Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Ankho me aansuo ko ubharnay na diya, Mitti ke motiyo ko bikharnay na diya, Jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan, Us raah se kisi ko guzarnay na diya
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Pyar Karnewalon ki kismat kharab hoti hai, Har waqt inteha ki ghadi sath hoti hai, Waqt mile to rishto ki kitab khol ke dekh lena, Dosti har rishtey se lajawab hoti hai
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa mera manna hain kay har insaan ka acha aur bura wakt aata hain.Ganguly ka bhi aisay hi samajh lejiye. per kal mainay unka 20-20 match dekha kaafi achi performance di Karthik nay.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa main samajh sakti hoon kay yeh topic kisi ka mazaak uranay ka liye nahi banaya gaya hain. muslim countries kay paas sab kuch hain bas zara himmat o ittefak chahiye.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Eid kay din aap apnay family members se rishtay daro say friends se miltay hain.jo kay buhat khaas mauka hota hain.kyunki pooray saal hamaray paas ya unkay paas wakt nahi hota. Eid pe aap apnay friends kay saath kahi jaanay ka program banaye umeed hain aap enjoy karaingay.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
aisa hota hay kay kuch log bachpan main buhat khoobsurat hotay hain jabkay baray honay per iitnay khoobsurat nahi hotay jitna wo bachpan main thay. waisay har insaan khoobsurat hain.