Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
awards abhi tak dekhain nahi sirf announcement suni news channels pe.Indian media pehlay keh chuki thi kay kisi bhi indian ko award nahi milnay wala laikin phir bhi Rahul Dravid ko mila.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Her aik key dil mey woh jhankein, her aik key aanso woh pochein Her aik ko khush kaisey rakhna hey, her pal her dam yeh sochein per gher key koney khudroon mey, woh chup key tanha roti hein.... larkiyaan tu paani hoti hein.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa you are right.indians aur pakistanis ek doosray se nafrat to nahi keh saktay yani pasand nahi kartay aur is ki waja politicians hain warna wo aapkay achay friends ban saktay hain.mmja jee ne sahi kaha kay fark hota hain achay hum main bhi hain aur un main bhi.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa aap sab sahi keh rahay hain.societies ka farq hain kay big cities main ladkiyon ko azaadi haasil hain per chote shehron ki societies hi kuch aisi hain jis main aurton ko azaadi haasil nahi hain.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
hum ghoom chukay basti bann mein ek aas ki phans liye mann mein koi saajan ho,koi pyaara ho koi deepak ho,koi taara ho jab jeevan raat andhairi ho ek baar kaho tum meri ho
jab sawan badal chaye ho jab phagan phool khilaye ho jab chanda roop lutata ho jab suraj dhoop nahata ho ya shaam ne basti ghaeri ho ek baar kaho tum meri ho
haa dil ka daaman phaila hain kyun gori ka dil maila hain hum kab tak peet kay dhokay main tum kab tak dur jharokay main kab deed se dil ko sairi ho ek baar kaho tum meri ho
kya jhagra sood khasaray kaa yeh kaam nahi banjaray kaa sab sona rupa lay jaye yeh dunya, dunya lay jaye tum ek mujhay behtairi ho ek baar kaho tum meri hoo ek baar kaho tum meri ho ibn-e-inshaa
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Freedom ki different types hoti hain. freedom ladko ko bhi haasil hain aur ladkiyon ko bhi. yeh hum per depend karta hay kay hum apni freedom ko kis tarah use kartay hain. basically Islam ne mardo aur aurton ko equal rights diye hain.
Age: 124
7013 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
pyar kismat se hota hain,sab kuch kismat se hi hota hain per choice ap per depend karti hain. dunya main aapko pyaar karnay walay buhat hotay hain per aap hi kisi aur se pyaar kartay hain thats why aapko unki muhabbat ka pata nahi chal pata.