Age: 125
7070 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
mujhay acha nahi lagta kay cricketers films main acting karay.kyunki har insaan ki ek alag field hain unko usi main hi apni achi performance daini chahiye aur cricketers ko to national hero samjha jata hain. what you think about it?
Age: 125
7070 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa Iraq,Palestine,Afghanistan ki haalat dekh kar mujhay buhat afsoos hota hain.har roz duniya kay halaat kharaab hotay ja rahay hain.har din news channel on karo to pata chalta hain kay falah jaga suicide attack hua hain kahin pe bomb blast hua hain etc.
Age: 125
7070 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa i think songs jinka music buhat fast hota hain jaisay himesh reshammiya kay songs ka hota hain woh insaan 5 minutes se ziyada bardasht nahi karsakta. AR Rehman ki music buhat achi aur change hoti hain.
Age: 125
7070 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
you must be right but i think that yuvraj singh nay iss saal kaafi achi performance di,irfan pathan ki performance pakistan kay khilaaf kaafi achi thi,shayad isi waja se unhay team main rakha gaya.
Age: 125
7070 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
jo meri aankhon se khwaab dekho to ek bhi shab na so sako gay kay laakh chaho na hans sako gay hazaar chaho na ro sako gay kay khwaab kya hain,azaab hain yeh mairay dukhon ki kitab hain yeh rafakatein in may chootti hain mohabatein in main rothti hain panapti hain in may wehshatain si aziyatein in may phootti hain inhi kay darr se khizaa hay jazbay inhi say shaakain si phootti hain ghamon ki bandish hay khwaab mairay dukhho ki baarish hain khwaab mairay ubal raha hain dukhon ka laawa raheen atish khwaaab hain mairay khyaal saray jhulas gaye hain sulagti khwahish hay khwaab mairay ukharti saansein hain zindagi ki lahoo ki saazish hain khwaab mairay jo meri aankhon se khwaab dekho to ek shab bhi na so sako gay