis mohabbat k baaray main har insaan ka view alag hain
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa yehi to problem hain Asia main.kabhi aapko acha kaam karnay k liye encouragement nahi milaygi aur ulta dara daitay hain jaisay k aap nay kaha. yaa but i am also not a looser
Age: 125
7068 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa security ki baat to theek hain The shrine of Baba Wali, the spiritual confident of Shah Rukh Mirza of Herat (1405-1447), is situated about 08 km in north of Kandahar. The charming shrine of Baba Wali is situated on the hillside with its terraces shaded by pomegranate groves besides the Arghandab River. .