Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa indian team ko main bachpan se dekhti aarahi hoon. mujhay yaad hain woh pehla cricketrer jisay main janti thi woh"Ajay Jadeja"thay. Mohd.yousuf aik achay cricketer aur kaafi achay insaan hain.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa in logon main imandari baki hi nahi rahi. bhalay hi inkay samnay yeh mamooli baat hain per yeh kisi ki zindagi ka sawaal hain. aisay buhat se players hain jinka yehi haal hain.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
angadlover jee jaa rahi hain.i will miss her. meri itni friends kis din kaam ayengi exams main thori buhat help woh kar daiti hain baki subjects main main unki help karti hoon.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
do cheezon se insaan ka character banta hain. ek taleem doosri tarbiyat.taleem to aaj kal sab kay paas hain per tarbiyat ki kami hain. aaj kal logon main bardasht khatam ho gaye hain.kisi bhi mamooli baat ko khainsh kar apni ana ka masla bana daitay hain.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
angadlover jee aap kyun jaa rahi hain? yaa agar studies ka masla hain to its ok. phir humain baar baar iqbal ki yaad kon dilaye ga? have a bright future wasalam o alaikum
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yeh player balochistan kay thay kya?yahan aisa hi hota hain.khaas kar balochistan kay logo kay saath.board ko aisa nahi karna chahiye tha.jahan board itnay kharchay bardasht karta hain wahan yeh mamooli si rakam kya maini rakhti hain.per yeh kisi ki zindagi ka mor badal sakti thi.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
mehdi hassan sahab ka ek interview dekha tha kuch months pehlay.unki health achi nahi thi. yaa "raat ki hathaili per" yeh song kaafi acha hain. bazaar film maine nahi dekhi aur na koi gaana suna hain is film ka. yaa abhi poetry cafe main dekhti hoon.